Pre-Arranged Trading Benfits & Basics in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pre-Arranged Trading Benfits & Basics in Forex.
    Explanation , Pre-Arranged Tradig in Forex ;-

    Dear members wish You all of my best wishes, Agar aap k pass aik profitable topic k baray acha knowledge hai to aap sab ko chahiye k woh aap share ker diya kraren or agar aap us topic ko share kar dain gay to us se aap ko bhi benefits ho ga or jesa keh forum per share kar dain gay to is terha forum per mojood sab hi members ko bhi benefit Ho jaey ga.Is liye main bhi aik knowledge ful topic aap sab Forex members k sath share kar raha hoon.

    Pre-Arranged Trading Benfits in Forex ;-

    Pre Arranged trading (tay shudda trading) un traders k hawaly say ho sakti hai jo lain dain say pehlay fix prices par plan hoti hay, or jin par ittafaq hota hai. mashroot orders aam tor parr pehlay say fix shuda prices ki prediction parr mabni hotay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	2
Size:	47.8 کلوبائٹ
ID:	12596668

    jo market kay investers ko trading may use ke liye aik specific qeemat fix karnay k liye allow kertay hain. ziyada tarr mamlaat main over di counter ( otc ) orders bhi pehlay say hi tarteeb diye jatay hain .

    Basics*Pre-Arranged -Trading ;-

    My dear forex members pre_Arranged trading(*tay shuda tijarat say investers ko open markete main trading ki qader ka idea karnay main help mil sakti hai. aam orders k big pemanay parr organized tijarat k idea par mabni hotay hain, jo keh investers ko khareed o farokht ki fix prices muqarrar kar k apnay risk ko control karnay ki ijazat deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	2
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12596669

    ziyada tar matters main block orders bhi pehlay say tarteeb diye jatay hain or yeh traditional trading ya phir electronic cross cutting net work ke zariye k baghair or yeh bhi keh kisi rule ki khilaaf warzi kiye beghair ki ja sakti hay.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12596670

    Dear Members ,market ban janay walon ke zumray main stock, future, Commodites ki tay shuda trading ghair qanooni hai. boht si stock markets main orgnized trading k baray main bhi rules hotay hain or stock market main, exchange act wazeh tor par is ki ristriction karta hai.

اب آن لائن

Working...
X