insta ka visa card use kia hai ap ne???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insta ka visa card use kia hai ap ne???
    dear agar hum ais bonus account par kam kar rahy hai aor ais se paisy nikalwana chaty hai to aus k liay insta ka jo card milta hai wo use kar sakty hain ya nai? ap mai se kisi ne agar wo card use kia hai to aus ki detail bata dy ta k sb ko pata lag jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi Jan mein Instaforex PR apko skrill use krny ka advise deta hun skrill aghr ap use krein gay tu apko faida ho ga skrill apko use krna chahiye aur apko wahan profit bhi acha mily ga aur sell bhi jald ho jaye ga
    • #3 Collapse

      Yes dear ma ap ki bat se agree krta hun hume is ma abi skrill hi ude krna chaiye ma bi skrill hi use krta hun skrill account hamre liye best ha hume is ma practice k sath kam.krna chaiye
      • #4 Collapse

        Mujhe is ka kuch idea nai hai main bhi bohat sari batain confirm karna chahti hoon k aik to apki card wali iption ka confirm karna hai q k ye tarika achha or easy rahay ga bohat se members se yahan ye bhi information mil rahi hai k with draw ki option lagao to account banned ho jata hai is ki wajah kisi ko confirm nai hai doosra easy way withdraw ka mujhe in k office se lene ka laga i s k liye hamain verification ki bhi zarorat nai parti lekin ye nai pata k bonus walay account k withdraw office walay karain gay ya nai q k ye hi suna hai k jis tarha se money deposit karwai jati hai usi process se withdraw karwani parti hai or zahir hai k forum walay online deposit hi karwatay hongay
        • #5 Collapse

          Bhai suna hai ky aesa koi card hai jis sy ap insta forex account sy direct hi apna balance through any atm withdraw kerwa sakty hain but abhi tak use nehi kia main tou just insta forex trading account sy apna profit skrill account main hi withdraw kerwata hun aur abhi tak skrill hi use ker raha hun
          • #6 Collapse

            Dear main ne to use nai kia insta ka card obivously jab kay account main mean insta wallet main paisay hun gay tab he utilize ho sakain gay
            • #7 Collapse

              Dear mainy to ais forum pr atna kam ni kia aor na hi mujhy ais insta forum ki zarort pari hai kun k hum online payment proccesor use krty hai aun mai ye facilty ye hai k aus mai withdraw jaldi aa jata hai aus mai agar ap k pass paisy hai to ap aus ko audur se hi sale kr sakty hain kun k janb online payment ki zayda demand hai.
              • #8 Collapse

                Bahi jan forex trading mein widrawals hasul krny ke lye skrill bahot hi best hai apko skrill hi use krna chahiye mein khud skrill use krta hun loss ko decrease krna chahiye humei trade news. PR open krni chahiye
                • #9 Collapse

                  AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan instaforex ka visa card to bht achi bat hyvmafar uski fees 1000 prs taknhy jo k un affordable hy is liye main to skrill use karta hun aur skrill se direct jazz cash
                  • #10 Collapse

                    Yes brothers. Agar esa koi card he to bta dn i m new in forex . me ne to abhi tak esa koi card nai sona. Lekin agar aap kehte he to ho ga. Or agar koi bhai janta he ya use kar raha he to ose chahiy k sab s shere kat le ta k sab ka fayda ho jar or sadqa jaria bhi ho jae.
                    • #11 Collapse

                      May forex may Instaforex PeR apko skrill use karny ka advise deta hon skrill aghr ap use kareiy gay tu apko faida hoga skrill apko use karna chahai aor apko waha profit bhi acha milayga aor sell bhi jald ho jayega
                      • #12 Collapse

                        Bahi Jan Instaforex ka car nhi bahot acha hai us ke zariye apko profit ka widrawal easily mil jata hai apko WO bhi use Jr Lena chahiye aur skrill ko use krein dollars asani ke saath sell ho jayein gay
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
                          Bahi Jan Instaforex ka car nhi bahot acha hai us ke zariye apko profit ka widrawal easily mil jata hai apko WO bhi use Jr Lena chahiye aur skrill ko use krein dollars asani ke saath sell ho jayein gay
                          ge bhai mein ne abhe tk insta forex ka visa card nhe mngwaya he lakin jahan tk mujhe pta he to insta forex ka visa card acha he es se hm asane se apne withdraw kse atm machine mein ja kr hasil kr skte hien aur hmein insta forex ke visa card se apne withdrawal mein koi msla pesh nhe ata he aur hm es ke istemal se apne withdrawal instant cash kr skte hien
                          • #14 Collapse

                            NHI MERY BHI MA ABI FOREX TRADING MA BHT he junior hun ma ny three months pehly he trading start ki hai ma to profit withdraw ky leay skrill online bank ko use krta hun is leay mujy insta ka visa card ka koi experience nhi hua hai skrill trasction ky leay best option hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Nhi mery bhai ma ny to visa card nhi usr kea hai ma bhi tmam members ki trah withdraw ky leay skrill use krta hun skrill bht acha hai lknskrill ny ab charges kam zeyada key hain zeyada yransfer py kam fees aor kam py zeyada fees
                              Acha kaam achy daam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X