Hidden bearish divergence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hidden bearish divergence
    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear wady mutabiq hidden bearish divergence hanny k liye apny kan khol lain.... Ahm bat yr hy k trend ki continuation k liye hidden divergence use ki jati hy..To sun lain agar down trend me price Lower highs LH aur oscillator indicator higher highs HH bnaye to samjh laen hidden bearish divergence appear ho chuki hy so ap ready rahin k ab price down trend ko continu e kary gi . for bullish hidden divergence stay tuned with my next thread and please don't forget to press "thanks"button.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai kabhi aesa nehi suna aur na hi kabhi aesa experience hua hai ky hidden divergance bhi hoti hai kabhi kabhi market jab close hoti hai tou wo next day ko same point sy open nehi hoti balky kisi aur point sy open hoti hai so same time main koi hidden divergance ho sakti hai
    • #3 Collapse

      kabhi aisa ni suna aor na hi kabhi aesa experience hua hai ky hidden divergance bhi hoti hai kabhi kabhi market jab close hoti hai tu wo next day ko same point say open ni hoti balky kisi aor point say open hoti hai so same time mai koi hidden divergance ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Drar forrx forum is a best place ever in this field indicators ki help bht important hai hidden bearish divergence ka matlb jota hai market move to bullish kr rahi hai lkn market py jo strong dbao hai wo bearish hai jo ky different indicators sy pta chlta hai elliot wave sy bhi pta chlta hai.
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Brother oscillator indicator ko use krny ka .era koi experience nhi hai n he m ny abi tk kisi bhi indicators ko fully study ke hai mujy just Fibonacci retracment ko chart patterns ma put kr ky next move level ko check krna ata hi
          • #6 Collapse

            Ye to aap ne kafi achi bat ki forex trading kay hawalay say aksar log isi waja say ghalat trades laga kar phas jatay hain jin per un ko kafi loss hota kiun kay aksar meray sat bhi ho jata hai kay lagta hai kay trend change honay wala hai or hamara bonus wash ho jata hai isi waja say
            • #7 Collapse

              Hidden divergance ko read kerny ky liay market ko kafi closely observe kerna perta hai kyun ky agar h1 main koi candle aik side per sword banati hai tou agli movement reverse order main hoti hai jo kuch hi dair main market reverse move kerna shuru ker deti hai so hidden divergance ko read kia ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Janabe wala trading Mein divergence bahut zyada use hoti hai lekin jo aapne kism batayi hai. Ye mostly professional trader use karte hain this type of divergence should be learnt by all of us , thank you very much
                • #9 Collapse

                  Dear brother Aap Ki Barish disable ki strategy Ko Hum samajh nahi sake aur nahi kuch samajh aa rahi hai aur nahi Humne Nahi Kisi ko Aise strategy ko use karte huye Dekha Hai Lekin phir bhi aap ki strategy ki information bahut hai acchi hai Isko use Karke Hum Bhi experience hassil kar sakte hain aur profit ko Hum Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    G bhai ap ke de hoe info bohat usefull hai specially hidden divergance ka trend continue karne main bara aeham kirdaar hota hai aur yeh normal divergence se zayada usefull hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear mn abi new hn r mujhy is k bary mn kuch ni pata k ye kia hota ha r ye kesy use hota ha plz koi r banda isy detail mn samjha sakta.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X