ager aap forex kai liye experience,skills hasil karte hain to winning chance zyada ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    asalam o alikum friends kaise hain sab g bhai main apki bat se 100 % agree karta hon jitna zyada time ham forex ko den ge itna hi zada hamen is main bahter learn karne ko mile ga ham bahter skills hasil kar saken ge or is tarah se ham apni wining ratio ko bahhter bana sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      Yeh to authentic bat hy keh forex main kamyabi key leye experience aur skills ko barhana ho ga aur forex ko ziada sey ziada learn krna ho ga. Demo account main practice ko increase krna ho ga. Jab tak hum apney mind ko fully prepare nahi karain gey aur trading skills ko improve nahi karain gey, kamyabi hasil karna asan nahi ho ga.
      • #858 Collapse

        g bhai forex trading mein expoerience ko haaisl karna bohat5 hi ziyada zaroori hota hai aur apko chahiye ke ap market mien trading karke apne andar trading skils develop karen.
        • #859 Collapse

          han forex ke business se experience hasil karte hain aap agar to us per aap ko real account me kamane me asani hoti hai mushkil se mushkil trade bhi aap ache se kar sakte hain forex ke business me bas aap ke pas skills and experience hona chahiye .
          • #860 Collapse

            G haa bilkul forex pe experince apky winning chance barhata hy oe experience yunhi nahi aa jata atarting me loss utha k hi experience ata hy. Expert traders bhi starting me boht menat kar k iss level takaaty hain.
            • #861 Collapse

              jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain agar hum forex trading k iss business main zada se zada experience gain karenge tou hum iss business k through buhat easily achii earnings kar saktay hain kynk iss business main experienced log he successful hain.
              • #862 Collapse

                Is main to koi shak nahi hy keh agar aap key pas experience hy, skills hain to aap buhat jald kamyab ho jayen gey. Lekan agar aap kye pas trading skills nahi hy to aap ko kamyab honey main kafi time chaheye. Hamain learning krni hy, practice krni hy, forex ka knowledge lena hy aur experience honey key bad is main risk lena hy.
                • #863 Collapse

                  hum jab trade main agr success hasil karni hay to humain skills ko pora kar kay use kar kay trade kay kam karna ho ga ta kay humain loss km say km hasil ho saky or profit haisl ho saky
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #864 Collapse

                    agr hum is main experiecne kay bgyr hum trade main kam karty hain to humin achi eanring haisl nai hoti hay or humain hard work kar kay trade main skills say trade main kam karna ho ga
                    • #865 Collapse

                      Jee friend jab hum experience or knowledge ko gain ker lety hain to bilkul hamare success k chances barh jaaty hain or hamara trading kerna bhi asaan ho jaata hai elkin humein epereince hasil kerne k baad bhi kabhi bhi learning k process ko stop nahi kerna chahiye kyun k ek acha trader wohi hota hai jo seekhta rehta hai.
                      • #866 Collapse

                        G bhai g bilkul apki bat thake hy k forex mai apko chahye hy k ap forex mai skill ko up karain or usko zaida sa zaida seekh ker karain ta ke ap is mai kamyab ho saky
                        • #867 Collapse

                          Gee brother pakistan forrx forum ma hamary seniors bht acha knowldge tips share krty hen humen is sy faida hota hai jo bhi question ho hum yahan discuss kr ky hal ley lety hen forex forum aik acha helping form hai humen rules ko follow krna chye aor forum ki respect krni chye
                          • #868 Collapse

                            g han forex trading mein jitne ziyada ap apne andar skills ko develop karenge ap is mien utne hi kaiyab hosakte hain is liye ap apne andar skills ko develop karna seekhen.
                            • #869 Collapse

                              yes dear ju bhi forex mai business krta hai usko ye chheay k wo iss mai sirf money earn k leay na sochain balky iss mai expereirnce aur knowlege hasil karny k leay bhi sochain phir he her koi iss mai success ho sakta hai,.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Yes successful trader wohi hota hai jo forex trading ka vast experience rakhta hai aur during trading apni skills ko use ker ky loss hony wali trades ko bhi profit main badal sakta hai jesa ky traders different techniques use ker ky like hedging ker ky apna loss bhi recover kerty hain aur profit bhi hasil ker lety hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X