Assalamu Alaikum dear forexs friend ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko different factors per study karne ke sath sath achy experience k Sath kam karna hota hai aur Market ko acchi tarike se focus karna hota hai agar aap market mein job per focus karte hain aur different time friends Mein analysis Karke trading karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai isliye aapko is market Mein acchi planning ke sath kam karna chahie jitni Jyada aap planning Karenge aur Market ko Samajh Kar trading Karenge aapko is market mein itna hi fayda Milega aapko market Mein different patterns available Hote Hain Har patterns ko samajhkar trading karna Hoti Hai Kuchh Aise patterns Hain Jinke bare mein knowledge aur experience ki bahut jyada jarurat hoti hai aaj main aapse Kaise pattern ke related information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Matching Low candlestick pattern kya hai hum es par kesy kaam kar k trading main kamyabi hasil kar sakhty hain.
Definition Of Matching Low Candlestick Pattren:
Dear forex member Matching low candlestick pattern prices main aik qisama kar double bottom candlestick pattern hai, jiss main muntakhib karda timeframe main two candles same bearish point ko touch karke wapis upward reversal ho jati hai. Ye candlestick pattern prices k bottoms ya low bearish trend main banta hai, jiss main do candles same low point ko touch karne k baad bullish reversal ho jati hai. Pattern ki candles main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad banne wali candle bhi same bearish banti hai, jo k pehli candle k low point par close hoti hai. Pattern ki pehli aur dosri candles ka low same point par hota hai, jo k bullish trend reversal ka sabab bante hen.
Formation Of Matching Low Candlestick Pattren:
Dear forex member Matching low candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles real body wali same color ki candles hoti hai. Pattern ki pehli candle aur dosri same point par close hoti hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
1st Candle: Dear member Matching low candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya low prices area ko zahir karti hai. Ye candle aik black ya red real body main hoti hai, bearish trend ki akhari candle hoti hai.
2nd Candle: Dear Matching low candlestick pattern ki dosri candle bhi same real body wali bearish candle hoti hai, jo pehli candle k lower point par close ho kar white ya green body k sath banti hai. Dono candles ka lower point same low hota hai, jo trend reversal ka sabab banti hai.
Importance Of Matching Low Candlestick Pattren:
Dear forex member Matching low candlestick pattern prices main sellers ki adam dilchaspi ki waja se prices chart par banta hai, jiss main pehli aur dosri candles same pattern yanni bearish candles bhi hoti hen aur same low point par close ho kar black body k sath banti hai. Matching low candlestick pattern aur Tweezers bottom candlestick pattern dekhne main same hen, lekin iss pattern main dono candles ki same closing point k sath sath candles bhi bearish hoti hai. Matching low candlestick pattern k candles k lower sides par wick ya shadow nki ahmeyat nahi hai, lekin dono candles ki real body ki closing aik hi point par honi chaheye.Ye pattern prices k lower sides par double low pattern banata hai, jiss se prices k reversal honne k ziada chances hote hen.
Trading Strategy:
Dear forex member Matching low candlestick pattern prices k lower sides par aik long timeframes ka pattern hai, jiss main candles k lower sides ki real body same point par hoti hai. Yanni pehli candle ki real body ka closing point aur dosre candle ki closing price same low point par hota hai. Ye candles ziada tar bagher lower wick ki hoti hai, lekin wick honne k bawajood bhi real body ki closing same point par hota hai. Pattern par trading se pehle confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k aik real body k sath high price par close honi chaheye. Aggar pattern ki confirmation indicators jaise Stochastics oscillator ya CCI oscillator se karna ho to inn ka oversold area hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position jo k dono candles ka lower banta hai, se two pips below set karen.