What is day trading
forex market aik tajir ke tor par pesha warana mahaarat rakhnay walon ke liye aik intehai munafe bakhash karobari ilaqa hai. forex traders is market mein apne maali ahdaaf aur maqasid ko haasil karne ke liye mukhtalif tijarti Styles par yaqeen rakhtay hain, jaisay din ki tijarat ya taweel mudti tijarat.
meri raye mein, har tajir ke paas munfarid mhartin aur shkhsitin hoti hain, lehaza hamein behtareen tijarti nataij haasil karne ke liye munasib tareen tijarti andaaz ka jaiza lainay ki zaroorat hai. trading ka inhisaar sahih tijarti faislay karne ki hamari salahiyat par hai. forex market ke baray mein aala satah ki maali maloomat aur samajh aik tajir ke tor par madadgaar saabit ho sakti hai. day trading aik qaleel mudti tijarti tarz hai jahan hamein aik makhsoos tijarti din ke ekhtataam se pehlay apni tijarat ko band karna parta hai. traders ke liye forex market mein kamyaab day traders ban'nay ke liye aala satah ki tijarti mhartin
Day trading forex trading main aik bohut teezi k sath barhta howa rujhan hai, jiss main traders market k daily base par apne trades open aur close karte hen. Day trading long term ya scalping strategy se thora sa mukhtalif hai.
Trading with What is day trading
Day trading main bhi scalping strategy ya long term trading ki tarah market ki analysis ki jati hai, jiss main market k leye istemal honne wale zarori awamel jaise indicators, oscillators candlestick pattern, charts patterns ya dosre news events ka istemal hota hai. Ye sari chizen long term ya scalping strategy k muqabele main day trading main ziada faida deti hai, aur yahan tak k ye iss ka zarori juzz bhi tasawar ki jati hai. Day trading k kuch zarori awamel darjazzel hen.
Day trading main mukhtalif time frame ka mukhtalif situation k analysis k leye istemal kia jata hai. Jaisa k daily demand and supply ya daily high aur low k leye "Daily" ya "D1" timeframe ka istemal kia jata hai. Trend analysis aur take profit ya apne hadaf k hosol k leye 60 minutes, hourly ya "H1" timeframe ka istemal kia jata hai. Jab k trade entry k leye "five minutes (M5)" ya "fifteen minutes (M15)" ka timeframe ka istemal hota hai.
Importan points
EUR/USD, GBP/USD aur AUD/USD currencies pairs main se sirf aik waqat main sirf aik currency pair, q k inn sab ka behaviour American dollar k muqabele main same hota hai, ya ye keh lo k ye pairs apas main positive correlated hote hen. Jab k USD/JPY, EUR/JPY aur GBP/JPY pairs main aik waqat main sirf aik hi pair ka intekhab hai, in ka behaviour bhi JPY k muqabele main same positive correlation wala hota hai.
Currencies pairs k supply zone main sell ki entry kia karen jab k demand zone main buy karen, ye sirf five se fifteen minutes candlestick chart pattern k timeframe main aisa karen. Ye zone sirf uss waqat valid hongay jab bhi ye 40 pips se kam hongay.
Entry types
Pending order uss waqat lagayen jab market main daily demand aur hourly demand aik jaisa ho.
Lekin Stop entry uss waqat karen jab market ki demand aur supply zone sirf hourly timeframe k mutabiq hon
Agar ye zone sirf 5 minuts k timeframe main ho to buy ya sell ki confirm entry karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим