demo account kis liyea ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    demo acount pa ham trding karna sekhty ha yani jin ko trding ka kuch ni pata wo demo acount pa sekhty ha agr wo real acount pa karty ha tu un ko oloss ho skhta ha yani noqsan ho ga un ko is liya hamy cheya k ham phly demo acount pa seka jab auchi tra sa sekha jaya ham us k bad hamy real acount pa karni cheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      Bhai forex trading mai demo account kis liya hy demo ka matlb hy real jaisa is liya demo ko use kerty hy k ager apko is ke bare mai knowledge nai hy tu is mai practice ho jae
      • #1833 Collapse

        Demo account practice kye leye banaya jata hy aur is sey aap ki trading perfect hoti hy aur aap ko trading ko doran jo weakesses paish aati hy woh control main ho jati hain. Practice sey aap key confidence main izafa ho jata hy aur aap real account main without fear of loss trading krney key qabil ho jatey hain.
        • #1834 Collapse

          Agar aap demo account main aik khas period key leye practice kr lain to aap ko real account main trading sey khof nahi aata aur aap ka confidence barh jata hy. Demo account main different strategies ko pehlay check kia jata hy aur phir in ko real account main use kia jata hy. Practice sey aap ki trading perfect ho jati hy.
          • #1835 Collapse

            gee bhai forex account mein demo account hmein learning ke lie dia jata he aur jb es mein apne trading ko sahih experience ke sath krein to hmein boht faida real account mein hota he hmein apne trading mein training ke lie demo account dia jata he jo keh aik acha learning ka platform he
             
            • #1836 Collapse

              Forex trading mein demo account ka buht ziada faida hy aur forex trading mein demo account is liye diya jata hy jo log forex trading mein new ho wo demo account par practice kar k forex trading ki learning hasil karen is mein humra hi faida hy takee forex trading mein experience hasil kar saken
              • #1837 Collapse

                forex trading mein demo account bohat hi ziyada useful hai aur hamko chahiye ke ham is mien demo mien khoob practice karen aur apne andar trading skills ko develop karen.
                 
                • #1838 Collapse

                  Demo account sirf pracice ke liye hota he ye forex me buhat achcha part he woj jo new hote hen un koe liye seekhne ka buhat achcha way hota demo account. jab woh achchi tarah forex ko samajh jate hen tu real account per deposit ker trading ba asaani ker hen...
                  • #1839 Collapse

                    pura moka milta hay jis ki waja say apko real account may kam karanay may buhat experience hsil hota hay or us ki knowledge ki roshni may trading karnay may madad milti hay
                    • #1840 Collapse

                      demo account basically practice k liye diya gya hai is k bht se benefits hain, demo account main app practice kr k apnay experience main izafa kr sktay ho, jo app ko agay apny live account main success hasil krnay main kafi madad de ga, new trader ko phele demo account main practice krni chahiye phir live account main trade krni chahiye,
                      • #1841 Collapse

                        dear ase hy ka hum ko demo account is liye dy jate hy ka hum forex ko samj saka tak jis ka pate nahi hy wo hum demo ma thek kar la or us ka bad hum ko real ma loss na ho or hum achi practice kar us ka bad real ma agr hum ase he kar tu sub loss kar ja demo ko jo samj gy wo loss nahi kar gy
                        • #1842 Collapse

                          Bhai ma yah kahna chahta hon ky demo account is liy bnaya jata ha ky jab hum kam start krty haib forex par to sath sath demo account ko use kro jitna zayada account use krein gy to utna he ap ko experience zayada ho ga phr ap ko losss ni hota ha is kiy jab ap forex par kam start krty hain to us sy pehaly demo accouny ko ise kro us sy ap ko experience barta ha
                          • #1843 Collapse

                            demo account asal mien practice ke liye ap demo mien jitni ziyada practice kareneg ap is mein utne hi kamiyab honge is liye ap demo mein zaroor practice karen.
                             
                            • #1844 Collapse

                              demo account market say kis tara say hum nay note krna hai or is say kafi zada help milti hai teek say kaam ko understand krny mai or trader ki basic training isi say start hoti hai or fear market ka loss or is tara say kafi sari or cheezo ko hum ider say learn krty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                demo account main humain trade karny main kafi achi pratice hasil ho sakti hay ag rhum is main learning karty hain to humain real acccount main trade main achai earning hasil ho sakti hay
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X