kiya hum yeh maloom kar sakte hain k aaj eur/usd per maximum logo ne sell kiya ya buy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    trading aik international business hay aur is main kisi bhe currency main kitni trade hui means kisi bhe pair ka static ap check kar sakty hain aur is kay laye kafi site available hain lekin main ap ko recommended karon ga kay ap sirf insta ofrex ki offical site say sub static free main check kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Forex is all about buying and selling of currency and so for every trader you must know when to buy and when to sell. working hard to acquire knowledge and experince is a very good way to trade the forex market at all time. it is also advice able that we trade just one pair
      • #108 Collapse

        sorry dear mujhy is bary mein kuch nhi pta k ham dekh sakty hain k nhi kyun k mujhy ziada knowledge aur experience nhi hy mein abhi forex mein new member hun abhi learn kar raha hun
        • #109 Collapse

          mere kayal sa aysa tp pata nahi chal sakta hain kyon ka her trader ka apna hisan sa kisi na buy kayea hota hain aur kisi na sell kayea hota hain her trade ko jayse best lgta hain market jis ko achi trah sa samaj a jayti hain profat asal main wo he earn karta hain
          • #110 Collapse

            bhai jan mujhy is bary men kuch pata nahi hy men is kam men nahi parta men just apni trading krta hn dosro ko dekh kr kia krna hy ap forex trading business ka knowledge or experience hasil kr ky apy mind sy trading kren ap ko success mily gi ye bhi ho sakta hy aksr logo ny isu buy kia ho or ap bhi buy kr den or ghalat trade krny walo men shamil ho jaen q ky is business men aksr log ghalata trade hi krty hen
            • #111 Collapse

              HAn ap ko iss ka bary main forex ki har web site par pata chal sakta hai ap ko insta forex mmain bhi iss ka bary main pata cahl jaye ga har nroker ki site par sell aur buy har trader ki alag se show ki hoti hai aur totally bhi show ki hui hoti hai ka pori dunya main kitny percent sell tarders hai kinty buy traders hain.
              • #112 Collapse

                nahy brother iska pata mere khyal me nahy chal sakta har trader koc haye ke o anlysis aur apne strategy ke sath he trading kre o kese ke buy aur sell par depend na kre to behtr hoga
                • #113 Collapse

                  ha ge ye pta chal sakta hay ap insta forex ke site may ja kar waha pat traders ke position ka pata chalta hay ap waha dahk saktey hay ja key ap check karray....
                  • #114 Collapse

                    sawal bhaut acha hai comments bhi maujood hain magar mujhey is ka jawab kahen sey sahi malum nahi ho raha hai jo correct ho.
                     
                    • #115 Collapse

                      jee han bilkul dear forex trading mai hum aisa koi fethure nhi jo hum maloom nhi kr skty kuch forex ki site hain jahan hum forex trading mai hr cheez maloom kr skty hain.
                      • #116 Collapse

                        Dear brother who sub k sub broker nay apnay apnay website par percentage show kiya hota hai k itnay log seller hai our itnay log buyer hai dear brother tu who hi maloom karta hai k market may ziyda tar log seller hai or buyer hai dear brother is liyeh agar success hona hai tu must learning karni our information lay kar market may enter hona hai
                         
                        • #117 Collapse

                          i think yh toh possible nahi he or na hi mene aj tak aesa dekha be he ke koi aesa way ho jis se pata chal sake ke aj kitne logo ne buy kia or kitne ne sell lakin kuch sites hoti hen jahan kafi log hote hen woh apni trades share karte hen wahan se ham dekh skate hen ke averge konsi tardes lagi hui hen
                          • #118 Collapse

                            dear brother forex main bahot saray indicator use hotay hain jo hamin yeh bata datay hain k kis pair main seel hoi hai or kia main buyy
                             
                            • #119 Collapse

                              mere dost eurusd pe aj logo ki sell trades lagi hoi hai ku k dollar strong ho raha hai aur ja k day main eurusd sell hoga aur next week main yeh buy ho ga ku k ab markets k trend change ho gay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                bhai ap facebook group join kr lo. ya apne kisi seniors se achi guide kr lo. ap abi demo account pr practice kro jb apko forex trading aa jai tu ap real account pr trading krna apko market ki smjh aa jai gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X