some useful tips for all beginners ???
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    achi tips yh hain keh ap kabhi lalch na krain dosry bat keh ap jldi sy kam na krain tasry bat ap apny balance ko dekh kr order palce krain agr in baton ka khayl rkhon gy to bht faida ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      sir Tip hai K Ap Zyada sy zyada time Forex Ki Taleem Walay Section Main Guzarain... Tips Tou Denay Ko Buhaat Sari hain magar Main yahan Ap Ko tips [[[[[[[[[[[[
      • #123 Collapse

        Achi tip yh hain keh ap kabhi lach na krain dosry bat keh ap jldi sy kam na krain tasry bat ap apny balance ko dekh kr order agar ap newbi hen to plz meri bat manna jab bhi kabhi tarde karo to 0.01 say bara lot size use mat karna or achi tarah full condfidence say ke agar ap jab kisi bhe mushkil phanse hon to ease indicator use keran jo ap ke .
        • #124 Collapse

          trading main kabhi bhi greed nahin karna chahiey.agar aap thoori earning bhi kar leety hain to ye bhi best hai lekin big risk main kaam kar kay account waste nahin karny chahien.
          • #125 Collapse

            achi tarah trading krnay k lye zarori hai k ap pehlay is se related har knowledge collect karain aur roz learning karain aur jb apko samajh ajai to aik demo acount hota hai ap us par trading karain wo hamari practice krnay ka zariya hai jzt dummy hai phr jb ap sekh jain to trading karain aur greed aur jald bazi se dor rahain mind ko relax rakhain......
            • #126 Collapse

              bhai aap demo per practice karo sab se pahly jab aap exxpert ho jao tab real accoun pe yrading start karo real account pe sab se bari cheez jo matter karti hai wo hai aap ka lot size aap mini lots se kaam karo or bht trades lagao misaal k tor per aap 100 $ k account per mukhtalif tgapes k sath 20 0.01 ki trades lagao or un trades ka tp same price pe adjust kar do aap ko loss bhi nhi hoga or aap ki trades plus main bhi bht jayen gi
              • #127 Collapse

                janab agar ap achi trade karna chahty ho aur chahty ho k apki trade loss mei na jaye tou market trend ko follow kia karo aur trade lagany aur close karny mei jaldbazi na karo aur market trend ko samajny k liye idia lene k liye pehly graph pe value check kar k idia le lia karo.istarha apki trade achi hosakti hai
                • #128 Collapse

                  m bhe abhe samajhlo beginner he ho abhe four ya five days he huay hain lekin mujhay jo batay gaya hai abhe sirf yahe k register kaisay hona sb websites par aur phr posting karnay ka tariqa k kitnay lines ki phr month kay end m trading
                  • #129 Collapse

                    me khud dost yahan newbie hon or kuch he din hue hain mujhko yahan joining diye hue so me yahi kehna chahon ga ke saalon tak loss khane se behtar hai aap is business me mehnat se kaam karen and greed mat karen or aik bar is business ko completely learn kar ke join karen .
                    • #130 Collapse

                      meray khayal mein tou humein apni forex tarding mein take profit aur stop loss ko use kerna chahiye iss se hum acha profit hasil ker saktey hain mein iss ko like kerta hoon.
                      • #131 Collapse

                        forex tarding main sub se pehle ap ko demo account main achi learning ekrni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ekr achi earning ekr sakoo ge iss main learninjg ke bagar ap ko kamybi nahi ho gi iss lye learning bohat hi zaroori hi
                         
                        • #132 Collapse

                          agar ap forex tarding main new ho too ap ko iss busines smain sub se pehle achi learning ekrni ho gi ap ko demo account ko lambe erse jke lye use ekrna ho ga then hi a[p iss kabal ho g eke achi earning asni se ho sakee or kamybi bi mil jye gi
                           
                          • #133 Collapse

                            forex k business mein jo bhi new ata hain tu un ko chaya k wo forex mein ziada se ziada learning kar ka aya kyun k forex mein jo learning nahi karta hain wo forex mein kabi bhi success full nahi ho skta hain aur forex mein apni mistakes se learning karna wala bhi forex mein bhut ziada success full hota hain.
                             
                            • #134 Collapse

                              main to ap ko ye hi tips dena chahun gi kay ap jab bhi apni trade open karen to ap stop loss ko zaroor use karen kun kay is say loss ka chance kam ho jata hay or isi tarha take profit ko use karna bhi kabhi na bhoolen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Bhai Agr ap beginner hain toh ap ko pehly forex k bary main learn krna chahiyh or es ko demo account per practice krna ho ga tabi ap achi trading kr sako gay .
                                Forex strategies for beginner click here .... :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X