top 10 tips forex trading karnay sa pehle aap batein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai top 10 tips ka nhi pata hai kuch baton ka is me mujhe pat hai or woh yeh hain ke hame is business me kabhi bhi emotional ho kar decisions nhi lene chhaiyen na he greed karni chahiye or kabhi bhi is me stress me hote hue trading nhi karni chahiye warna in me se aik bhi cheez hui to loss guaranteed hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex trading aik karobar he jis min highest level ka profit hum earn kar sakte hin magar es k lei humin sabar se entizar karna pare ga aur phir hum es min agar kuch cheezon ki bat karin jo humin trading karne se pehle karni chahye to wo hin sab se pehle hum aik volume select kar lin apne account balance ko mad e nazar rakhte hue phir us ki base pe hum apni traidng ki planning karin to jeise hi hum enter hon business min to apna matlobar munafa leite hi trade ko close kar din.
      • #48 Collapse

        sub say pehly trading ko seekhy is kay bad demo acccount main is ki practice kry is kay bad news ko follow kry aik planning say kam kary aik group main kam kry indicator ka istamal kry kam iz kam 3 indicators ka istamal kar kay decide kry in per amal kar kay app achy trader bann skty ha
        • #49 Collapse

          my dear main khud is forum per new hun lekin main aap ko ye btana chahta hun k jb aap forex main start lety hai tou aap ko step by step start lena hoga matlb pehly demo account pr practice karen os k bad real account start karen.
          • #50 Collapse

            dear me toh yhi kahon ga ke ap pahle learn karen phir practice karen or indicators ko samjen phir news ka analysis karna sekehn or pahle demo account me achi trah practice karen or jab achi trah se tasli ho jay toh phir real me trade karen or greed ko avoid karen
            • #51 Collapse

              Sab se pehle market strategy find karen aur jab hum market main achi learning kar lain to hum is market main kafi successful ho sakte hain. Kabi bhi market main tezi na karen ta keh hum is market main positive pips laga sakein.
              • #52 Collapse

                sir mairay khiyal say tu top ten trading buhat dor ki bat hai agar ap is market mian sirf do say teen cheezain adopt kar lain tu ap kai liyay wohi kafi hai aur wo yeh kai take profit and stop loss ka istamal karain aur greed per control karain bas.
                • #53 Collapse

                  Salam to all muslims bhai mere khyal me agar ap k pass experience hoga to ap achi forex pe achi trading kar sakte ho agar nai to ap ko loss hoga is k liye ap top tip ye hain k ap k pass experience hona chahiye aur knowledge hona chahiye
                  • #54 Collapse

                    Learn Learn Learn and then think about earn if you earn than earn Earn and only earn. Earning k liye bohat sy papaar bailainy partay hain start me. Phir sub easy ho jata hai.
                    • #55 Collapse

                      bhai forex ko seekhne k liye tu koi institute nhi hen ap demo pr bhi kam kr k kafi kch trading k hawale se seekhe sakhte hen and apko forex ki achi kasi iknowdge bhi mil sakhti he forex ek best busnis he juhan se ham kafi profit bhi earn kr sakhte hen
                      • #56 Collapse

                        Sab Sy pehlay Tou Trader ko Apna mind bana lenaa Chahiyee k main Jo Buisness kar Raha hon us Main 100 percent loss Bhi ho Saktaa hai is liye har Qadam phonkh phonkh Kar Rakhnaa Zaroori hai,phr Usay poraa eek Sal nafa nuksaan Ka Sochay baghair sirf learning Karni Chahiyee or Sath Sath practicle on Demo Account
                        • #57 Collapse

                          is forum main agr ap achi treading karna chaty hay to apki is main kam karny say phaly is forum k roules ko follow karna chaiy aur is main mehnat karni chaiy aur is main hemat akrni chaiy aur is main sabr say kam karna chaiy aur is main lalch nahi karna chaiy aur is main achi prextice karni chaiy aur is main acha experiance hasil karna chaiy etc ta k hum is forum main loss say bach saky aur acha earn kar saky..
                          • #58 Collapse

                            Forex me kamyabi ap k experience or emotional stability per depend krti hy jb bhi ap emotions ka control loose kre gy loss me jae gy is k ilawa behtreen tips hn ghor se parhen or amal kre
                            01- Basic Knowledge gain kren
                            02-Demo account banae or us pe achi tara practice kren, mukhtalif strategies banae or un ki practice kren,
                            03- Trading platform ko achi tara study kre or is me istimal hone wale tools k istimal per practice kren
                            04- Thori see raqam se kam shuru kre or apni strategies ko ache tariqe se apply kre or apne dimag ko thanda rakhe
                            05- Gambling se bache, patience or knowledge musalsal or thora thora profit gain kren, jaldbazi ya jazbat me trading kabhi bhi na kre
                            06- Ek hi wakt me Ziada trades lagane se gurez kren kio ap tawajo kho den dy or natija LOSS ki shakal me nazar ae ga,
                            07- Yad rakhe k Forex me Profit bhi boht hy or LOSS bhi boht hy, Loss ane market se revenge lene ki koshish na kre is me mazeed loss bhi ho sakta hy
                            08- Profit ko withdraw krwate rahen or agr capital barhana hy to bhi profit ka 60% withdraw krty rahen, ye ap ko safe bhi rakhe ga or ap k life style ki behtri me madad bhi dy ga
                            09- apne capital k 10% se ziada ka risk na ly, ziada Risk ziada Loss ki tarf bhi ja sakta hy
                            10- Jo log ye kehty hn k wo lakho kama rahe hn unka influence na len apne account ki situation dekhe, apne account ka tanqeedi jaiza lete rahe,
                            11- Trend k khilaf mat jae or jab Trend clear na ho uswakt trading na kre
                            12- Apni strategies, profits or Losses ka record banae or hr trade k bad update krty rahe, record rakhe k kis strategy pe kitna profit or kitna loss hua.
                            13- Apni energies ko bahal rakhe or us waqt trade mat kre jab zehni tor per fresh na hn ya thake hue hn
                            A person who never made a mistake never tried anything new.
                            • #59 Collapse

                              well mian khud newbie ho lkein mere senior ne yahi batayaa hain k lalch na kary emotions k sath trade na kary trend ko dekhy market ko dekhy and zyda lot k sath traindg na kary and demo acount phely us ekary tab ap kmayab ho saky gey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading start karne se pehle jo kam lazmi karna chahiay my dear friend mere khial mein to woh demo account per itni practice k jo ap k knowledge skill aur experience ko itna barha de k ap ko forex trading mein success hasil ho jay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X