Koi bata sakta he scapling kia chez he ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bata sakta he scapling kia chez he ??
    Main ye janna chah raha tha k scapling kia hoti he mjhe iska ilam nai please smjha den is k bare main ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jaisy ap ne baat ki hai scalping ki to ye aik trading strategy hai agar hum market mai short term par kaam karty hai aor ais mai lot bari lagaty hai to ais mai ye hota hai k thory se pips ley k hum market se bahir nikal jaty hain to ais ko scalping kehty hain.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
      dear jaisy ap ne baat ki hai scalping ki to ye aik trading strategy hai agar hum market mai short term par kaam karty hai aor ais mai lot bari lagaty hai to ais mai ye hota hai k thory se pips ley k hum market se bahir nikal jaty hain to ais ko scalping kehty hain.
      JAISA kay inho nay kaha hay kay scalping aik strategy hay jab aap nay choti choti trades kerni ho to apnay lot size koo bara ker daity ho to thori movement may bara profit lay lete hoye zyada ter CL may use hoti hay lekin is kay liye big capital zaruri hay or ye bohat risky bhi hay q kay ager movement opposite ho jaaaye toacount wash ho jaaye ga HIT THANKS
      • #4 Collapse

        Dear brother Jahan taak mery information hay scalping say Murad hay Kay aap jab trading kartien Hain tu aap sell or buy dono laga detien Hain jis say hum jab aim taraf be market move karay tu aap ka loss Kam say Kam ho
        • #5 Collapse

          Dear forex member meinscalping kay baray mein zayada tou nahin janta lakin mera khayal hai kay jab humbkisi trade mein sell kay sath sath buy bhi laga dain tou market jis taraf bhi move karay gi humaray uss se loss kay chancea kam ho jain gay
          • #6 Collapse

            Scalping short term trading ki ek type hai Jisme aap bahut bada risk Lekar bahut kam Waqt Ke Liye Apne trade co open Karte Hain Iss Tarah Se trading Karne Ko Hum scalping kehte hain karne ke liye aapke paas bahut zyada experience Ka Hona zaroori hai tab aap Yeh kaam kar sakte hain Yeh bahut risky Hota Hai
             
            • #7 Collapse

              isme aap bahut jyada risk Lekar aur bahut kam Waqt Ke Liye trading Karte Hain Yeh Sab Se Zyada risky trading hoti hai isme aapke account ke paas hone ka bhi Chand rehta hai agar Apke Pas experience Nahi Hai To aapka account fast bhi ho sakta hai isliye Yeh bahut zyada risky hai
               
              • #8 Collapse

                Scapling trading ki aesi attategy ko kehte hen jis me currencies ya pair ki bohat small movement k sath profit earn kia ja ske. Es strategy ko use krne ka tareeqa ye hyhy k ap trade ko short time k leay lgaen aur lot size ko zeada rkhen. Price slightly change hogi lot size zeada hone ki wja se profit b zeada hoga.
                • #9 Collapse

                  dear scalping tab ki ja sakti hay jab market tezi se up or per se down jana start kar deti hay, esy time me buy or sell key order short timing key ley lagye jaty hey esi ko scalping trading kehty hey.
                  • #10 Collapse

                    Aslam o alikoum dear brother scapling y hai kay aap aik taraf say trade laga kr profit hasil krain aur jaldi say trade band kr daiy bss y hai scalping................... trade jo lagei hai jald close krna aur phr new trade laga na
                    • #11 Collapse

                      Short term trading ko scalping bhi kehty hain forex trading ma humen short term trading ky leay 5min aor 15 min time frame waly chart py kam lrna chye aor trading ma humen jesy he profit hota hai hum trade close krty jaty hain isko short term trading kehty hain
                      • #12 Collapse

                        scalping aik trading strategy hai jis mai trades short duration ke trades open karty hain aur thoray profit ka target mind mai rakh kar trading karty han . scalping kay liye traders one min , 5 min ya 15 min ke time frame mai trade karty hain aur price ke hisab say apni trade open aur close karty rehty hain .
                        scalping kafi profitable lakin risky trading strategy ha.
                        • #13 Collapse

                          Mujhe Ishq Ka to pata nahi steplink kya hai lekin Boss log ki help se bahut accha Idea Bana Lete Hain Jo market mein profit banane ke liye bahut accha hota hai aur aapko iska Idea bhi ban jata hai
                          • #14 Collapse

                            Bahut he acha sawal ha apka. Meray zehn mn bhi yeh a raha tha lekin acha hua ap nay post kr dia. Me abi new hun trading main mujhay itna idea nai ha waisay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear forex trading main scalping bot say lig kartay hain laikin aap logon ko pata hona chiay kay market scalpers ko aksar bot zada loss daiti hai. Hamain chiay hota hai kay market main jab bhi koi news wagera ya is tara ki koi cheez ay to tab he log scalping kartay hain or 10 ya 20 pip main collect profit kar kay lot close kar daitay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X