Forex Trading aur Stock exchange

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan stock exchange ma hum roz mrha ki asya py trading kr skty hain jub ky forex trading ma humen sirf currencies aor cfds he hai gold aor oil he hain in py he trading krty hain stock exchange nation hai forex trading internation haiaor is ma hum online control hasil kr skty hain forex trading bht acha business hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading main to market zada dair open raiti hai is main ham currency exchange per kam kartay hain mean ham ne aik currency ki lot purchase ki hoti hai jo kay hamain profit ya loss daiti hai. Hamain chiay hota hai kay ham trading achay say karain or cfd mean stock per na karain
      • #18 Collapse

        dear brother forex trading or stock exchange main kuch zyda difference nahi hay forex trading main aap zyda taar aap currency kay pair pay kaam kartien hain jab kay stock exchange main aap kisi company kay share sell or buy kartay ho stock exchange taak sirf kuch logon ke ponch hoti hay jab kay forex trading kisi be country ka skhas used kar kay trading kar sakta hay
        • #19 Collapse

          Forex market main trading tou ham online ker sakty hain chahy dunian main ham kisi country main bhi rehty hon ap forex market main trade ker sakty hain but stock exchange kisi aik country ki market hoti hai jis main same country main apka available hona zaruri hai ky yahan online trade nehi ki ja sakti
          • #20 Collapse

            Assalam o alaikum bhai jan muje stock exchange k bary me knowledge nhe hy kun k me ne kbi stock exchange per kam nhe kia is liay me apko is ka answer nhe dy sakta me sirf forex me kam krta hun ok bhai jan shukria
            • #21 Collapse

              Bhai forex market 24/5 market hai jub ke stock daily 6 hour open hote hain except weekend us ke elawa trading main same he hain stock thore zayada volatility rakhty hain
              • #22 Collapse

                Main to forex trading he ker raha hon jes main market 24 hours open rheti hai haftay main 5 din kaam ker sagty hain time ki koi pabandi nahe hai app sell our buy kisi bhe time ker sagty hian par stock exchange main time ko follow kerna parta hais
                • #23 Collapse

                  bahi forex trading aik busnes hai us mein apko bonus dia jata hai stock exchange zati business hau apk us mein zatu invest krni prti hai apko us mein aghr kam krna hai tu Azati investment krein
                  • #24 Collapse

                    Janab stock exchange aik a is a business jis mein hum apni zati investment krni chahiye aghr us mein zati investment na ki Jaye tu us mein ap kam nhi kr skty forex trading mein kam se kam bhi investment kr skty hain
                    • #25 Collapse

                      bahi forex ma stock exchange ma hi ham trading karty hi asal say ham loss awor profit b yanhi sa hasil kaerty hi as say ham ko profit aweor loss huta hi hamra business asl ma yahi kay andaza lagana kay aj stock exchange ma kaya tabdelai aay gai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        sb sy pehla frq ye hai stock exchange mai or forex mai k es mai timing ka difference hai forex mai aap jb chahin kam kr skty hain or stock mai aap ko time ki pabndi krna prti hai or stock exchange maoi aap ko share lainy hoty hain or un per kam krna hota hai jb k forex mai aap money k pairs per kam krty hain. mery khial mai especially new commers ko pehly forex per command hasil krni chahiye or bad mai jb es field mai grip hasil ho jye to stock exchange mai qismt ko azmana chahiye...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X