Qualification requirements

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear agar hum forex ki market mai kam karna chaty hai to hum ko ye chaye k hum ko kam az kam atna knowledge ho k banda ais market ko study kr ley ya phir ais k bary mai pata to ho k market kaisy kam karti hai aor ais mai market ki moment kaisy hoti hai ais liay hum ko market k bary mai to pata hona chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex mai qualification utni he zrori hoti hai jitna ziada app english ko samjh sakin kun k broker mai sab kuch english mai hota hai jiss ki waj say app ko english ani chheay baki app ki ziada qualification na bhi tu chly ga.
      • #18 Collapse

        Bahi Jan forex trading ke lye kissi bhi qualification ki zareotlzarort nhi hoti humein sirf aur surf knowledge hasul krni chahiye taqe acha profit ho sky knowledge is very good point
        • #19 Collapse

          AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai forex k liye apko kisi chass degree ji zaroor t nai hy mafar ye k apko English prni likhni aur samahjni ani chahye aue halki phulji math ani chahiye is se zada forex mai kuch nai hy
          • #20 Collapse

            Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se to is forex forum pe kam krne k liay ziada qolification require nhe hy bus apko parhna or likhna ana chaey q k aise online buisiness k liay ye dono cheezen bht important han per zaruri nhe hy k apne ziada education hasil ki ho bus apko likhna or parha ana chaey
            • #21 Collapse

              Bhai g trading me aap ko koi khas education ki zaroort nai is me siraf tareeke ka pata hona chahiy. Agar aap current situation nai bhi parr sakte tav bhi koi baat nai aap news suon k bhi ya kisi ache trader se bhi guid le k tradi g kar sakte ho. Lekin shart ye he k wo aap ko sahi guid kare.
              • #22 Collapse

                Dear brother jo bhi computer chalana janta ho online internet Chala sakta hai trade kar sskta hai bas apko English ki samajh honi chahay isky elawa apko trading ka experience hasil karna hota hai jo keh apko demo account say hasil ho jata hai
                • #23 Collapse

                  Education ki koi khas shart nahi broker kabhi aap say degree nahi mangta hamain chiay hota hai kay ham forex trading main achay say learning kar kay mean sirf apni strategy or lot size or stop loss per ghor karna chiay kiun kay baki to itna masla nahi hai
                  • #24 Collapse

                    Trading Kay lay education ki koi khas zoraot nahin hay app Bina qualifications Kay be trading kar sakien magar jab aap ko news pade kar kay trading karni parti hay tu aap ko us waqat kuch qualifications ki zoraot parti hay is lay trader ko thoda bohat parna zoroor ana chahaiay agar is koi qualifications nahin be hay ty phir be wo trading kar sakay ga
                    • #25 Collapse

                      Forex market main trade kerny ky liay kisi qualification ki zarurat nehi hoti ap just sell buy kerna learn ker lain ya trading platform ky tools ka use learn ker lain tou apko trading main kisi aur qualification ki zarurat nehi hoti but agar ap qualified hon tou ap forex market sy achi earning ker sakty hain
                      • #26 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma apko qulification ki ziada zarorat nai ha qk agar apki study kam ha lakin forex ma agar apkay pas experince hota ha tab hi ham forex ma earning kr sakty ha forex ma study say ziada us arding or market ki information hona chahiye islay dakh kr tarding kr sakty ha
                        • #27 Collapse

                          jee baat ya ha kay forex ma qulification ki zarorat nai ha qk ham yaha pay asay bhi earning kr sakty ha lakin uskay liye apkay pas experince hona chahiye qk agar apkay pas experince hota ha tab hi ap kamiyab ho sakty ha or experince kay liye apko demo account ma bhi tarde krni chahiye
                          • #28 Collapse

                            Forex me Qualification ki zaroorat hai ye ap ke experince aor knowledge par depend karta ye ap ka kaesa ai experince aor ap kitne earn kar sakhtey hain...
                            • #29 Collapse

                              Bhai forex main education matter karty hai lekn itne bhe nahe agar ap ko koe ustad mil jae nahe to bohat mushkil hai sub information english main mile ge aur ap ko samjhna mushkil ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex main kaam karne ke liye is tumhare paas Koi special Kishan ki degree qualification Ki Zaroorat Nahi Hoti Hai Hamare Paas nahi samajh sab kuch Hoti Hai jitni Hasi Sama Jaungi Uttara acchaa kar Sakenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X