lose

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose
    koi bta sakta hai hume lose kis waja se hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    loss forex trading k aik bohat ahum hissa forex main loss hota rehta hai or trader ko loss is wja sy hota hai q k traders trading ko seekhay bna he trade krty hain jis sy unko tradingkrna nahi ati or unko loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      sir baat ya ha kay koi bhi bussniess ha loss or profit to chalta rheta ha islay bs ma apko yahi kaho ga kay forex ma agar apko aek dafa loss ho jata ha to apko ya dakhna chahiye kay loss ki waja say hoa ha takay ap wo mistakes again nai kry or apko aek acha profit bhi ho sakta ha islay bs apko mehnat krni chahiye
      • #4 Collapse

        Forex trading Mai Sabse Badi uski wajah se Hoti Hai K traders trading co learn kiye Bina Hai trailer start kar dete Hain Jis Se unko market ke baare mein information nahi hoti aur traders loss ho jata hai isliye traders ko chahiye ke Talha trading c k s k baad A trade kare
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          bhai loss ke waja ap khud hota hain is mein jab ap ka pas knowledge ho or ap us knowledge ka sahe use na karin tab ap ko loss hota hai ya tab hota hai jab ap ka pas koe knowledge he na ho .
          • #6 Collapse

            traders ko mostly lose is lia hota he q ke uske pas knowledge ni hoti or uske ilawa wo market analyse ni kerta ager wo kam start kerne se pehle demo account per kam ker laita to uske lose ke chances kam ho jatay
            • #7 Collapse

              Ery bhai forex trading ma lose sy bachny ka aik he tareeka hai ap forum ky main pagr sy analysis prhen aor tradimg kren forex trading bht risky hai ap ny dekha kesy market ny dough dia aor up apny trend track py chali gai dear market ko smjhen aor jub aisi situation ho trading na kren
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                bhai hamin loss just hamri galtiyo ke waja sa hota hai agr hum kam sa km mistakes karin tab hamin loss kam hoga is liya hamin phla forex market ko smjhna chhaiya tabhe tarde karni chahiya jis sa loss kam hoga hamin.
                • #9 Collapse

                  Dear brother forex trading main Jahan aap ko profit hota hay wahan he us ko loss Kay saman be karna parta hay jis ki bohat see wajah ho saktien hay jisa Kay jald bazi main trading karna zyda profit ki lalach main balance Kay mutabiq zyzda badi lot lagana or bagher anylasis ya startegy Kay trading karna
                  • #10 Collapse

                    Hamain forex market main trade kerty huey sab sy zyada loss lalach kerny per hota hai jab ham zyada profit hasil kerny ky chakar main zyada lot size ki trade open ker lety hain aur loss hony per hedging start ker dety hain jis ki waja sy sab trade per spread hi recover nehi ker paty
                    • #11 Collapse

                      Dear profit and loss to har bussiness main hota ha forex trading bhi baqi business ki tarha hi aik bussiness ha jis main profit and loss hota lakin agar sahi planning or stratigy kay saath trading ki jaye to loss say bacha ja sakta ha
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Bhai bat ye ha k har buisness ki tarha forex trading mein bhi profit aur loss dono hain achy se achy traders ko bhi kisi na kisi trad mein loss ho jata ha lekin agar kisi ko continue loss ho raha ha tu uski waja ye ho sakti ha k apki forex mein learning achi nahi ha ya ap achi trha analysis kar k trad nahi laga rahy is liye apka experience kam ha aur agar loss ho raha ha tu demo account p achi tarha practice karyn phir live trading karyn
                        • #13 Collapse

                          Dear kisi b business mn profit r loss to hota ha.pr wo log hamesha loss kary hn jo baghair kuch seekhy trading start kar dety hn.r demo per practice b ni karty.market ka mutaliq kuch ni seekhty.
                          • #14 Collapse

                            Yes brother forex trading mein loss bohat zada bara part hai q k loss aessy logo ko hota hai jo treading kko soch samjh k ni kartey binna sochey e treading karnny lag jatey hein r hamen apni e galti ki wajah se loss ho jata hai r hum bohat preshan ho jatey hen ..
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g bhai treading mein kamyabhi k liye hmey axhi treading karnni cahhye is se haman faida hoga r axha nam miley ga soo hmey befazool treading ni karnni cahhye
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X