forex-pak.com is the best website to learn trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Stop learning now its time to trade q k right now USDCHF ki price bhuhut low hai aur agar iss waqt koi bhi issay purchase karay ga tu future main iss ki price double bulkay triple ho jai gi yehi waqt hai USDCHF khreednay ka, aur agar yeh moqa miss kar dia tu phr...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Yes dear ap ne bilkul theek kaha hai . Pak forum se hamein bohat sa knowledge bhi mil jata hai or is ke sath bohat sa bonus bhi mil jata hai . Hamein kisi baat ka pata na ho to ham is mein thread post kar ke us ke baray mein poch saktay hain .......
      • #138 Collapse

        Haan forex sy FAQ's read krny sy bht help mil skti hai ap easily bht kuch smjh skty ho n jo nhn smjh me aata wo ap yahan thread me post kr skty ho apna k0i b question then uska b answer yahan sy mil jayega
        • #139 Collapse

          Jee bhai jaan bilkul pak forum learning karne ke liye kafi acha hai hum yaha se achi trading seekh sakte hain aur acha khasa knowledge bhi hasil kar sakte hain......
          • #140 Collapse

            is kay mokablay key abhi tak or koe website nhe lanch hoe. kafi questions satisfy hojaty hain.islie har new any waly ko isy zaror read karna chahiey hamari apas ke discussion sy bhoot kuch sekhany ka moka milta ha , is sy hamary trading k hawaly say kafi sary skills develop hoty hain
            • #141 Collapse

              ji han mein apki bat sy agree hun k forex pak jo hy ye sab sy best website hy learning ki or um yahan py trading ka knowledge and experience gain kar sakty hain and unlimited earning kar sakty hain,
              • #142 Collapse

                g bilkul yeh business jis tara ek bara businees ha is tara is per uthny wale sawl be buhat ha is lye agr ap ko forex ke mataliq kisi be kisam kasawal pochna ho to ap is website per a kar shar karte ha or buhat sari jankari mil sakti ha...
                • #143 Collapse

                  mere keay say agar ap ko sekna hai ya koi ache indicator ke barya mai jana ha tu yaha kafe member apne sawal aur indicator ka baray mai share ker ty hai jo ap es ko phar ker ache knowledge hasel ker saktay han.
                  • #144 Collapse

                    han g bilkul forex pak aik bhut he achi website hy jis se hum or wo log jo trade to krna chahty hen lekin un ke bas investment nahi hoti or un ke pas koi better source nahi hota wo log is me positing kr ke bonus hasil krty hen or us bonus se trade krty hen
                    • #145 Collapse

                      may ap say agerr krta hun yha py jha ap apna exprince dosry logn say shear krty hy wahi ap ko dosron k exprince say pta chalta hy k forex krty waqt kin baton ka kheyal rakha jata hy ar ap yha aik group ki soraat may kam kr skty hy
                      • #146 Collapse

                        Yes brother you are right that pak forex forum is a best website to learn the forex. Aur bhai jee meray khayal se to hum agar forex learn karna chahta hain to hum demo ko bi use kar saktay hain aur baqi ki knowledge forex forum se hasil ki ja sakti hai.
                        • #147 Collapse

                          dear aap ny jo website batai hy is ko zaroor search karna chhaiey business hy is mee agr hard work sy kaam li a jay too ham achi earning earn kar sakty haien is liy hamien cahhiey kih ham achi earning ky liy hard wrk kareen or forex tardeing har us person ky liy hy jo hard work kar sakta hoo
                          • #148 Collapse

                            yes Pakistani form is very good to help other and new members also, that's very good for new traders and old traders to doing trading depend on form bonus and also a good information from forms.
                            • #149 Collapse

                              Pak forum bohat hi best hai forex trading learning kay liye aur agar hamary pass koi acha knowledge nahi hai to forum join kar ke hum her kism ka forex knowledge gain kar sakte hain aur apny questions kay zarriye hum bohat kuch seekh sakte hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yes sir forex ko learning karnay k liye ye best web sites hain forex ko sikhnay k liye or janay k liye or b web site hain jis or forum se or demo account se jis se aap forex k baray mai acha kuch sikh sakty hain ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X