distinction in real and demo account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    distinction in real and demo account
    Dear friends In demo account we've no concern of loss in our mind and that we do commercialism freely. however on real account we've nice stress on our brain thus we have to face severe loss this is often the most distinction in real and demo account commercialism.Making cash is not very easy and it's not thus common within the Forex market as you recognize ninety five % of the folk lose cash.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    demo aik fake account hai is ko koi bhi kr skta hai ye aik good bhiness hai is ko koi bhi kr skata hai ye aik acha buiness hai si ko kafi mehnta sy kia jata haiye aik real buiness hai is ko kisi time bhi ap kr skty hain
    • #3 Collapse

      my dear real account me aur demo account me bht zada farq hota hai demo account me hume koi tension nahi hoti jab k real account me hume bht zada fikar hoti hai k kahin loss na hojaye so hum achi tarhan trading nahi kar pate.
      • #4 Collapse

        very nice my dear friend forex trading k demo account mein admi isi liay to aksar bare profits earn kar leta hae kiunk is mein jo loss hota hae to us ko admi feel hi nahi karta hae.......
        • #5 Collapse

          My dear friends forex trading market main demo account and real account main fark yhe he ke is main jo amount hoti ha wo demo account main fake hoti ha sirf practice ke liye jab ke real account main traders apna real money invest karte hain.
          • #6 Collapse

            yes dear ap ki baat sahi hai jb ap demo account k sath trading krte ho to a bina fear or greed k trading krte ho jb k jb ap real k sath trading krte ho to ap k liye emotion or fear ko qaboo krna asaan nahi
            • #7 Collapse

              dear real account ap ko real profit or earning deta hy jab k demo account ap ko sirf learning aur market ko smjhne k liye diya jata hy,,,,
              • #8 Collapse

                gee bhia demo account aur real account waise to aik jaise hein aur sb system aik jaisa he frq sirf yeh he keh demo mein hmein earning nhe mite srif practice ke jate he aur real account mein hm apne trading se earning hasil krte hein
                • #9 Collapse

                  demo account per jab app trade kerte hai tou sub se pehle tou yeh baat hai ke app ko jo hai woh dar nahi hota.secondly app ko market mai experience milta hai.lekin earning real nahi hote hai isleye live account mai trading kerna zarori hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    sir baat ya ha kay forex ma agar ham demo account ma tarde krty ha to usay hamay experince bhui milta ha or hamay knoweldge bhi milta ha agar ap demo account ma kamiyab ho jatay ha to ap real account ma bhi aek achi earnig bhi kr sakty ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X