About lond and short

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    About lond and short
    Agar aap ne koi pair buy karna hai yani base currency buy karni hai to is ko buy ya long kaha jata hai aur agr koi pair sell karna chahte hain yani k base currency sell karna chahte hain to is ko sell ya phir short kaha jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear great ap na jo bat ke ha woh real mn kafi achi bat ke ha dear jub bh hum log koi trade bra profit ka liya long term mn la laita hn ta ka hum logon ko zyada sa zyada profit ho jay to es ko long term investement khta hn and agr short term yani ka short time ka liya krn ga to short term profit e ho ga dear
    • #3 Collapse

      ji bhai jan long term aur short term yeh dono words buy and sell k liye use hoty hain agr ham trading m ha tu yeh batien hamy clearly pata honi cahye short term ma aur long term ma sell aur buy ha jis sy hamy marke ka pata chalta ha k kis cheez ma hamy profit ho raha ha....
      • #4 Collapse

        dear aysa he hy forex mai ap ko in cheezon k boht se nam milain gain jo k trader aur marketer es ko thora define karne kliye use karte hain ap jab ta es business ko sahii se smjho gy nhn ap ko kabii b acha faida haisl nhn ho sake ga es liye ap ko smjhna hy ta k ap ko aage chal kar kabiib loss face na karna pare////
        • #5 Collapse

          dear ap ne bht achi bat ke forex mn 2 trha se trading hoti hai ik long term ar ik short term. humain apni stratgies ko follow krna chaye ar humesha trends ko follow krna chaye. kun k forex mn trend he humara sub se acha friend hai.hamesha market ko achi trha analysis kr k trade lgani chaye.
          • #6 Collapse

            Yes app kisi bhe piar main trading ker sagty hain our app kisi bhe piar main acha profit bna sagty hain app ko hard work kerna ho ga ta k aik successful strategy k sath app ki earning ache ho our app ko success mily greed ko must control karein
            • #7 Collapse

              Dear brother aap nia aik achy information share ki hai, or dosry users ko bi chahye kai isi tarha forex kai bary mai information share kary, asal mian forex aik bohat barha online business hai or is ko karny sai pehly isy sahy tarha seekhna or is ki terminologies ko janna bohat zarori hai ta kai agar koi naya lafz hamary samny aaye tu hamy pehly sai hi us ka pata ho.
              • #8 Collapse

                G bilkul, forex mein hum kisi specific currency, metal etc par jab buy ka order lagatay hain to is ka matlab hay kay humain us ki price increase honay ki umeed ha, jab sell ka order lagatay hain hum us ki price mein decrease expect kartay hain.
                • #9 Collapse

                  dear mai apne baat karo tu ma jada tar long period ke trade ker na kafe thek samaj ta ho es mai muzha kuch acha pip hasel ho jata hai par es mai thek wak mai daily time frame ko note ker ty howa trade ker na hoti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yes dear ap ki baat sahi hai ap long se murad buy ki trade ley sakte ho or ap sell ko short ki trade b keh sakte ho is ko samjna buht asan hai but yeh basic information hai forex ki is ko samjna ahm hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X