Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    G han bhia yeh kabhi up to kabhi down jaat hai aur is smain yeh movements hoti rahti hai , Forex ek bst business hai dunai ka aur yeh ek real business hai sb sy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear forex trade me gold se trade karna subse risky business hai gold ki currency pair market me sub se zada upar niche hota rahta hai so apko trade market ko zada se zada satark se analysis karke sabar se trade lagana chayee loss se bach kar profit karne k liyee
      • #78 Collapse

        Mare piyare dosto je han gold ki amount aforementioned ni rehti kyu k gold depend krta hy us dollar per jaisy he dollar ki amount change hoti h to gold ki cst bhe change ho jati hy isi lyey gold ki trades krna mushkil hota ha forex trading ma .
        • #79 Collapse

          Gold ki market almost unpredictable markets mein sa ha yahan pr movement boahat zyada hooti ha is liya ap ko gold pr trade nai lagaii chiayah us waqt tak jub tak ap boahat acha trader na bana jayain aur ap ka gold trading mein kafii knowledge aur experience nai hoo..!!
          • #80 Collapse

            Jee han jaisy kay currency mai fluctuation aati rehti hai us he tahan gold ke price mai bhe market mai fluctuation aati rehti hai...
            • #81 Collapse

              Gold is a so moving market and a so risky business for us. we need a good experience and a good analysis on gold to trade with it.
              • #82 Collapse

                Jee gold ki orice mostly upar neeche hoti rehti hai, jahan tak mera khayal hai gold and Euro ek dusr ek inversely proportional hain kyun k jab Euro ki price barh rahi hoti hai to gold ki price down horhi hoti hai and Euro ki price down horhi hoti hai to gold ki price up horhi hai is hi wajah se gold ki price mein fluctuation horhi hoti hai.
                • #83 Collapse

                  bhai jaan ye hi to market ka trend hai agar ye aik hio trend pe chalta rhy to market loss main jati hai or aisa kabhi bhi ho bhi nhi skta q k market ko koi bnda hold nhi kar rha es ko mulki maeshat control karti hai
                  • #84 Collapse

                    haan dear gold k ellawa koi be pair ho wo upp and down to hota hi rahta hai kyu k jab tak wo upp and down naio kary ga us waqat tak app ko koi profit na i ho ga or app ko trading karny ka be koi faida nai ho ga.
                    • #85 Collapse

                      ji bhai gold ki movement bohat fast hoti ha or baz uqat bohat slow kabhi ap ka account wash kar jata ha or kabhi ap ka account ma acha khasa munafa a jata ha is par bharosa nahi kia ja sakta is lia is par kam trade kartay han log
                      • #86 Collapse

                        gold forex man sab se mehnaga trade hota hy us manian ap ko loss bhi kafi bhara hota hy our us mian apko profit bhi kafi bhara hota hy bas asal bat ajati hy ke is ian ap phlky learning kar lo phr is mianap earning asani ke sath kar sakty hou our ismian ap agy js a skaty hou
                        • #87 Collapse

                          Mere bhai currency ki market bhi uper neeche hoti rahti hai magar gold mai trade karna mere khayal se bohat hi risky hai kyuke gold mai agar ap trade kar na chahte hai to ap investment bhi zyada honi chaiye mai to sirf currency mai hi trade karta hia kyuke mere pas itni zyada investment nahi hai.
                           
                          • #88 Collapse

                            g bhai jan gold price uper nchy hoti rehti hy yahe cheez tu samjhny wali hoti hy jab gold nechy ja raha hota hy tu biki chizu ko dekh kar trad lagani chahy.
                            • #89 Collapse

                              trader more best and disciplined and best planning also make the trading more prefect so we should make the planning best and keep our mind relax during the trade with planned work.market se apna result lety hain. Isko palnning kehty hain or iski bohat importance hai,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jaisa k ap ko pata hai gold k prices har roz ya to upper ajate hain ya phir gir jate hain!!to ap is k hisaab se apni trading kren or gold ki trading isi tarah kren!!!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X