Why traders LOse In forex???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear bro ye ak onnline business hai is par loss profit dono hi hota hai agar hum ziada mehnat kry gay profit ziada se ziada hoga and hum achy treader bhi ban skte hai.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      most of the traders lose money because they dont learn the trading. zayada tar new traders jab iss business main atay hain to un ki koshish hoti hai ke wo jald se jald profit kama lein aur isay learn karnay ki koshish nahi kartay. yahi wajah hai ke wo iss main start main hi loss kartay hain aur kuch time ke baad isay quit kar detay hain.
      • #78 Collapse

        Traders k loss ka main reason i think unki lackness hai about trading learning n knowledge.... un k pas trding ka acha experience nahi hota hoga un k skills strong nahi hote hnge... aur wo theek trha se analyze nahi karte hnge....jabhi unhen loss hota hoga.....
        • #79 Collapse

          Traders jo hoty hain woh yad atar iss lie nuksan karty hain forex main kiun aky woh yada behtar aur acha treeka aur mehnar ki lagan bhi use kar sakty hain iss main humara hi faida ha aur sath main aghy barh kar kaam karny ki lagan aur himat bhi ha iss tarah humar kaam par poor focus bhi rehta ha aur sath main kam karny ka hosala aur himat bhi ati ha humary anda achi tarah aur fair way say
          • #80 Collapse

            q k es ki sab se bari waja mere khyal main to ye =hai k y kaam Allah ko zyada pasand nhi hai aap sab vbhi shyad meri es baat se agree karo k koi bhi musalman aik aha trader nhi dekha main ny aaj tak
            • #81 Collapse

              daer forex atrdeing mee joo log hard work nahien karty haien wohi loss karty haien forex tardeing aik aisa business hy kih jis mee ham hard work kar k or prectice apna experience gain karna chahiey taa kih ham successful trader ban sakien or achi earning kar sakien
              • #82 Collapse

                trader k lose hone ki waja ye hai k unk pass kam krne k lie koi eperiance nahi a jb tk learning ni krain gy experiance ko gain ni kar pain gy sb k lie zarori kr dia gya hai k pele demo account ce hchi tran forex ki learning krain phr ap posts share krain r ek e post pr bar bar comment bilkul b na krain
                • #83 Collapse

                  Bhai jee meray khayal se to forex trading business mein traders ka loss karnay ki sab bari wajohat lalach aur jald bazi hain agar koi trader forex trading business mein kamyab hona chahta hai to usy lalach aur jald bazi se bachna ho ga.
                  • #84 Collapse

                    forex min loss zyada tar experince ki kamy ki wajah sy hoty hy or ham forex pi time kam dety hin forex trading kow sekhny ky leye es per time dyin or yaha per apny sinore trader sy experince hasil kary tow app loss kam or profit zyada ly gy.
                    • #85 Collapse

                      my dear friend forex trading me loss bahot waja se ati hai ek to hum moneymanagment ka khayal nahi rakte hai jis ki waja se hum forex ke market me noqsan karte hai asur dosre waja ye hai ke hum trading me jaldbazi karte hai jis se hame aksar lost hota hai .
                      • #86 Collapse

                        forex me traders ke loss hone ke kai reason hai jo traders apne work ko planning ke sath ni karte news follow ni kartea or kam me jald bazi karte hai or bin a samjhe work kartea hai properly smajh kr work ni karte oer es e game samjhtea hai unhe traders ko forex mea loss hota hai
                        • #87 Collapse

                          brother
                          i want to know why traders lose in Forex.i think hear have a earning points.yes forex main success.i think that is not a very very difficult think to be a success trader in forex trading and i think that it is a good business.anyone can do Forex trading.so hear dont lose in Forex.
                          • #88 Collapse

                            dear jin traders ko forex trading me ziyada loss hota hai us ki waja woh khud hai trading ko learn nai karte hai trading ki paractice nai karte hai jis ki waja se trading me loss ho jata hai agar knowledge hota bi hai to trading karte waqt greed karte hai tab bi loss ho jata hai
                            • #89 Collapse

                              Firstly trader sometime emotional then they are greed Forex is very easy business and profitable when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so avoid emotional and greed
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Traders Forex trading main is leya lose kartay hain kay wo trading main zayada paisayka lalach kartay hain or is lalach main wo galat trades laga datayhain or yon un ka loss ho jata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X