Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Forex may business karnay k leay bht himat chaheay. keu k instantly hamra account finish b kar sakty ha aur build b. Lakin jo trade confidence aur patience say ki jaati ha wo trade benefit daity ha. Emotional trading say hum loss face kar saktay ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      ji han yahan pa ager ap na kam karna hy to ap ko himat bhi chaye kue kay agar kay pass himat nae ho ge to ap yahan pa kabi be kamayab nae ho sakte is lya himat ki bht zarori hy
      • #483 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
        Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
        Please share ..
        I am agreed with you nice qustion ya himat humra patients humhy de gi hmra mind jab tak relux ni ho ga hum me himat ni aaye gi es liya jab b trad kare fresh mind ho kar kare patients k sath
         
        • #484 Collapse

          agar hum apna focus set rakhein aur profit ki taraf dekhein tu himat ajaty hay aur bas hardworking karein aur apni knowledge or learning ko proper way may utilize karein tu we can trade without fear.
          • #485 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Skype پيغام ديکھيے
            ge han humein forex mein him,nyt be cheny himnt hum ko kund karn phert hein yhe khan se nhe milt hein humein himnt karn ka achi earning karn cheny himnyt ka bger hum kabhi be kam nhe karn sakt hein
            G G G Dear hamen forex mai sab se zada mahnat or himmat ki hi zarurat hoti hai qk forex mai market up or down hoti rahti hai jis wajah se hamen loss bhi ho sakta hai or profit bhi ho sakta hai is liye hamen himmat se kaam lena chhaye
             
            • #486 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
              Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
              Please share ..
              guize himmat ko hum is sense may lay saktay ha k hum kisi loss say har na manay yeh buisness ha loss bi hota ha or profit bi so agar koi loss ho jaay to har mat mano himmat na haro or koshish kartay raho.
              • #487 Collapse

                G han bilkul himat ki zarorat hoti ha.. par himat k sath market ki knowledege or no-how hona b bht zarori hai... Q k yaha sirf himat ki he nh balke damag ki b bohut zarorat hoti hai....
                • #488 Collapse

                  Assalam o alikum ji haan humein forex me kafi himat se kaam kerna perta hy ise liye apko thora sa time manage kerna perta hy take app apne kaam ko sahi tareeka se ker saky without any tension relax ho k app apna kaam bahoobi kersakta hain..begair kisi thakn k..
                  • #489 Collapse

                    g bilkul himaat k baghar koi kam ni hota agar hum himat sy kam karan gy tu he agay bahar sakan sy gy har kam ma himat and hoslay ki zrorat hoti ha agr human agar kci kam ma loss hota ha hum himat har k usy chor datay han is sy hmara apna he loss ha jab kci kam ko agay ristay ma chor daty han agr hum apny loss ki waja sy sabak sekhan gay tu dobara wo ghalti ni ho gi or himat b bharay gi hmari us sy.
                    • #490 Collapse

                      g g belkul forex per himet bi chahye or waqt bi is ke bager na forex per na to kam ho sekta he or kam na hony ki waja se rupees bi nai melsekty is liye is ko kerny ke liye himet bi chahye or is ko waqt bi dena chahye agher asa na ho to hum loss ho jaye ge or per profit nai mely ga
                      • #491 Collapse

                        forex me sabr aur himat ki bohat zrort hoti hai aur himat insan k apnay hi andar chupi hoti hai insan ko chahiye k wo zyada se zyada mehnat kare q k mehnat hi wo key hai jo duniya k sab locks ko open kar sakti hai
                        • #492 Collapse

                          ji han hmn himat ki zarorat hai q k hum koi bhi kaam himat ke beghair nahi kar sakte khastor per business to bilqul bhi nahi himat ,hosla or sabar aghar yeh cheese sath houn to insaan successful zaror hota hai.
                          • #493 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
                            Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
                            Please share ..
                            G haan Forex pr kam karny k lye mehnat k sath sath himat b chahye q k forex pr trad krty wqt ups and down hoty rehty hain or aksr loss b ho jata hai or profit b agr loss ho jae to hmein himat nai chorni chahye.
                            • #494 Collapse

                              g haan hamara kam main ha agar hamary pass acha knowledge ho aur capital bhi ziyada ho to hum easily trading start kar saktey hain aur is se losing factor ko kam kia ja sakta hai aur kafi achi earning sdfs
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                g bilkul ap ko trading krny k liye himmat ki zrurt he or agr ap zeada se zeada practice krain gy to ap mein confidence b build up hoga or kam karny ki himmat b.orr agr app himmat se kam lain or possitive mind se trading karain gy to apko profit hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X