Forex fundamentals
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex fundamentals
    Forex ke trends ko samajhne ka sab se asan hal uski prices ke actions ko daikhna aur previouse movement ko samnay rakh ker behtar tareekay se new trends ki pehchaan ki ja sakti hai aur iske leye i use 4 moving averages in which 1 value is 10 , 2nd ki 15 , 3rd ki 50 and last one simple moving average 100 ki so when candel close below 10 and 15 and 10 and 15 wali MA crosses 50 wali MA from top put sell and if 10 and 15 wali MA cross 50 wali ko neechay and candel close above 10 and 15 then put buy orders but both orders for 5 or 15 time period so its best strategy for scalpers
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee belkol iss main aapka fandamentaly uar statistic analysis zarori hai aapko iss main bohat kuch sekhne ko milta hai uar bussiness strategy ko banane main madad milti hai apko market k news ka uar crruncy k trends ka pata hona zarori hai ta k apko iss kamyabi mile uar apa iss main acha kama saken aappko iss main mehnat ki zarorat hoti hai
    • #3 Collapse

      ji aa n forex mein fundamental analysis k mutaliq sahi bataya hai aap n best stratigy k about sahi bataya aisi buhat si straitgy hain jin ko hum use kr k hum buhat se faiday hasil kr saktay hain yeh best stratigy hain good strtigy.
      • #4 Collapse

        Bahi Jan mere khayal mein apko fundamental analysis se door hi rehna chahiye apko only economic clender ki news ko follow krna chahiye apko acha profit news PR hi ho ga
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
          Bahi Jan mere khayal mein apko fundamental analysis se door hi rehna chahiye apko only economic clender ki news ko follow krna chahiye apko acha profit news PR hi ho ga
          ge bhai forex trading mein hmein fundamentals ko lazme smjhna hota he aur hm apne trading mein economic calendar ke news ko bhe rozana dekhien aur hmein apne trading mein market ko ache trah se analysis krna hota he phr hmein apne trading mein faida hota he es lie hmein apne trading mein news fundamentals aur technical analysis krna trader mein faidamnd he
          • #6 Collapse

            Boht nice brother app nay ache strategy humery sath share ki hai us main hum acha profit bna sagtay hain ksi dost ko acha profit nahe ho raha hai to us ko us strategy k oper work kerna chahy to us tarha wo loss ko kam or profit ko increase ker sagta hai
            • #7 Collapse

              Ues dear ye bat aap ki theek hai hamain chiay hota hai kay previous price action check kar kay ham achay say trade laga saktay hain hamain chaiay hota hai ham achay say fibboretracment per kam karain or apnay bonus account ko grow karain
              • #8 Collapse

                dear asal mai jab bhi hum trade lagaty hai to aus mai her kisi ki apni trading strategy hoti hai k hum kaha se kaisy trade lagye agar hum koi trade lagaty hai to aus mai news wagera ko dekh k hum market ka andaza laga sakty hain janb.
                • #9 Collapse

                  dear apko forex men fundamental ka use bhi ana chaiye is se ap ko forex men zada acha kam ker skaty hei her trader apna zada ter time technical per spernd kerta hai mager apko fundamental per bhi kam kerna chahiey
                  • #10 Collapse

                    Ttade laganay say phalay ap ko chiye k ap loogon ka base basic fundamental analaysis ka hona zarori ho agar ap k pass basic cheezain nahi ha tu ap is ko basic tips ko nahi samjh skyen gay or ap ka pass kuch ni rehy ga
                    • #11 Collapse

                      G han fundamentals ka zarori hai pta krna kcuh ehm fundamental hain ke jaisa ke candels ki movement market ma news ka keradar aur average movement market ki in ab fundamaental ka pata ho tab hi maza aata hai forex ka
                      • #12 Collapse

                        G bhai ap ne bahut achi strategy share ki ha hamyn forex fundamental k bary achi tarha samjhna chahye aur news ko bhi follow karna chahye phir hamari trading achi hogi aur hamyn profit hoga
                        • #13 Collapse

                          Dost forex trading mein humein trader ko fundamental analysis bhi open krna chahiye aur humein woh analysis PR trade achi tarah krni chahiye aur bahi forex trading achi tarah krein
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Gee brother ma apki bat sy agree he n humen market ka trend dekhny ky leay analysis krna bht zarori hai forex trading ma hmen experience sy market ka technical aor fundamental analysis krna chye aor unka sentiment nikal ky phr trade openkrni chye.
                            Acha kaam achy daam

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X