Lazy Trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lazy Trader
    Basically Mere khayal main trading ka maqsad profit gain hona chahiye or iss k liye hamain ye choose ni karna chahiye kay hamin roze hi profit ho. iss kay liye hamain thora lazy hona paray ga. Fir hi maintain ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han bhai jo banda yeh soch rakhta hai k hum nay roz profit hi kamana tu esy ko loss bohat bura hota kiu k es main kasur oska hai forex esa kaam hai jis main kamyabi itni asaan nahi hai lekin profit hu y na lekin loss ko control karna siky
    • #3 Collapse

      nhn g mn to ap ki bat sa agree nhn krta hn mera hisab sa to woh trader jo forex mn daily earning krna ka bad jub ap sumjhta hn ka ap ka target achive kr liya ha ot koi khas issue nhn ha han agr ap apna daily target achieve nhn hota ha to ap lazy and losser e hn chaya jo bh krn han target set krna bh ek issue ha and es ka ander target apni net equity ka 1% e set krna chaya ha dear
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hmein apne overall average profit ke dekhne he aur hmein trading mein acha profit ho jata he jb hm es mein mhnt krein ge aur apne trading mein active rhein ge to hm asane se successful trader ban jate hein aur business mein maintain kr skte hien
        • #5 Collapse

          lazy traders zeyda kamyab ho sakty hey jo log trading kam karty hey wo faidy me rehty hey jo traders 24 hurs hi trading karty hey un ko jald loss ho jata hay
          • #6 Collapse

            slow and steady win the race trader kitna slow or voluntarly market ku watch krta hai or trade man jaldi nae krta tu oc ku profit earn kernay k kafi chances mil jatay hain ic liye traders jaldi na kiy krain watch the market first.
            • #7 Collapse

              Bahi Jan forex trading mein humein lazy trader banina zarori nhi hai humein apni strategies aur scalping hedging ki wajah se profit hasul krna chahiye forex trading mein fresh rehna chahiye
              • #8 Collapse

                Jee lazy tu nahi keh sakte han albata patients hona chahiay aap main aapko ache profit k lia rozana k lia ek trget rakhna chahiay apko koshish karni chahiay k aap us target ko achive kar saken iss k lia apko mehnat karna ho gi aapko iss main proper knowledge hasil karnanho ga uar apni skills ko apni prectice se barhana ho ga
                • #9 Collapse

                  forex ke market mai app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai pehle ache tarha se practice kerahe kuin ke practice ap ko perfect bana dete hai market mai. aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai roz earn kerne ke barey mai nahi soche.
                  • #10 Collapse

                    dear jaisy ap ne baat ki hai k hum ko agar apna account stable rakhna hai to hum ko kai karna chaye aus k liay hum ko ye chaye k hum apny account k hisab se risk ly aor aus k hisab se hi lot lagye ta k humra account stable rahy aor slow slow growth hota rahy to hum ko faida hota rahy ga.
                    • #11 Collapse

                      han g dear ap ne shai farmaya yahan per forex main ap her roz trade nai ker sktay han bass ap ko wait krna parta hai ek good point ka intazar ka jab wo mel jay tou hi trade lagani chaye . bas wait kerte rehn jab ap ko lage k ap analysis sahi ja raha ha us waqat trade kr den.
                      • #12 Collapse

                        G g aap sahi keh rhy hain aap. jab trading hum krty hain to daily basis per ni hota kabi achy profit k lie wait b krna hota hy is lie patience zarori hy. lazy hona parta hy.
                        • #13 Collapse

                          zahir bat hai bhai market hai is mein to loss or profit both hota hai asa koe trader ni jo daily profit earn karta ho wo loss bhe karta hain or then profit bhe bana lata hain .
                          • #14 Collapse

                            Ziada tar traders jo k forex main new hotey hen wo chahtey hen k ham dino dino main forex sekh jaey aur bohat sa profit earn karen lekin yehi traders loss uthatey hen ju hardworking nhi kartey aur siraf trading laga detey hen Sell ya Buy. Forex main earning ke ley esy sekhna parta hy, practice karna parti hy aur demo par kam karna parta hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend, Forex trading mein hum sub agar lazy trading karing fa to profit be lasy hee mula ga zarori ha k humein apni income ko muda nazar raktha hoya hardworking karna chya is sa hum zadia sa zadia profit kuma saktha hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X