buying selling currency pair
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    buying selling currency pair
    what is forex trading


    forex market mein aik he currency bayak wakt aik currency buy or dosree sell kartay hein currency ka trade mein forex broker ke taraf say frahm kardah kay zarey say ke jate hey or market kay pair mein trade ke jate hey currency ka hawala dosree currency mein deya jata hey mesal kay tor par EURUSD or GBPUSD
    jab ap forex market mein trade kartay hein to ap currency pair mein buy ya sell kartay hein
    har currency pair mosalsal jang ke jang mein he hotay hein exchange rate mein mokhtalef currency ke 2 currency ke nesbat hote hey es time kon ce currency zyada strong hote hey es sharah par tabdela e kheyal keya ja sakta hey
    currency pair kay teen kesam kay pair hotay hein

    major currency pair
    crosses currency pair
    exotics currency pair


    major currency pair


    currency pair kay major pair mein hamesha USD$ hota hey
    crosses ke currency pair mein USD$ shamel nahi hota hey crosses jen mein koi bhe currency shamel nahi hote hey enhen na balagh bhe kaha jata hey
    forex currency pair mein aik bare currency shamel ke jate hey or aik obharte hove market say aik currency par koshtamel hote hey Click image for larger version

Name:	eur-usd.png
Views:	1
Size:	68.5 کلوبائٹ
ID:	12597979
    zail mein dey gay currency pair ko important samjha jata hey en sab pair mein aik taraf USD$ hota he jo keh zyada tar trade hote hey jab keh 8 bare currency wahan serf 7 bare currency hote hein crosses or exotics kay mokabelay wahan major currency pair mein zyada price increase hote hey or zyada chances hotay hein trading kay Click image for larger version

Name:	Capture.JPG
Views:	1
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12597986


    crosses currency pair


    crosses currency pair woh hota hey jo forex market mein trade ke janay wale currency pair par moshtamel hota hey jes mein USD$ shamel nahi hota hey cross currency pair ke moshtarak EUR OR GBP shamel hotay hein
    cross currency pair mein currency ka woh pair hta hey ya lain dain hota hey jes mein USD$ shamel nahe hota hey 2nd world war kay end par zyada tar currency USD$ kay competition mein pegged or hawala deya geya hey es ke wajah yeh the aam tor par US economy war kay bad sab say zyada strong the es ke currency gold par fix the yeh 2 currency ko tabdel kartay time nazren martab kartay hein jo USD$ mein nahi hotay then Click image for larger version

Name:	002.png
Views:	3
Size:	106.4 کلوبائٹ
ID:	12597990


    Exotic currency pair


    exotic currency pair forex market mein aik estalah hey jo taraqe pazair economy ko currency ke trade kay batay jate hey yeh basic competition kay tor par dosree bare currency hote hey zyada tar forex currency par trade kartay time trader ko es ko kai shobon mein analysis karna hota hey or currency ke value ko effect karnay walay unstable hotay hein forex mein currency kay sath trade kartay time trader kai kesam kay dosray indicator ka bhe estama; karna chihay analysis kar kay trade karne chihay or currency ko effect karnay kay kay ley kai kesam kay awamel zamadar hotay hein economy kay or politics kay awamel bhe zema dar hotay hein Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12597992
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

اب آن لائن

Working...
X