Gold trade karne ke lia hamko kon konsi indicator use karna chahie?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trade karne ke lia hamko kon konsi indicator use karna chahie?
    Agar hum gold trade karna chahe to humko kon konsi indicator use karna chahie. or gold trade par news ka provab kaisi parta hai.Forum members plz suggest krain:)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gold may mene buhut zyada trading kihay lakin manay profit kabi bi nahee kamaya kio k manay jab bi trading ki hay loss hi suffer kia hay.kio k gold may trading kerne k leye apkay pass experience or knowledge k sath sath capital kabi zyada hona buhut zarori hota hay.
    • #3 Collapse

      brother main kafi dair se forex ki trading kr raha hon or main ne kabhi bhi gold pr trade nahi ki hai idhr buhat riski work hai gold trading pr or mere khayal se tu gold pr trading k liye koi bhi best indicator nahi hai ye mostly mulki halaat or kisi bhi country ka news impact data pr depend krta hai especially euro or usd ki news pr kafi asar pard jata hai iss ka koi pata nahi chalta hai kub trend break kr jaye
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #4 Collapse

        jo strategies currency pairs main kaam karti hai wo gold main bhi kaam karti hain.gold ki trading ka thoora difference zaroor hai.iss main long term trading boohat favorable rehti hai.main to long term trading karta hun or boohat achy results hain gold main.
        • #5 Collapse

          gold ki trading kafi risky ha par us ma profit b kafi acha hota ha ager ap ka pas ak acha experence ha or ak bara capital b ha to ap gold trading kar sakta ho is sa ak acha profit b earn kar sakta ho indicator ka mujy nai pata kyo ka mana kabi b in ko use nai keya ha ak achi stratege sa b ap ak acha profit hasil kar sakta ho gold par trade kar ka.
          • #6 Collapse

            gold may mene buhut zyada trading kihay lakin manay profit kabi bi nahee kamaya kio k manay jab bi trading ki hay loss hi suffer kia hay.kio k gold may trading kerne k leye apkay pass experience or knowledge k sath sath capital kabi zyada hona buhut zarori hota hay.
            • #7 Collapse

              brother main nay ajtak yahan gold trade ki nahin hai to is kay baray main ziada nahin pata mujhe bas yehi jaanti hoon kay gold trading kay liye app ka capital aur experience ziada hona chahiye aur yeh bohat risky bhi hota hai.
              • #8 Collapse

                bhai forex ma kisi b commodities ya currency pair per trade krne k liye sb se pehle aap ko practice ki zrurat hoti ha jtana aap practice se seekhte han utna koe chez nai sekhati indicator boht sary han per indicator ko khud se nai smja ja skta is k liye kisi expert ki help li ja skti ha.
                • #9 Collapse

                  gold sub sy best pair he q k is men market ki movement bht tezi sy hoti he or app kum waqt men acha profit earn kar sakty hen is leye app ko chahiye k gold trade karty waqt lot choti rakhen q k is men margin bht zyada lag jata he,
                  • #10 Collapse

                    Yes g ha sir forex me ager ap gold me trading karty ha to ap ko is me best indicator he use karna chaye q k gold k market bahot he big market ha our is me ap ko indicator our expert trader ban k is me trading karni hoty ha our mere kiyal me to is me moving indicator he best ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Dear aisa ki indicator nahi jo just ek hi pair ke liye ho,apko indicators ke combination ko dekhna hota hai aur kabhi bhi kisi ek indicator pe ap depend na karen,hamesha best combination use karen indicators ka jo apko suit karta ho.
                      • #12 Collapse

                        kr raha hon or main ne kabhi bhi gold pr trade nahi ki hai idhr buhat riski work hai gold trading pr or mere khayal se tu gold pr trading k liye koi bhi best indicator nahi hai ye mostly mulki halaat or kisi bhi country ka news impact data pr depend krta hai especially euro or usd ki news pr kafi asar pard jata hai iss ka koi pata nahi chalta hai kub
                         
                        • #13 Collapse

                          we if we are trading in gold pair then we need to maintain a good trading account and then you can trade and i think we can make money but with hard work and i think money can come to us bu
                           
                          • #14 Collapse

                            gold trade krne ke liye apko experiencefull hona chye or apko achye se ana chye or is main work krne ke liye invesment bhe zaida honi chye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gold trade kliye ap koi bi indicator use karsakhty hai gold kliye zarori hai k ap ky pas experience hona chahiye daily market news par nazar raky .gold trade kliye ap ky pas capital ka hona bi zarori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X