News main apne emotions ko cntrol

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News main apne emotions ko cntrol
    Bhai jab news ati hai os waqat hume apne emotions ko lazmi cntrol krna chaiye aksar hum news ki waja se zada lose kr jate hein hume is main experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye important hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap ne bahut acha mashwara diya ha wesy bhi trading meib emotion ko control karna chahye aur speacialy news k time p control karyn aur soch samjh k trading karyn kyun k choty account wash bhi ho jaty hain news k time aur wesy bhi wo banda kabhi successfull trader nahi ban sakta jab tak apny emotion p control nahi karta
    • #3 Collapse

      Bahi jee aap ne bilkul sahi kaha hay instaforex to kam hi thanday aur cool minded logon ka hay is main zara bhi emotional ho kay ham apna bara nuqsaan kar sakty hein is liye hamin soch smjh kar ye kaam karna chahiye..
      THKS
      • #4 Collapse

        G frend ap ny bhot achi information share ki hai k hmy news k waqt emotional ko control karna chaye mai to ye samjti houn k na sirf news k waqt bilky lot lgany k bad b hmy apne emotinal ko control karna chaye ye nai k ya to bhot zayda ki lot lga ly ya phr loss ko dekh k tention lety rahy.
        • #5 Collapse

          G bhai , ap na theek kaha ha ,jb b kese pair ke fundamental release hoti ha to kese ko pata nai hota ka market ma kia hona wala ha es liya news time emotional na hn . Agr apka trade laga hwa ha to us ko hold rakhain us ka sl khtm na kren bs yahi batain hain en ka khas khayal rakhain.
          • #6 Collapse

            mere khiyal main to apko sirf news key waqat nahen balkey Forex trading business main her time hi apne emotions ko control main rakheny ki zroorat hai kiun kay is field main jab bhi ney ziyada emotional honey ki koshash ki apko lose hi hoga aur app apney capital se hi mehroom hon gay.
            • #7 Collapse

              news pay trading ka matlab yeh nahi k news anay say phly ek nechay sell stop aur ek oper buy stop - dar asal ice ham news spike trading kehtay hain - aur news spike trade kay waqt market bht ziada tezi kay sath oper nechay move hote hay aur spikes banati hay
              • #8 Collapse

                Yes of course hamain news main trading kay waqat apnay emotions ko control main rakhna chiay kiun kay in ki waja say kafi had tak loss hota hai hamain chiay kay forex trading main sl or tp daina learn karain jo hamain kafi had tak benefits day ga
                • #9 Collapse

                  News main waqiay apnay emotional feelings ko control main rakhna parta hai hamain chiay hota hai kay ham jab bhi trading karain pelay sirf ham technical Annaylis per trading karain agar ham fundamental per trading karain gay to hamara Pakistan forex forum wala bonus account wash bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    jee dear ap ne bilcul sahee kha hay k hum ko Forex ki news k time per apne emotions ko control main rekhna chahie kuin k is time market bohat ziada tez ho jati hay ager hum ne gelti se koi trade open ker li to humain big loss ho sekta hay.
                    • #11 Collapse

                      dear asal mai ye hota hai k jab news aani hoti hai aus time market mai kafi zayda moment start ho jati hai aor banda ye kehta hai k thory se time mai agar trade laga k profit bana lia jaye to ais se faida ho jaye ga ais tarha banda trade laga hi deta hai sabar ni hota.
                      • #12 Collapse

                        yes aap ne sahi kaha news k time trading bohat risky ho jaati hai is liye bohat care se trade karna chaye aor mujhe to both side main pending orders open karna sahi lagta hai jo k choti si lot se ho aor kam se kam sl use ho to is tarah se kisi aik taraf to profit ho jaae ga nahee to chote chote sl hit ho jaae ge ziada bare loss se bach jaae ge
                        • #13 Collapse

                          jb b news ati hay humay us time apny emotions par control rakhna cahiay kiu bk us time market ma kafi ups and downs hote hay ij ki waja se hum loss b kar sakte hay is liay humay apny emotions par control rakhna cahiay
                          • #14 Collapse

                            Forex ko use karte hain Toh Apne emotional ko Hamesha control Mein rakhe hain kabhi bhi aap Kisi Se panga Na Le Apne kaam ko samajhdari ke sath Kat Jaye aur acche se acche trading lagte
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai aap ne theek kaha hai humain apnay emotions ko har waqt control mein rakhna chahye jab bhi trade lagain tou bar bar chart ko na dekhain iss se aap apnay emotions ko control nahin kar saktay aur ghalt trade laga kay loss ki taraf chal partay ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X