Question from moderater. And members

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Question from moderater. And members
    Pakistan forex forum main mujay aaj kal thread generate karnay per problem a ra hai. Mean kay pelay main thread generate karta tha. Tab screen shot upload ho jatay thay.
    Laikin ab jab say aviz sir ka thread attach hua hai.
    How to attach screen shot.
    Tab say muj say screen shot upload nahi ho ray error a ra hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ho sakta hay Kay aap Kay browser main koi problem ho ya aap ki screenshot ki quality ya size ka issue ho kabi kabi internet problem ki waja say be hota hay ab yeh koi moderator he Bata sakta hay Kay asal main yeh problem kiss waja say hay
    • #3 Collapse

      Dear ap k is question k bary mein main kuch nahi bata sakta kyun k ap modrater se pochyn k kyun masla aa raha ha ho sakta ha ap k browser mein masla aa raha ho
      • #4 Collapse

        ho sakta hai aesa hi ho kiun ke jab bhi website ko update kiye huy kafi time guzar jata hai to aese problems hote hain magar wo updates kay sath hi khatam ho jate hain aap bhi wait karen ya apne browser ko update kar lain ho sakta hai masla hall ho jay
        • #5 Collapse

          Dear aaj kal problem aa rah hai site update ki waja say image up load ni ho rah as lay jab image pay click karty hai to 2 option open hoty hai ak computer ka aur dosra URL ka ap apny image ka URL bana kar upload kar sakty hy Watch Image
          • #6 Collapse

            Dear aap ki ID login mein problem ho sakta hai aap aisa karain kaynaik martaba log out ho kay dobara apni ID pay log inn hoon aur umeed hai problem solve ho jaye ga aur agar nahin hota tou phir aap kay browser ka problem bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Dear aap ko pata hona chiay main bhi use kar ra hun. Mujay bhi thread generate karnay main kuch problem a ray hain laikin aap ko pata hona chiay kay Pakistan forex forum per post karnay kay kafi issues browser ki waja say atay hain
              • #8 Collapse

                Brothe is ma bohat se chezen involve hen jis ma ziada masla website ka ya internet connection ka ho sakta hy ap ko chaye k ap wait karen shayed kuch der tak theek ho jy
                • #9 Collapse

                  Sir is k bare me to muje knowledge nhe hy k screen shot kun attach nhe ho raha or mare khayal se zaruri nhe hy k ap thread creat kren or sath me screen shot sath me add kren
                  • #10 Collapse

                    Bhai ap k browser ka problem bhe ho Sukta hai ya ap k internet mn bhe problem ho Sukta hai mery khayal mn ap sab sy phly apna Mobil ya computer restart kren ya ap phr aik dad a account ko logout kr k cobra log in kren phr ya masala Hal ho Sukta hai aor unwed hai k zarur Hal ho Jay ga ap ka problem
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                      Pakistan forex forum main mujay aaj kal thread generate karnay per problem a ra hai. Mean kay pelay main thread generate karta tha. Tab screen shot upload ho jatay thay.
                      Laikin ab jab say aviz sir ka thread attach hua hai.
                      How to attach screen shot.
                      Tab say muj say screen shot upload nahi ho ray error a ra hai.
                      Bhai iske liye aap Jo unhone a method bataya hai usko Dobara se read Kare Aur phir achi Tarah Se Usman Z ko apply karne ki try Kare aap ka screenshot ho jayega
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X