kya hum 1st level of verification passport dy kar bhi verify kar saktay ya sirf cnic?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji janab hum instaforex ko jo hain cnic k ealwa b kar sakty hia verfy aar ap k sath passport hoo toh hum uss se b kar sakty easily and 2nd level main hum bill send kar k verfy kar sakty hain is main itni muhskil nahi ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dost ap easily first level ko passport copy sa be verify karwa sakty ya nic sa ais ka liya ap ko English translation aur notry sa stamp karwana lazmi hai phe he ap second level karwa sakty...
      • #78 Collapse

        g haan ap 1st level ko passport ke zariye asani se verify kara sakty hain or nic ke zariye bho verify hota hai nic english main hona chahiye.
        • #79 Collapse

          it is very interesting business in my life 1 st level main to ap passport day skty hain aor us ko verify krwain jasiy woh verify ho jae us kay bad apna cnic bhi day skty hain ya koi aor documents mslan bill bank statement etc day kr apna dosra level verify krwa skty hain it is a very good business.
          • #80 Collapse

            Jee ahn amin ne bhi dekha hai kai log cnic ki jaga pasport bhi use akrty ahin es se hmara tarding account verify ho sakta hai aur ham trading start kar sakty ahin.
            :cool::cool::cool:
            • #81 Collapse

              Bhai agar ap apna insta forex passport se look at karna hai to be able to ap ka accounts passport se bhi examine ho jaye ga ap upload kar dain is actually me koi issue nahi ho ga ap ka accounts asaani se examine ho jaye ga.
              • #82 Collapse

                dear ap first level verification k lie passport ya cnic kisi b se krwa skte ho g masla nahi ha ap k lie is me forex me ap ko verification krwana bohat hi important hota hag nahi to pa ko withdraw nahi mil pay ga jnab forex me verification bohat hi important ha g
                • #83 Collapse

                  bhai jan ap insta forex main apna 1st level ko pasport sy b verify kara sakty hain bs atna khayal rahay k pasport expire date na ho , is layia verifacation karty wakt in baton ka khas dahain dain warna insta forex manegment apke verifacation cancil kar dy ge...
                  • #84 Collapse

                    han dear apki 1st level ki verification ho jaege ge .. shirt ye ha k document english languge ma hony chahea nahe to varification nahe hoge ,, wsy passport sa ho jate ha...
                    • #85 Collapse

                      well ji haan ap first levekl jo hain wo passport kar sakty hain and end level main ap asa kary k urdu cnci bej kar b kar skaty hai is mia koi mushkil pesh nahi ani apko
                      • #86 Collapse

                        yes bilkul aap passport ke through apne account ka 1st level verify karwa sakhte ho, 1st level account verification ke lye yeh option available he, passport , smart card , driving lesson and 2nd level ke lye certificate of domicile , bank statement and utility bill aap in documents ke through apna account easily verified karwa sakhte ho.
                        • #87 Collapse

                          assalam o alaikum janaab aap ka yeh sawaal bahut acha hai bahut se beginners is tension ko lekar baithay hain to aap first verification ke liye dono detay hain passport aur cnic dono lekin agar incase ap ka passport nahi buna hua hai to cnic se he kaam chal sakta hai coz its basically used to check kay aap ka forex mein already koi account to nahi hai
                          • #88 Collapse

                            dear brother subse easy aik hi tareeka he ke aap first level ko verify kerne ke liye aap apna ya to kisi ka bhi passport scening kerwado isse behter or koi tareeka nhi he thanks.'';
                            • #89 Collapse

                              G han umeed hai hojaye ga is ka kuch oata nahi chalta hai menay jab apna account verify kiya tha apna account k liye menay apna student par kiya tha is liye try karna chaye shayed hojaye nahi to phr id card send kar den umeed rakhni chaye har cheez me .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ha aap kar sakte hai agar aap passport dekar first level ke verification par karana chahte hai to aap kar sakte hai usme koi badi baat nahi hai aapko bas apane passport ka dono side ka color scanned copy ko jo bahut hi high quality me hona chahiye wo aap de kar apana first level clear kar sakte hai muskil nahi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X