kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g ha mara kheal sa, ya bat thek ha ka ham log apni economy ko start thek kar sakta ha kio ka dollars jab kise bi country ma ata ha to os currency ki economy strong hoti ha.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      yes yeh aik real aik business hay is ko app apni business life ko acha kar sakte hay aur app ko pata ho ga ke app ko jitna is business main apne app ko acha karne ka muqa mita hay is se acha business app ko online dunya main koi bhi nahi mil sakta hay aur app ko is main taqat war hune ke liye forex ka elam sikhna ho ga .
       
      • #198 Collapse

        yes bilkul keo nahe forex trading ka zarye hum apni ecnomy ko strong kar sktye hai ye bohat zeyada profitabel business hai is ka zarye hum eazly acha kama kstye hai aur apni ecnomy ko betar se behtar bana kstye hai.
        • #199 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
          kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
          g han agar ham puray sabar or tahamal k 7 or isi un rules or regulations ko achi tarha follow karen gay to ham hard work kar k b forex ki madad say apni economy ko mazbut bana saktay hain
           
          • #200 Collapse

            Dear ye humain econiic ko strong kr skata or haih e sb log boh kna skta hian buts thodi si mehnrat to krna pra gi na borhter ab ye to nhi hostka ke bagher mehnat ko apko paisy mil jian shabar kr phal metha hrta ha to yahan per bhi mtha hoga
               
            • #201 Collapse

              Bilkul ho sakta hai aisa, kyonk issay lazmi hmaary income per asar paray ga aur income achi hogi tu economic condition bhi achi hogi, isi lye main issay agree krta hon k ap trading main achi trade kr k apny liye income ko generate karayn aur ussay enconomically apny apko strong karayn, lehaza apko chahye iss k liye apny trading ko strong krayn.
              • #202 Collapse

                pakistan ky motabk to nahi kyo ky is business ko illegal samjha jata ha our ya hamer econmoey ko directly strong nahi kar sakta ha
                • #203 Collapse

                  Yes forex give the opportunity to give us the earn unlimited and also unlimited in this way our life chance than we chance our life if the whole way it change our economy also . Very many people earn the best with the help of forex trading
                  • #204 Collapse

                    yes forex trading aik bohat hi acha or behtreen karobar hi jis main ap log asani se earning ker skate ho magar iss ke lye ap ko learning ki zaroort ho gi then hi ap iss kabal ho gye ke profit hasil ker sako
                       
                    • #205 Collapse

                      forex bohat strong karta hai ecnomic ko ab to ye hai ke ye aik valuable business hai aur achi tareeqe se mazboot karsakta hai .
                       
                      • #206 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
                        kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
                        ji han bilkul thek kaha hy ap ny, forex ko app apni business life ko acha kar sakte hay aur app ko pata ho ga ke app ko jitna is business main apne app ko acha karne ka muqa mita hay is se acha business app ko online dunya main koi bhi nahi mil sakta hay aur app ko is main taqat war hune ke liye forex ky bary mein achi tarha learn karna chahye.
                        • #207 Collapse

                          is main kia shak ho sakta hay jab har koi profit earn kare ga to phir hamara muashra khushhal ho jai ga aur hamari ecnomiy strong ho jai aur mulk bhi won taraki yafta mulkon main shamil ho jai ga jahan be rozagri buhat kam hay
                             
                          • #208 Collapse

                            Well yes it indeed does strengthen our economy mainly because the money which has been on the broker deposited from another country enters into our country when we make profits and so as money flows into our country our economy would be affected positively same is case when we lose money it affects our economy again.
                            • #209 Collapse

                              Of course we shall strong our economy if we are treading a good maaner. we will earng good from this business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                meray khayal say mazboot karta hai agar apko trading ati hai ap nay is ki study ki howi hai to yeh apki economy ko mazboot kar sakta hai is say apka mustakbil hai isay samjhny k lyh ap isay parhay kisi say sekhain is main apka hi faida hai yeh hamari economy ko mazboot say mazboot tar kar sakta hai ..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X