Gold ki average movement in 24 hours kiya hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhi jan gold ki movment ka indaza lagana boht mushkil he kabhi bohot up ho jata he kabhi boht low is lye apko main advice karunga ky aap is par trade na karyn jab tk ky aap ky paas is ky lye proper planing na ho thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      gold ki movement daily bohat zyada hoti ahy specialy jis din koi news ho aur wo effective ho gold par bhi tou acha khaasa asar parrta hay daily gold ki movement average pips 15 se 30 hoti hay mean 1240 se open huwa tou 1260 tak tou jay ga
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #198 Collapse

        Dear gold ki average movement tu 10 points ki darmiyan hoti hy lekin ye movement data aur news ki waja se 5 gunah zyda ho jatii hy lehaza ap ko data pe base kar k trading karni cahiye os se ap ko acha faida ho skta hy,,,
        • #199 Collapse

          humain gold main kam karna kafi sai rhta hay humain agr success hasil karna hay to hard work kar kay practice karna ho ga kun kay gold main order ko place karna hay to kafi risky hota hay jis ko humain use karny kay liye knowledge ho gi to hi hum is main kam kar sakty hain nai to humain market main ko use karna acha rhta hay profit ho gi
          • #200 Collapse

            Gourmet trade karne se bahut se Logon Ko loss hua hai uske liye professionally Hame buy and sell Laga Ne Se Pehle Kisi Se guideline leni chahiye ok Hamare account Ko Mukammal to protect kar sake or running karne ka mauka De sake
             
            • #201 Collapse

              Gold ki ek din ke andar 15 yeah 20 Dollar movement hoti hai Is Se Zyada gold Ek Din Mein move nahi karta aur jab gold apni main support par MN resistance per Hota Hai tab gold 5 10 dollar move karta hai is Se Zyada mood nahi karta agar aap gold par trading karna chahte hain toh uss Waqt Kare Jab gold apni man resistencia support Cobra karta hai
              • #202 Collapse

                janab gold ki trad kay liay aap kay pass knowlged our experinec kay saht saht boht zada invst be hona cahay q kay is ma kabe zada move hote ha to aap ko loss day jata ha our kabe kam hote ha to hum ko acha profit day jata ha is ma up our donw hote rahte ha
                • #203 Collapse

                  janab forex men gold ka pair sab say zead movement karne wala pair hay jo kabi kabi to ek level par hi stope rehta hay aur jab is ki movement bhri hay to ek dam say down ya up par chalaa jata hay jo log gold par trading karty wo ek dam say big profit earn karty hain
                  • #204 Collapse

                    Gold ik buhot hee precious metal hai aor eske movement be kafe important hote hai q k es mai buhot say logo ki involvement hote hai gold ki movement hum dollars k against mai judge karte hai es leye ye direct dollars k sath concerns hai so jab dollars mai up down hothe hai tau gold par be impact aata hai so apko chaheye k market ko watch kare search kare important news ko follow kare trend ko daiky aor pir trades lay apne .
                     
                    • #205 Collapse

                      Gold pr trading krna bht zeada pios hasil hity hybis liya is pr gold pr jo trading krty hy is pr bhot zeada profit bna lyty hy is liya ham ko is my bhot zada dyhan rakhna hita hy k jab ham konprofit hota hy to us k sath ham ko oss bhi ho sgta
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                      • #206 Collapse

                        gold ki moving jo hoti hain wo boaht he fast hoti hain es liye hmain gold ki news ko or trnd ko anlyse karna na chahye q k jub hmain kuj pat a ho ag news k bary main tu hmain asani ho gi gold ki tarding main
                        • #207 Collapse

                          Bhai gold k bary mein kuch nahi kaha ja sakta kyo k kuch pata nahi hota kyo k Abhi Kal hi achnak sy 10 mint k andar 16 pip move kiya gold ny normal ye 5 sy 10 pip zarur move karta hy
                          • #208 Collapse

                            Gold per average movement hai woh $10 to $15 Tak hoti hai isme bahut jyada volatility hoti hai or aapko yahan par kaam karne ke liye perfect entry ki jarurat Hoti Hai tab aap Gold per zadache trading kar sakte hain aur Zyada achha profit easily Hasil kar sakte hain isliye wright entry par Apna order open kare
                             
                            • #209 Collapse

                              gold main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur movement ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main knonwldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade karny k kabil ho sakty hain aur is sya earning ho saky gi ta k loss kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                gold ki average movement apko koi bhi fix nahin bata sakta hey because yeh aik market hey aur is mein jitni ziada news ati rehti hein utna hi gold move karta rehta hey aur is mein koi fix move nahin hoti hey keh apko koi bata de keh itni move hogi
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X