Lot

No announcement yet.
`

Lot

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot
    Dear forex mn lots ka lafaz to ap ny suna hi hoga.Lot forex mn trading ki value ko zahir karta ha.lots ki 3 types hoti hn.
    Micro lot:- micro loy mn aik pip das sent ka hota ha.mtlb trading mn ap ko fi pip das sent ka profit ya loss hoga.
    Mini lot:- mini pip mn aik pip aik dollar ka hota ha.matlab ye k trading mn fi pip ap ko aik dollar ka profit ya loss hoga.
    Standard lot:- standard lot mn aik pip das dollar ka hota ha.matlab ye k trading mn aik pip sy ap ko das dollar profit ya lot hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear apka bhot shukrea ap ne bhot hi malomati post ki hy ye malomat jin logo ne abi forex trading shoro ki hy unky ly faida mand hy.umeed hy k es fourm mn senior log esi tarah guide karty rahen gy.
    • #3 Collapse

      Forex trading main trading karnay say pelay hamain lot ko mind main rakhna chiay kiun kay aap ko pata hona chiay kay jab tak hamain insta forex account per lot ka pata nahi chalay ga tab tak ham trading nahi kar saktay mean ham bigger lot laga kar ham apnay insta forex bonus account ko risk per dal dain gay
      • #4 Collapse

        Thanks mery bhai ap ny bht achi trah sy lot ko define kr dia hai lot size select krny sy pehly humen orders etc ka pra hona chye forex trading aik bht acha business hai is ma apko market ko smjhna he bht bara fun hai trading ma relaxation bht zarori hai
        • #5 Collapse

          boht hi informative post hai or especially hum jaisy new commer k liye . jub hum es field mai ain to humy pta hona chahiye k lot hai kia or es ki ktni types hoti hain. or kis wqt kis trah ki lot lgani chahiye. or lot lgany or ktni dair mai lot ko open rakha ja skta hai ye sb maloom hona chahiye...
          • #6 Collapse

            Dear ap nay aschi information share ki hai jan member ko as ka bary main knowledge ni hai un ko pata chal jay ga jas trah ap nay baty hai ka lots 3 type ki hoti hai baulkul theek kah hai
            • #7 Collapse

              There aapne aap sab senior logo Ne bahut acche Information sharing Ki Hai Umeed Hai Ke is Forex mein aane wale Ne logo ke liye information Boss Zyada Spider-Man dhongi Aur Woh Ek acche trader Ban Sakenge aap senior log aise hi guide kar rahe
               
              • #8 Collapse

                There aapne aap sab senior logo Ne bahut acche Information sharing Ki Hai Umeed Hai Ke is Forex mein aane wale Ne logo ke liye information Boss Zyada Spider-Man dhongi Aur Woh Ek acche trader Ban Sakenge aap senior log aise hi guide kar rahe.
                 
                • #9 Collapse

                  Brother, bht information wali post ke ha apna ya lots hoti ha jin ko nahi pata tha un ko b pata chal gaya ha es liya lots ka sab ko pata hona chaya aksar logo ko lots ka he pata nai hota wo micro account per mini lots laga data hain aur account wash ho jata hain. Es liya bht shukria bhai
                  • #10 Collapse

                    dear jaisy ap ne baat ki hai k lot ki to ais mai ye hai k hum agar ais mai lot bari lagaty hai to aus mai ye hai k hum ko aus mai profit aor loss dono hi zayda hota hai kun k hum ne aus mai lot bari lagai hoti hai agar hum account k hisab se lot use karty hai to aus mai hum ko kafi faida hota hai account maintain rakhna asan hota hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Gee haan bhai aisa hi hai waise aap yeh batain kay micro lot laganay se faida hota hai ya mini lot laganay ka faida hota hai ya standard lot laganay ka faida hota hai aur iss mein loss kay kitnay zayada chances hotay hain ya koi nahin hoota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X