Whipsaw In Forex:
Whipsaw trading technique and precausions Forex trading mn whipsaw market ke volatile movement mn aqsar occur hota hai. Market sudden sharp upward move krti hai or is k bad foran wo market reversal occur ho gata hai. Jo trader whipsaw technique ko use kr k buy ke trade ko open krty hain or market actually buy ma he chali gati hai. But market jab reversal move kar jati hai to phr trader ko apni buy ki trade ko close karna hota hai.
Whipsaw situation tb ati ha jb market bhut slow movement k bad achnk up chali gaye aur phir down a jaye ya bhut down chali gaye or again apny starting point per wapis a gaye. Is tarah ki technique mn baaz dafa kisi external news ka ammal dkhl hota hy jb k baz dafa sellers and buyers ki fight ka result hota hay. Ager trader whipsaw ko samjhny kay baghair trade main in hoga ya stop loss laga day ga to isko fori loss ho jaye ga.
![Click image for larger version
Name: Whipsaw.jpg
Views: 3
Size: 37.8 کلوبائٹ
ID: 12600526](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12600526&d=1640359841)
Preventing from loss:
Market ke unexpected movement ka bhi kisi bhi waja se ho sakti ha jis sy hmn bhut ziada loss bhi ho sakta hai. Market ki ye movement jo wispaw movement hai to us se hmn bachne ka ik he rasta ha k hm jb bhi market mn trade open karn to us k sath sath hmn market mn stop loss zaror istemal karna chahiye. Stop loss hmain wispaw ki movement se mukamal to nahi bacha sakti hai lekin hamara liss bohut kam kar sakti hai. Stop loss ka sahi position pe lagana chahiye. Forex trading mn hmary account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen.
![Click image for larger version
Name: whipsaw-snap-example.png
Views: 1
Size: 4.5 کلوبائٹ
ID: 12600525](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12600525&d=1679130407)
Nuqsanat:
Whipsaw ke wja sy hmary account k wash hone k chance ziada hoty hain is aese hmara account bhi wash ho gata ha. Hmain apne account ko save Nahi rkh Skte Agar Ham ise properly learn Nahi Karengy to Ham kbhi bhi isaese acchi advantage Hasil nahin kar Sakenge Agar Ham iska istemal careful hokar Karenge aur acche tarike se Karenge aur Soch Samajh Kar Karenge To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain lekin hamare pass Iske bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai Taki Ham isko acche tarike se samajh sake
![Click image for larger version
Name: AT-whipsaw-5c0592cc46e0fb0001eaebb7.gif
Views: 1
Size: 8.2 کلوبائٹ
ID: 12600524](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12600524&d=1679130388)
Job market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen market mn hmesha Active kar kam krna chahiye Agar Ham acting ho kar kam Karngy Sooch samaghkar gram Karengy to Ham is Business mn acchi success Hasil kar sakte hain. hmain Is business Mein ziada sy ziada hardworking Karni chahiye. Hmn market ke bary mn Acha knowledge Hona chahiye Hamen trading ke bare mein bhi experience Hona chahie Agar hamare pass trading ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike Se trade Laga Ke Achcha profit Hasil kar sakte hain