robot trading krni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear jaha tak baat hai rebort trading ki to mai to simple ye kehta hu k hum ko trading sekhni chaye aus k baad hum ko ais market mai kaam karna chaye kun k ye market aisi hai k ais mai kabi bhi kuch ho sakta hai agar hum ais mai robort use karty hai to ho sakta hai k humra account aik hi din mai wash ho jaye aor hum dekhty rahy k kai ho gia hai humry sath.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes dear apko rebot trading krni chahiye aghr apke pass acha rebot hai tu rebot trading lazmi krein is se apko bahot achy signal mily gay aur loss bahot kam ho jaye loss ko decrease krein
      • #18 Collapse

        mery khiyal sy robot trading nhi karni chahye... manual trading thek hai.. robox trading main robots use hoty hain.. lakin manual trading main hum khud achi tarah analysis kar trade open kar sakty hain aur ache profit kama sakty hain..
        • #19 Collapse

          Dear mery khayal mein agar ap khud achi tarha forex trading ko seekh lyn aur achi tarha experience gain karyn aur apko analysis karna ata ho tu ap khud trading karyn kyun k robot p trading karny k liye apko robot ki extra payment karni parti ha aur ye zaroori bhi nahi k robot se apki sari trades plus mein he clos hon Is liye khud kam karyn mehnat karyn
          • #20 Collapse

            Dear mera aap ko mashwara hai kay aap market ka analysis kya karin ta kay aap ko experience ho aur phir aap trading karin aur robot trading tou new comers ko karni chahye jin ko trading ka zayada knowledge nahin hota
            • #21 Collapse

              Dear hamain robot trading karni chiay laikin real account per kiun kay aap ko pata hona chiay kay forex trading kay jo insta forex walay bonus account per ham trading robot wali nahi kar saktay kiun kay robot install karna bonus rules kay against hai
              • #22 Collapse

                Dear brother aap jab be trading karien aap khud karien robot trading nah karien q Kay bonus account main robot trading nahin ho sakti agar aap investment Kar Kay karna chatien Hain tu aap ko funds zyda darkar hota hay Jo namumkan hay
                • #23 Collapse

                  Bahi ya jo ap kudh kr sakta hain wo rebort nai kr skta rebort trading mai rebort ka lia instaforex mai deposit krwana para gain pahla pr ja kr ap rebort ko use karain gain laken ballance zayada hona cya tab rebort ka mutabic trade ho gi ap khud trading karain or apna mind use karain
                  • #24 Collapse

                    g ni robot trading forum bonsu account pai allow ni hai ap agar karo gay to apka account banned hojaye ga aur is pai hum manual trading he kars akte hain aur humey karne bhe manual he chahie ta k apne marzi se lot open aur close karain
                    • #25 Collapse

                      Mirasol Mein To traders ko manually trading Karni chahiye ICSE traders ko straight Karne Ka Tarika aayega robot trading share traders Khud nahi 6 Sakenge
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        Assalam o alaikum bhai jan mare khayl se hum agr khud trade kren to wo behter hy q k rebort trading me koi bharosa nhe hy k wo profit dy ga k nhe kun k rebort surf wohi kam krta jo us ko hum instructions dety han
                        • #27 Collapse

                          dear es may koi shaq nahi k ham robot say trading kr sktay hain avr kuch khad tak profit be kr sktay hain lekn robot etni ziada profit hamy nahi day sktay jetna hum khud hasel kr sktay hain, avr assl jo robot hotay hain jo hamay kafi earn kr sktay hain, wo bahot mangay hotay hain hm buy nahi kr sktay.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pak143
                            Dear Forex trader Mere Khayal say Mein aapke liye kahunga ke robots A trading nahi karni chahiye manually trading Karni chahiye usse aap ko apni money management aane se kar sakte hain robot kabhi bhi loss kar sakta hai
                            Bhai I think aap k pass robot ka full knowledge nahi hai robot hub use krty hain to Os man bhi hum money management khod he krty hain jo setting man hum management hum save krin gy robot Os k mutabiq he trade open kry ga khod sy lot increase nahi krta agir hum na krna chain to robot bohat ashy bhi hota hain jo bohat profit kr skty hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Dear nhn ap robot trading na he kar tu acha hy agar ap ne asya kiya tu ho skta hy ap ka account risk factor ki waja se washout ho jaye es liye ap seekh lo ta k ap ko acha fida hasil ho aur apniii life ko set karain gain tu he ap ko faida ho ga...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X