Forex m demo account m bohat sary trader kamyab lekin real m kiu fail ho jaty ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    My dear friends yhe bat such ha ke forex trading market main jab log demo account main trading karte hain to wo bohat earning karte hain or jab wo real account main trading start karte hain to fail ho jate hain mere khayal main ic ki waja emotional trading ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      bhai iss ki sab se bri wajah yah hai k jub hum sab tradrs demo account per trading kerte hain to hume loss ka dar nai hota lakin jab hum real account ki traf ate hain to humari trading main humare skills k sath sath fear be hota hai jo hume profit earn kerne se rokta hai :(
      • #678 Collapse

        dear demo account me ham practice karty hey waha par hamy loss hony ka dar nahi hota, or real account me ham dar dar kar trading karty hey jes ki waja se hamy loss ho jata hay
        • #679 Collapse

          demo me is lye log kamyab jaldi hote hain kiun ke is business me real account me dar dar ke kam karte hain woh demo me kamyabi hasil is lye ho jati hai us me koi dar nhi hota hai loss ka is lye us me zada ham perfect kam kar pate hain .
          • #680 Collapse

            bikul ye apki real bat hai kay log demo account pe aik boaht hia chi tarding kar jatay hai likin in say rael kay account pe achi tarding nai ho pata hai is liay hi kay in logo nay is business mei kuch bi learn nai kiya hita hai
            • #681 Collapse

              Yar demo account aur real account aik jasay hi hotay hian demo main aap apni investment say trade nai kartay lekin real account main aap apni investment say trade kartay hain, bus yehi farq hay dono main, demo aap ko koi dar khof nai hota aur real main loss ka dar hota hay, is liye demo jasi earning aap nai kar saktay real main ,
              • #682 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me demo account me bht zyada traders kamaayb ha lakin real account me koii trader kamayab nahi ha us ki wajah ye ha k real account me log tension le laity hain jis ki wajah se loss kar jaty hain
                • #683 Collapse

                  meray bhai kyu k hamy demo account mai kise kisam ka fear nai hota hai and hum relax ho k trading karaty hain jub k real mai asa nai hotya hai.
                     
                  • #684 Collapse

                    demo account is one of the best feature of demo trading. demo account sy hum forex ki bohat zyada practice kr sktay hain aur expert bn sktay hain. yay baat samjh leni chaiyay k hum demo account mai without emotions trade krtay hain aur real mai emotions hotay hain is liye mushkil lgta hy
                    • #685 Collapse

                      demo men log is liye kamyab hote hain kiunke us mein apke emotions involve nahi hote,jabke jb ap real trading start karte hain to us mein apke emotions involve hote hain aur jb emotions involve hote hian to wo apko loss ki taraf le kar jaate hain.
                      • #686 Collapse

                        meray bhai demo account mai loog is leyah success ho jatay hain kyu k hamay demo mai koi fear nai hota hai lakin real mai bohat fear hota hai.
                         
                        • #687 Collapse

                          g ha bhai jaan aisa he hai demo main sab ko faida hota hai lakin real main loss ho jata hai kyu k demo main hum high invest karty hain and high lot ko bhe use karty hain jab k real main kam investment hoti hai and lot high use karty hain.
                          • #688 Collapse

                            bhai bohat saf bat ha agar aap demo par kam karty hen to aap level bara kar bhi karlyty hen magar real aacount ma aik to aap ko dar hota ha or aap phir level bhi nahi bar sakty hen,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,................ ......................................
                            • #689 Collapse

                              Jab hum forex trading ki tareekh utha kar deikhte hin to ye bat humin nazar ati he k waqaei es business min jab bhi hum demo pe trading karte hin to kamyab bhi ho jate hin aur real environment min work karte hue bari amdani bhi le leite hin magar jab hum real pe work karte hin to loss ho jata he. Eisa meira khiyal he k humare emotions ki wajah se hota he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                kuch log demo account main bht jaldi kamyab ho jate hain magr kuch log real account main trading nahi kar skte hain ku k real accounta main wo emotional ho kar to is main trading karte hain........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X