Forex ko learn krne...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    forex ko learn k lia bht zaroori ha is ko learn karna chai . wasy ma b new member hn abhi learn kar rah hn or trade ma demo account sa sikh rah hn .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      dear forex trading ko learn karna kafi mushkil kam hai aur yeh to her kisi apni dilchaspi per depend karta hai k wo is kam ko kitni shooq se karta hai agar apki dilchaspi ziyada ho gi to aap forex trading ko bahot hi kam arsy main learn kar len gay...
      • #1323 Collapse

        Forex ka business ik sumandar sey bhi bara hai lekin aik new user is ki basic oor technical point ko sekhney key bad waqat key sath sath mazeed bhi sekhta rehta hai q k sekh kr aply krney min jo learn hota hai us ki koi misal ni hai basid oor technical banda 1 weak min bhi sekh leta hai
        • #1324 Collapse

          Bhai yea toh aap pe depend karta hai ki aap kaam Mein Kitna interest lete hai Jitna aap kaam mein interest Lenge Itna jaldi aap kahan kho vi Sakenge lekin knowledge Ek Samandar Hota Hai jo Sadi Zindagi Bhi Khatam nahi hota
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #1325 Collapse

            humain trade karna hay too hard work kar kay achy say ana ho ga is main learning say kam karna best hota hay jab hum trade karty hain to is main kafi practicec karna ho gi is main best hona hay to kud ko trade main analysis kar kay practice say ana ho ga is main jab stratgy ko use karna ho ga jis say trade karna kafi help yta hay loss km hoga
            • #1326 Collapse

              ya aap kay apnay mind par he depand karta ha kay aap is ma kitna tawjo daty ha our is ko kitna time daty ha our is ma kitna% seras ha our is ko seekna cahaty ha ois ma aap ko kad par he sochna cahay kay ma is ma kitnay time ma knowlged hasil kar sakta hao
              • #1327 Collapse

                dear forex ma learning ki koi limit nai isi liye hamy har waqt learn kerty rehna chaiyie or sab sa phale hamyy demo account bna ker sihkna chaiyie or kisi senior trader sa saihkna chaiye iss sa humm buhoot sari chaoti galtiyain sa bach jaiye ga or hammy learn kerty rehna chaiye..
                • #1328 Collapse

                  forex trading aik boht he wasey leraning rkhta hai qk jub hum forex main learning karty hain tu hum kbhi bhi yah nahi kah skty hain k hmain forex k bary main overall inform,ation hai or hmain har chez k bary ain ilm hai forex main har roz kuj na kuj new hmary samhny ajata hai jis sse hmain sikhny ki zarort bhi parti hai es liye hmain learning karty rahna hota hai
                  • #1329 Collapse

                    Wese to forex trading aik bahot hi wasi field hai ise mukamal sekhne main bahot ziada arsa lag jata hai wese kam se kam admi ko achi trade krne ke liye qabil hone main aik sal lag jata hai
                    • #1330 Collapse

                      agar hum learning karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main agar hum khoob time dai kar trading karen tab he humari trading achi learning humari trading skill par directly asar andaz hoti hay aur humay chahiey keh es baat par time bhi daina chahiey
                      • #1331 Collapse

                        forex trdaing ki leraning kbhi bhi khtm nahi hoti hai es liye es main humn yahnahi kah skty hain k aik time main q k forex main kuj na kuj roz naya ata rhta hai es liye hum yah nahi kah skty hain k hum ny forex ki sari leraning kar li hai ap trdaing bhi ath karen or leraning bhi karty jaen
                        • #1332 Collapse

                          Bhai forex trading ki learning kbhi khtm nahi hoti hai q k him jitna forex ko learn karty hain phr bhi koi na koi forex new point nikal ata hai es liye pher osko sikhny ki bari a jati hai es liye bhtr yahi hai k yah bat mind s nikal den k forex ki learning kbhi khtm ho GI apko es ko sikhty rahna chahye ta k him aik achy trador ban saken
                          • #1333 Collapse

                            Hum Forex ko learn kar sakte hain Jitna Hum Yaha se maximum amount ko generate kar sakte hain iska sasur mere paas information we put nahi Zyada Yahan Par honi chahiye
                            • #1334 Collapse

                              markt main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum real main achi trad ekarein gay aur demo main bi is k bary main learn kar k hi hum sucess hon gay aur is say hamain faida ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear friend agar ham zyada mehnat karen gay aur apna focus sirf aur sirf forex ki taraf he rakhen gay to ham ak bohat he jaldi forex ko learn kar saken gay aur ak acha knowledge hasil kar k kamyabi hasil kar saken gay forex buisness main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X