Experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience
    Expeeince kis hud tk matter kerta hai?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab trading main kamyabi ka doosra naam hi experience or knowledge per hai in dono k baghair hum kabhi bhi trading main kamyab nai ho saktay
    • #3 Collapse

      G humye ak acha trader banye ke lye experience to chahiye hota hai agar humarye pass experience aur knowledge aur achi planning nhi to hum kabhi bhi achye trader nhi ban saktye aur experience ke lye humye bhot time spend krna chahiye forex trading ein thanks
       
      • #4 Collapse

        Bhai apko market ma trading ka experience ho to ap confidential trading kr skty ho keun ky market ma enter hony ky bad h7men wait krna hota hai wait krny sy he profit hota hai market kafi retract aor reversal marti hai
        • #5 Collapse

          Experience kafi achi cheez hai is main loss ratio aik tara say kay lain kay kafi had tak kam ho jati hai or aik acha profit milnay lag jata hai trading account say so account grow per zada focus karain ta kay zada risk na ho
          • #6 Collapse

            dear agar bat ki jaye experince ki to ap jab ais market mai kam karty hai to kuch arsy baad ap ko market ki samjh aa jati hai k market kaisy kaisy move kar sakti hai aor ais mai kitna risk lena chaye jab banda senior ho jata hai to trading asan ho jati hai kun k bandy ko market ka pata hota hai.
            • #7 Collapse

              Bahi Jan experience ka hona bahot hi zareoi hai apko experience zaida se zaida hasul krna chahiye aur loss ko decrease krein trade mein trend ke khilaf kabhintrade open na krein
              • #8 Collapse

                Mery dost jub apki trading practice zeyada ho go to apko trend aor market ki smjh ay gi aor ap achi trading kr sken gy profit ka margin brh Jay ga is leay experience bht zarori hai demo account ma kam az kam aik do month practice kren.
                Acha kaam achy daam
                • #9 Collapse

                  dear jab tak app forex mai 95% success nahi ho jaty hain tab tak app ko experince gain karny ki zrort hoti hai iss leay ju bhi sekhny k leay mily usko zror sekhna chheay aur ziada experince bharhana chheay.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mirbaz پيغام ديکھيے
                    Expeeince kis hud tk matter kerta hai?
                    Experience humy sirf market ki postion ka bary may batata ha ka market agar as as point say uper ya nichay gi tu market kahan talak jayegi lakin experience humy trade ur entry point lena nahi seekha sakhta ku ka ya sub knowledge pa depend karta ha depend karta ha ka ap na kis had tak market ka technical ur fundamental phara ur apply kia hein i am right.
                    • #11 Collapse

                      Forex market mai experience bhe zaroori hai experience na hona ki waja say zada say zada traders es market mai loss krtay hai. es lye forexmarket mai trade krnay ky lye experience ki bhe zaroorat hai.
                      • #12 Collapse

                        koe b kam hu osk liya Experience ka hu nah bohat zarori hain.or ek achi trading k liya b.ap ko it nah Experience tu hunah chayia k market may ab kon sa trend chal raha hain. may nay buy kar nah hain ya sell ya sab khuch apko Experience say hi pata chal sakta hain.
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan forex trading ki market mein apko experience only demo account se hi mil skta hai is lye demo account PR shi tarah experience hasul krein aur long trade krein taqe profit apko acha ho jaye
                          • #14 Collapse

                            Forex market main trading success hasil kerny ky liay experience hona bahot zaruri hota hai jab ab forex markre main trade start kerty hain tou due to zero experience apko trade main loss hi hota hai so jesy jesy experience increase hota hai tou apko profit hona shuru ho jata hai jo time to time increase hota rehta hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex market main trading success totally experience per depend kerti hai jesy jesy apka experience increase hota jata hai tou apko forex trading sy profit bhi zyada ana shuru ho jata hai jitna kisi ka trading experience zyada hota hai utni hi zyada trading ma8n success hasil hoti hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X