Bad situation main Trading account ko kasa handle kar skate hai hum share your experi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Bad situation main agar market taiz ho to opposite side per kam samay kay liay small lots lagao ya agar taiz hai markrt to tab tak lagi rahay jab tak slow na ho jay or close kar kay phir reverse lot laga do ta kay jo paisa phasa hua hay to hay sat sat account to grow karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      hamain is k sary account k rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade kar k sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur profit hasil karein gay aur earn ho
      • #153 Collapse

        hamain is main trade karny say pahly hard work karni ho gi aur demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur knowldge k begair hum profit hasil kar k sucess ho skay gay it is best
        • #154 Collapse

          Agar hum Forex me bad situation se bachna chahty han to is k liye humy chahye k hum during trading stop loss and take profit ko use kary because agar humy in tools ko use nahi kary gye to humy boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy in ko zaror use karna chahye isi trha hum big losses se bach sakty han.
          • #155 Collapse

            trading account ko kis tara say hum use kr saqty hain jub is market say humy loss ho rha hota hai kafi zada hard work say maloom hota hai trader ko jin say ye is market main kaam ko teek say kr saqta hai laikin ye kafi zada zarori ota hai
            I LOVE PAK FORUM
            • #156 Collapse

              agar humay market main loss ho raha hay to humay chahiey keh esmain pareshan na hon kyun keh jab hum pareshan hon gay to es chakar main loss kar sakty hay aur humay fresh mind kay sath trading karni chahiey
              • #157 Collapse

                account ko attch kar k hi trade karni ho gi aur trade karny k liye hard work karni ho gi aur is main trade karny waly hi is ko hundle karty hain aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay it is best
                • #158 Collapse

                  trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur emotion ko kabo main rakhna ho ga phar hi hum sucess hon gay aur loss kam ho ga
                  • #159 Collapse

                    bhai sub se pahly tu jub hmain pta chlta hai k hmari trading loss main ja rahi hai tu hmain kuj bhina nahi karna chahye bus saber krna chahye or kbhi bhi new trade ko open nahi karty aysi situation main ayse hmain loss zeyda hota hai
                    • #160 Collapse

                      hum nay is kaam ko kis tara say control kr saqty hain ye kafi zada zarori is tara say kr saqty hain jub hum kay pass ye free margin hota hai yehi try kr saqty hain market main khud ko is main reversal say khud ko hum bacha saqty hain
                      • #161 Collapse

                        trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market mai trend ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum market main achi trade karein gay
                        • #162 Collapse

                          Mery dost ap ko bad situation main account ko hold hedge ker k us ko time k sath stable ker sagty hain to app khuch buy ki trades laga rahy hoty hain to sath main sell ki laga dain to loss kam ho ga
                          • #163 Collapse

                            mare dost jo logo is ma expericat hay wo to is ko esli handle kir laty hay magar ko logo is ma new terder hay our is ma handle kirna ki koshay b kirta hay magar kir nhe pata to is ko forex terdning k bary ma phal experince our is sitaueted k bay ma jana chahy
                            • #164 Collapse

                              bhai sub se pahly tu hmain chahye k hum apni trading ayse karen k hmain kbhi hmary account ki bad situation handle he na karni parhi es k liye hmain apni trading main jo inest karni hoti hai osko ham kar k karen ta k hmain margin call ko face na kreni parhy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Bad aur achee situation trading ka hissa hy aur her kisi ki apni soch hoti hy agar ziada loss mein ja rahey hain tou dil ko sanbhalna chahye aur phir loss mein trading close mat Karen aur agar wait Karen gy tou apka loss Kam ho jae ga Jo kisi aur order mein ho sakta hy k pora ho jae es liye trade close na karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X