forex trading main hedging kaise karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    agar ap ny koi order lagaya howa hai or wo loss mai ja raha tu ap ko chahiyeh agar buy lagaya howa tu wohi same lot sell kr dy tu es ko hum hedging kehty hain but mairy khayal sy hmy chahiyeh or try krni chahiyeh k hedging na hi kry bcz mairy hisaab sy same risky es mai b
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bahi Jan forex trading ki market mein hedging us waqt krty hain jis waqt apka account phans gaya ho aghr ap ka account phans jaye tu hedging krein warna hedging aik bahot buried cheaz hai
      • #48 Collapse

        dear jab ap aik hi waqt men sell or open k order ko open ker lety hein is ko ap heading kehty hein, or boht kam broker hein jo heading ko allow kerty hein, mager tu broker heading ko nhi kerny dety hein ,or jahan tak mujhy pata hai insta forex bhi heading ko allow nahi kerta hain
        • #49 Collapse

          bhai boht sary traders ka yhi kehna ha kay agr ap ka account thora reh gya ha yani ap ko darr ha kay kehi wash na ho jay to us sorat ma hedging ki jati ha es ma aysa hota ha kay msal kay toor pe agr ap ne aik pair jese kay Eur/usd pe buy ki entry li hui ha aur same time ap us pe utny he volume ki aik sale ki entry le lay to ye hedging ho ge lakin ye har time nhe krni chahye aur market kay trend ko mind ma rkh kay esy krna chahye.
          • #50 Collapse

            Forex market mai hedging krna ky lye bhe forex market ka knowledge honabohat zaroori hai tou hum es market mai kamyabi hasil kr sakty hai. Es tarah say hum hedging mai bhe asani say kamyabi hasil ho gy.
            • #51 Collapse

              Jab app nay aik trade 1 lot ki buy ki lagai hai our app diekh rahey k trade loss main ja rahi hai to pher us ko ap ko 1 lot ki sell trade open ker letay hain to ap ka account hedge ho jata hai our na to loss hota hai our na he profit hota hai our app ko profit man jo trade ho close kerni chay
              • #52 Collapse

                Hedging ye hoti ha kay ap same pair mein buy kay sath sell ka order bhi open kar detay hain, hedging kay doran ap ka net profit zero hoga aur ap tab tak koi trade close nahi kartay jab tak kay ap ko market kay kisi 1 direction ka andaza nahi ho jata.
                • #53 Collapse

                  dear agar ap sirf ye baat karty hai k hedge kar k apna account safe karna to aus mai humri koi trade loss mai ja rahe ho to hum aus k opposite aik trade laga k account ko hold kar lety hai ais se humra account safe ho jata hai magar ais mai hum hedge se paisa ni kaama sakty.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    bhot bhot kaaam ki post ki hain aapne lbhot kaaam ki yaha mujhy in chezo ka nhe pata tha jaaab main ne aaaapki ye post read ki or yaa member ki post dekh li tu bhot acha laga mujhy is chez ki b info mili or mian bhot khush ho k main pak froumsay learn ka rahi ho or yaha pak froum say jis ne b learn kiya hain vo kamyab he hova hain is liye main bhot khush ho k aaapne asi post share ki hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X