g jnab humara free magin khatam zero honay ki sorat main market ki taraf say humain warn kia jata ha k apka account riski ha.. aur apki trades auto close ho sakti hain... is ka humain faida yeh hota ha k hum zyada loss wali trdes close kar k apna account zero honay say bucha saktay hain..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим