kia forex pe kam karnay walay log skoon say life spend karte hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    assalamualaikum bhai baat ye hai k aj kal k halaat me mehngai ki waja se har koi pareshaan hai aur life me tensions barh gai hain bt aesay me forex ne apko aik best mauqa faraham kia hai ap apni financial problems ko solve kr skhty hain forex use krty huay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      yes brother mera b yehi swal he k forex main kam krny wala insan aik aram or skun ki zindgi guzar skty hen?? Forex main kisi qisam ki tention to nai hoti mera mtlb koi zehni dabao wagera to nai hota .
       
      • #333 Collapse

        Assalam o Alikum friends mera swal he k forex main main log tention jab lety hen to is main loss hota he k nai? or is main koi preshani wali to koi bat nai he ? agr he to please tell me.
           
        • #334 Collapse

          Pakistan Forex forum main kam krny sy insankai dafa tension lelety hen jab unhy loss ho rha hota he tb kai log hosla har jaty hen isi tention main or loss krwa bethty he jiss wo or zeda tention main a jaty hen.
             
          • #335 Collapse

            han bhai g ap thek keh rhy hen jo log is kam ko samj kr krty hen wo skun sy ye kam krty hen jo log isy nai smjhty or direct kam krty hen wo hamesha tention main hi rehty hen k ap kya hoda loss ho ga ya profit hoga . wo isi kashmakash main rehty hen.
               
            • #336 Collapse

              G han is trha b he k ye us insan par depend krta he k wo kis trha kam kr rha he usy is kam k bary main koi knowledge b he k nai agr usy is k bary main koi knowlege nai he to wo tention main he rhy ga.
               
              • #337 Collapse

                dear koi b kam easy nahi hota usy khud easy banana parta hai but mere khiyal mein forex pe kam karne wale log achi life spend kartey hai kiyu k wo ghar bethy easily trade post kar k bonus se achi profit kamaty hai
                • #338 Collapse

                  I will say that it is very good for you to trade as a professional so that you will be able to grow your account from one level to the other so always try and concentrate so that you can grow at all times .
                  • #339 Collapse

                    those persons whose join the forex working make earning definitely they spend their life comfortable bohat sarey wrong kaamoo sey bach jatey hai wo aur time detay hai forex trade work ko jiss sey un ki life m earning aaney sey bohat kuch change ho jata he yani k uss ki zarooyat zindgi bi poori hoti hai aur khawayshat per bi effect parta he so join forex trading work and enjoy life
                     
                    • #340 Collapse

                      yes dear mary hisab sy jo log forex ma business karty ha wo apne life sokon sy guzaraty ha unhy kise be kisam ke tenchion nhe hote kyoo ky forex bohat he best buisness ha asy app be join kar ky apne olife ko enjoy kar sakty ho.
                      • #341 Collapse

                        sir many tO abi tK trading start ni ke but suna ha trading bht mushkil ha.wasy tO mary idea say ya walyy bndo ka kam ha jO Job less hO.han koi be kam ea===========
                        • #342 Collapse

                          Forex ko wohi banda sai tra operate kar sakta hai jis kay pas boht ziada paise hain aur wo ziada ase ziada time bhi us par spent kar pai. Wo usi wakt sukoon se apni zindagi guzar sakta hai jab wo nihayat hi dehan se trading karein na kay ulti seedhi entries lagata rahay or apna time waste karta rahay. Agr us ne isi tara trade karni hai to better hai wo kisi or cheez main paisay lagain na kay forex main.
                          • #343 Collapse

                            yar yeh humhe ni pata q k yeh to Allah hi janta hain k kis ko aram ki zindagi da raha hain to koi mushkil main hotey hain.forex ma hamesha relax feel karo aur apna ap par trust karo forex acha business hain...
                            • #344 Collapse

                              G han forex par kam karna waly log sakon sa life spend karta hain ku ka koi b sahkqs earning ka liya kam karta ha aur ya kam sab sa best ha ku ka hum is sa easily earning kar sahkta ha aur ya pur sahkoon kam ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                dear r many tO abi tK trading start ni ke but suna ha trading bht mushkil ha.wasy tO mary idea say ya walyy bndo ka kam ha jO Job less hO.han koi be kam ---------

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X