Do you agree with me?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    G han apki bat theek hy per yeh apka mind set hota hy agar ap ki investment km ho gu to ap ko ho sakta hy knowledge km hony ki waja sy loss ho jay mery khual main ziada earning k liy hmko chahiy k hm forex trading ka poora poora knowledge aur experience hasil karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      ma aap sa agreey karta ho kay hum ko is ma zada invst sa trading karne cahay q kay is sa hum ko loss ka kadsha kam ho jata ha our is ma hum ko profit be zada hota ha our hum ko seek kar he trading karne cahay
      • #843 Collapse

        forex ak isa business hay jisse ko aap eali kir skta hay our is sa hum ko knoweledg b hasl ho jata hay agar aap kam sa kam 5 sa 10 pari ki terdning kirta hay to is sa aap ko zada porfit hasl ho jay gay our loss sa aap bchay sktay hay q k ya ak onlin job hay
        • #844 Collapse

          is main kam karna hay to hard work kar kay achy say ana ho ga is main log trade main kafi amount ko invest kar kay kam karty hain humain is main practice karny say achi earning hasil ho sakti hay magr humain greed ko avodi karna ho ga kun kay agr humain greedy ho kar trade karty hain to kafi risk ho sakta hay magr humain practice to karna ho gi
          • #845 Collapse

            AOA g han thori amount k sath market ki variations ko behter smj skty hn. chon k hum logon ko few hundred dollars in investment karni hoti hy yani k thori investment krni hoti hy to hamen chahiy k hm demo account pr b thori amount sy trading ki practice kren.
            • #846 Collapse

              g bhai ap ny sahi kaha hai or main apki bat se agree hun forex trading main sub se important part yah hota hai k hum es main invest kitna karty hain or hmain karna kitna chahye es liye hmain es ko dehan se karna hota hai or es main jub hum invest karty hain tui kbhi hmain high amount ko invest nahi karna chahye aghr hum low main investment karty hain tu os main achi trading kar ksty hain
              • #847 Collapse

                agar hum forex trading main seekh kar aur demo account par practice karnay kay baad trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiey keh es businenss main mehnat karen ta keh achi earning kar sky ye business sab kay liey achy chances muhaya karta ahy
                • #848 Collapse

                  i absolutely agree with you ,if we do trade with the minimum amount and set a such a kind of strategy in which we earn a huge profit from the minimum amount and set a small lot size.
                  • #849 Collapse

                    billkull bhai main app sy agree kerta hon jb app k trading account main low balance hoga app market anaanalysis ker k trend check ker k trading kero gy kyn k app ko account wash hony ka dar hoga ,ager zeyada investment ho to banda kam seekhta hy.
                    • #850 Collapse

                      low amount main trdaing zeyda best rahti hai yah mera khyal hai es ka yah faida hota hai k aghr hmain zeyda profit nahi milta tu hmain loss bhi zeyda nahi hota hai tu btar yahi hai k saber k sath trdaing karen lalch na kren es main
                      • #851 Collapse

                        Bhai apki bat sahi hai or bat zeyda kam ki nahi hai bat risk ki hai k him jitna kam risk ly kar chalen gy otna he him.achi trading kar paengy es liye hmain AGR experience hai tu kbhi him zeyda invest kar k trading kar Len or kbhi kam invest mn try yah ho k hmain loss na ho profit ho bus es trha manage kar k chalna chahye sub trador ko
                        • #852 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: malikshakeel04 پيغام ديکھيے
                          main ye kehna chahata ke hum low amount per zayda achi traha se forex trading ke business ko samjh sakte hain ya high amount se zayda achi tarha samjh sakte hain
                          is main meri ray ye hai ke ap low amount main zayda achi tarha forex trading ke business ko samjh sakte hain wo aise ke jab ap ke pass low amount hota hai tu ap zayda market ko samjhte hain aur zayda analysis karte hain
                          jab ke jab zayda amount hota hai tu ap thore be fiqkar ho jate hain
                          do u agree with me?
                          trading ko samjhny kay liay humy is main Zada ye kum amount ka hona zarori nahi hota hai is baat ko mind main is tara say paka jama kr lain kay is main money ki management say hum nay agar teek say kaam ko nahi kia hoga to is say profit ka mil jana kafi Zada muskil baat hai baki baat hai luck ki or sath main order ki limit matlib kay lot size ko teek say set krna kafi Zada zarori hota hai meri ye raiy hain kay 100$ account say 0.50 $ ki trade ko krna teek hai is say Zada kafi risk na lain
                          • #853 Collapse

                            is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur is main kam akr k boht hi agree hain aur hamain is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur hamain is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi market main experience hasil kar k hi hum sucess hhon gay it is best job for all the people
                            • #854 Collapse

                              Dear forum memebers ,, meree khayal se hum ager kam invtesmnet se forex start karein ge to hum es business ho acha terha samjh sakhte hain ,, qu ke kam amount ko uper ler ker jane wala hai acha trader hota hai .....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                market main kam kar k boht hi khush hain is main hum part time main bi job kar sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main experience hho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X