Bullish Homing Pigeon Candlestick Pattren.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Homing Pigeon Candlestick Pattren.....
    Assalamu Alaikum dear Forex friends I hope aap sab khairiyat se honge aur forex trading market mein daily basis per Apne targets ko acchi tarike se complete Karke market Se achcha profit hasil kar rahi honge dear friends forever trading Ek aisa business Hota Hai jismein candlesticks pattern chart per banne wali candles hamen market Mein hone wali moments se related ya expected moments se related acchi information provide Karti Hain isiliye ine candlesticks pattern ko samajhna aur uske mutabik apni trading activities ko complete karna har trader ke liye bahut jaruri Hota Hai.

    Bullish Homing Pigeon Pattren:


    Dear forex friends forex trading market main jab ap kaam karty hain to homing pigeon candlestick pattern do regular candlesticks per moshtamil hone ke bavjud bhi ik bullish trend reversalpattern Hai yeh candlestick pattern financial market ki analysis ka tool hai jo daily price change ki movement ki maloomat ko Zahir Karta Hai candlestick chart financial chart ki ek type hai jo derivative security aur currencies ki price Karta Hai Inko FIR patterns ko Taur per dikhaya Jata Hai homing pigeon candlestick pattern financial market Mein seling pressure kam Karke control buyers ke hathon Chala Jata Hai Aur Is Tarah market mein buy ki entry available hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	rm[ochomingpigeon.jpg
Views:	5
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12594395

    Formation Of Candles:

    Dear forex friends forex trading market main jab ap kaam kar rahy hoty hain homing pigeon pattern Mein first day candle Ek long real body wali black red hoti hai jo price ke down trend ki indication Karti Hai yah candles normal size aur bearish trend ke mutabik banti hai pattern Mein candles ki real body honi zarori hai is mein open price close price ke upar Hota Hai homing pigeon pattern Mein second day candles bhi same black ya red candle banti hai jo ki price ke Bearish trend ko end Karti Hai second day candles first day candle ke real body ke andar open hokar apni closing bhi usi ke andar deti Hai yah candle buhut kam seling pressure ko indicate karti hai jo ki trand reversal ka baes bnati hai.

    Click image for larger version

Name:	bullish-homing-pigeon-candle.jpg
Views:	4
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12594394

    Trading Strategy:

    Dear forex friends forex trading market mein homing pigeon candlestick pattern Dekhne Mein bullish Harami candles take pattern Jaisa Dikhai deta hai but dusre candle same first candles Ki Tarah hone ki vajah se usse different pattern ban jata hai pattern ki fast candle Ek long real body wali bearing scandal Hoti Hai Jiski ek normal long real body Hoti Hai pattern ki second candles be Sameer scandal hoti hai but yah candle Bajaye Pahli candles ke lower per open ho Usi ke real body mein open aur close hoti hai yah candle Bilaspur Mein honi chahie Kyunki do ji candle banne se yah pattern Bulleh Harami cross pattern Mein change ho jata hai Ye ik Bullish trend reversal pattern Hai pattern ki donon candle bearish hone ki vajah se trade entry ke liye confirmation candles Ka Hona important hai confirmation candles ka ek to Bulleh serial body Mein honi chahie aur dusra yah candle second candles ke top per Las bhi close honi chahie but Agar pattern ke bad confirmation candles candles Banti Hai Tujhe pattern invalid Ho Jayega pattern ki confirmation CCI RSI indicator aur oscillator sy Bhi ki Ja sakti hai Jis per value over sold zone Mein Hona must hai or stop loss pattern ke sabse lower position ya first candle ke bottom sy two pis below set Kar ky market se maximum profit hasil Kiya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	bullishhomingpigeonpattern-d50bbd5e310947d8938d1b474524d9c0.jpg
Views:	6
Size:	95.8 کلوبائٹ
ID:	12594393
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Homing Pigeon Candlestick Pattern
    Homing pigeon candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil dono candles bearish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se low area ya bearish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main sellers prices ko aik khas level tak nechay push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main homing pigeon pattern bhi shamil hai.
    Candles Formation
    Homing pigeon candlestick pattern prices k downtrend ya lower par high demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles same pattern ki yanni bearish hoti hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ko downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle bearish trend ko mazeed nechay ki taraf push karti hai, aur market main high supply ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai.
    2. Second Candle: Homing pigeon candlestick pattern ki dosri candle bhi aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se size main kam hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka high aur low pehli candle k open aur close k darmeyan main hoti hai. Ye candle bearish trend k khatme ka bahis banti hai.
    Explaination
    Homing pigeon candlestick pattern prices main bearish trend k dowran ban kar prices ko mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bearish ya downward trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle bhi same bearish candle hoti hai, lekin ye candle pehli candle ki nisbat real body main kam bhi hoti hai aur dosra ye candle pehli candle ki real body ki inside main banti hai, jiss se prices ka mazeed down-fall ruk jata hai. Ye pattern dekhne main same to same bullish harami jaisa kagta hai, lekin dosri candle ka bearish banne se pattern main tabdeeli waqea ho jati hai.
    Trading
    Homing pigeon candlestick pattern prices k bottom main banne ki waja se aik bullish signal genrate karta hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern pat trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bullish candle honi chaheye, aur dosri bearish candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value oversold zone main honi chaheye. Pattern k baad bearish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka Stop Loss sab se lower ya pehli candle k close price se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X