Facebook per time zaya krny ki bjaye Trading ko time dayn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes dear mian bhi ye kehnaa chahooonnga ke agar aaap ko sucses chhehye to aap ko faceboook per apna time hata kar faceboook per commment post karne ki bajae yhaaan thread post karen to aaap ko faida hofga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g dear main bhi ap ko facebook ki bajaye forex business ka prefer krn gi wahan pr just hum apna time he waste krty hain yahan hum apne expenses waghera niklwa skty hain or es ko he humein prefer krna chahye es sy hum independent ho skty hain ..
      • #78 Collapse

        Yes right most of peoples who are westing their time on facebook, and they can be so lazy to do the perfect job or business, but forex is the best all the time, so we need to spend our best time on forex, it can make us strong and help to earn lots of money and make our time more precious,
        • #79 Collapse

          Han I am satisfied with you because aj kal to har koi fb ka addict hai....yeh ek nasha bn chuka hai ...mai b jb se forex trading py aia hun kafi seekhnay ko mila aur time bachi jaga py manage hojata hai....vhan fuzol comments aur posts mai time waste krny se acha bnda forex trading kr k apny time ko save krly..
          • #80 Collapse

            yes dear ye bhot achi advice hai un logo ke liyan jo apna bhot sara waqt Facebook use karne mein ziya karte hai kyun ke facebook ues karne se ap ko koi faida nahi milta bus time ka wast hota hai ager ap wo hi time forex trading business ko de gay to ap ki achi khasi earning ho sakti hai is liyan forex trading business pe apna qeemti time lagaye na ke facebook pe
            • #81 Collapse

              good question dear g ha facebook per time waste karne se acha hai ke hum trading ko time de ta ke hum ziyada se ziyada trading kar ke profit earn kare is se hume money bi hasil hoti hai or humara time bi waste nai hota
              • #82 Collapse

                yes dost aj kal bohat se people apna time facebook ya entertainment par zaya kar dety hai agr apny is keemti waqat ko facebook ki bajae forum posting par diya jae tu is k ham ko 2 faiday hen ak ham forex ko learn kar sakty gay aur 2sra faida yeh hai k ham forex ko learn karny k sath sath trade k liye bonus b hasil kar sake gay
                • #83 Collapse

                  ge ha is ma ap ko pisa be milta ha or ap ko is ma pat time ma he kamkar ka pisa kam sakta ho sab ka liy ha forex ak acha business ha sab ka liy ha forex ma ham sab kam kar ka pisa kam sakta ha
                  • #84 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: alizai پيغام ديکھيے
                    Ajkal facebook ka bukhar har kisi ko chara hua hai tu mera khayal hai issko use krny sy behtr hai k hum forex main time dayn takay earning ki koi sorat tu nazar aye apka kya khayal hai?
                    G han,.,.asal main foex ne hame ye bhut he achi job faraham kee hai,.pehle main sirf social networks use kerta tha per ab forex ko use ker raha hun,.aur kama bhe raha hun,.
                    • #85 Collapse

                      g han brother aaj kal buhat ziada log facebook ko use krty hain or apna time pass krty hain mere khayal se ye computer ka un useless istamaal krty hain agr hum computer ko apny benefit k liye use krein or yahan se kuch seekhein or sath main eanr bhi krein tu sahee hai lehaja aap apny pc ko bajaye k facebook k liye ziada use kro aap forex-pak forum ko join kro yahan se forex ko seekho or posting kr k bonus hasil kr k apni trading start kro
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #86 Collapse

                        jee main be apny friends ko be ye advice dyta hota ho ky wo face book or any other social site ky forex forum per work ker ky earning kere wo apna time barbad ker rahiye hai facebook per
                         
                        • #87 Collapse

                          Jee bilkul aj kal kay nowjawan apna zyada tar waqt face book main fazool groups aur pages per spend karty hain so aisi youth ko chahiye ko forex kay forum ko join karen aur apni life set kar saken.
                          • #88 Collapse

                            Mmera apna bhi zati yehi khyal hay facebook sy lakh darjay achi hay forex trading jis sy time bht bht acha pass hota hay knowledge men bhi bht bht izafa hota hay experince bhi hasil hota hay or monthly earning karny ka bhi moka milta hay
                            • #89 Collapse

                              bohat hi achi baat kahi aap ne fazool time pass krne se behter hai k aap Forex trading karian aur kuch paisay b kamain. karna wohi computer k agay beth kr keyboard aur mouse se khelna hai bus zara tareekay se.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                aap ki baat tu theak hai kyun k jab hum face book per time ko wast karta hain tu us se hum ko koi bhi faida nahi hota hai lakin jab hum trading per time deta hain tu iss per hum ko bhut izada benefits milta hain kyun k trading aik acha business hai iss mein hum jtni ziada time da ga tu hum ko itna he ziada experience ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X