up market 2018

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes market is dafa bilkul uptrend hai hamain chiay kay long term trading aik dafa retractable per buy kar lain to bonus account achay say grow karay ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear brother is waqat Jo forex market ki position hay wo dollar ki waja say hay q kay forex market zyda tar dollars Kay uper depends karti hay or is waqat dollars ka index bohat down hay jis ki waja say market bohat uper move kar chuki hay is waqat market main aap ko zyada secure tareqa say trading karni para get warana aap ko loss ho sakta hay
      • #33 Collapse

        Gi haan bhai jaan aap ne bilkul sahih kaha hai iss saal chances hain k market up rahay gi aur iss kay lye zaroori hai kay hum aik strategy banain aur uss kay mutabiq trade karin aur sath hi apnay seniors ko follow karin
        • #34 Collapse

          Bhai mb yahi kahun ha 2018 a agya r ho sakta ha market tez move kary.agr hm market k trend ko samjhty hue trade lagayein gy to yahi tezi wali market zyada profit b dy sakti ha.islye ilawa money management ko b nazar mn rakhein ta k loss ki surat mn ap ka account wash na ho.
          • #35 Collapse

            Janab forex trading ka new season 2018 start hoa jis ki wajah se market bahot hi up chali aur ap bahot hi down ho Jaye is lye humein ab long trade mein gold oil wagaira pr sell krna chahiye taqe koi faida ho skay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              bahi mary khela sa 2018 ma market gold kai up rahy gai agy ap sab bhter janty hu kay as sal kay andder market kanh sy knh ja sakti hi as ma loss hu ga ya profit hu ga ya to agy ja kay bahter bata lag sakta hi

              اب آن لائن

              Working...
              X