Rainbow Oscillator Indicator in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rainbow Oscillator Indicator in Forex Trading
    Rainbow Oscillator

    Rainbow oscillator aik aisa indicator hy jo rainbow ki type ka hota hy ye indicator hamen trend ki accurate identification main help provide kerta hai Ye indicator market mein honay wallay trend ke change ka andaza laganay kay ley estamal kea jata hey or trend ko follow karnay mein bhe madad dayta hey or yeh serf two mmkana condition mein estamall kea jata hey upper trend or down trend trend Rainbow oscillator rainbow chart par mobne hota hey or yeh bilkul rainbow moving average ke tarah hey yeh do period ke moving average kay tor par kaam karta hey es ka graph average movement kay darmyan sab say high value or sab say low value ko indicate karnay mein help krta hy.

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221004_0851_07_3902.jpg
Views:	3
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12593438

    Explanation Of Indicator

    Rainbow indicator ko boht sary trader trade open karny k liye use karty hain.Yeh market trend ko find karny may boht reliable samja jata hai. Jab rainbow oscillator zero line sy above move kar jae to es ka matlab hota hai k yeh up Rainbow down ko above say cross kar raha hai Yeh trader ko signal provide karta hai k market may up trend start hony wala hai.Jesa k is pic may dekha ja sakta hai Rainbow oscillator aik simple indicator hey jo keh trend reversa janay kay ley paishan goi karta hey yeh aik bohut he important technical indicator hey oscillator bhe enhe asoolon par kaam karta hey jaisay rainbow kaam karta hey yeh do simple moving average indicator hey Rainbow oscillator band width lines kay sath aik oscillator banata hai

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221004_0851_07_1781.jpg
Views:	3
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12593439

    Trading with Indicator

    Rainbow oscillator ka working principle simple ha jo market ma trend reversal ko forecast karta ha, ye aik important technical indicator tool samjha jata ha, ye two moving averages ko use karta ha jin ma sa aik highest high values aur dusra lowest low values ka btata ha ye aik bandwidth lines wala oscillator hota ha, rainbow ma increasing width current trend kay continue honay ko show karti ha Rainbow oscillator director kay tor par kaam karta hey kun keh yeh market kay ups or down ko follow karta hey rainbow ke increase hote huey choray es baat ko indicate karty hey keh majodah trend jare rehnay ka emkan hai Rainbow oscillator rainbow chart par mobne hota hey or yeh belkul rainbow moving average ke tarah hey yeh do period ke moving average kay tor par kaam karta hey es ka graph average movement kay darmean sab say high value or sab say low value ko indicate karnay mein help karta hai

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221004_0851_07_0070.jpg
Views:	3
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12593440
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rainbow Oscillator Indicator in Forex Trading

    RAINBOW OSCILLATOR INDICATOR IN FOREX TRADING DEFONITION
    ya Rainbow oscillator rainbow charts ke Trend ke etafak se akaz Kiya gaya hai indicator Rainbow moving average jaisa hi hai aap Trends ki follow karne ke liye indicator ka istemal kar sakte hain aur iska graph rainbow Charts ko Talash karne ke liye kiye Gaye ISI calculation ki buniyad per Banaya Gaya Hai Yeh on moving averages mein Sab Se zyada high value ke saath saath sabse kam price ka bhi determines karta hai Rainbow oscillator indicator buniyadi Taur per trend ki direction mein Hone Wali changes ki forecast karne mein help karta hai indicator ka maksad buniyadi taur per market ki Trends ka andaza lagana hai aur yah sirf two possible states Pesh karta hai is indicator ke signal kisi bhi tijarti Andaaz bishmol scalping day trading aur swing trading ke liye behtarin work Karte Hain

    KEY POINTS ON THE APPLICATION OF THE RAINBOW OSCILLATOR
    Indicator ko dusre financial indicator ke sath apply kar sakte hain Agar market barh rahi hai aur trend Upar jana hai to to sabse zyada Achanak line Rainbow ke upri Hisse mein hai Agar market ki prices Upar aur niche Jaati Hain to oscillator trend ki direction Mein zahar Hota Hai Agar oscillator ki price 80 se upar Jaati Hai to market zyada Se zyada unstable condition Ban Jaati Hai buniyadi result Yeh Hai Ki markets be tarteeb nahi hai unhone musalsal Ek specific aur secure Tarika ka determine karne ki koshish ki hai

    USE THE RAINBOW OSCILLATOR ON DIFFERENT CHARTING PLATFORM
    nez yah kite mobile app main bhi available hai Maidan Kareeb hai aap use set kar sakte hain period 2 hai aur aap uski price high aur Low mukarar kar sakte hain aap Rainbow oscillator ko library ke dusre tools ke sath Jor sakte hain session tools ke category mein include support resistance indicator Shamil Hai volume range ke analysis ke liye aapko force Index relative volume ya mutalka range per Nazar par sakti hai Jo color Mein ready hone per rainbow ki Shakal ektaiyar karta hai Aakir Mein Har Koi use Waqt Tak market mein kamyabi se invest kar sakta hai

    اب آن لائن

    Working...
    X