Matching Low candlestick pattern trading hone wala aik bahot he rear pattern hai jub yea pattern trading chart per banta hai to yea clear indication hoti hai kay trend change ho jaega is mein 2 candlesticks aik hee body aur size mein ban saktin hain aur jab kay aik kee body long aur aik ki body small bhi ho sakti hai lekin donon ka bottom aapas mein match karta hai yani ki in ka koi shadow nahin hota aur yea dono candlesticks aik hea jagha per close ho jari hean is liye isy matching low candlestick pattern kaha jata hai agar yah down trend mein bnay to,friends jub Bhi price ho jaati hai aur dusre din ki candlestick first candle ke close price ki bajay abhav se open ho jaati hai aur fast candles ke sem low price per close ho jaati hai yani donon candles ka close ya low price same hota hai.
Matching Low Candlestick Pattern Description.
Abhi ham matching low candlestick pattern ke takniki tajjzeeye ko aur is ki takniki shape ke bare mein kuch wazhat karne ki koshish karte hain friends matching Low Candlestick Pattern kay hawaly say baat kee jaaye to yea kehna bilkul darusat ho ga kay stick pattern hamesha ek acchi support level per banna chahie kyunki jab tak koi bhi candle stick pattern ek acchi resistance level aur ek acchi support level per nahin banta to usmein aapko bahut fayda nahin mil sakta basically matching low candlestick pattern main basically ek candlestick downwards aur second candlestick upwards hoti hai lekin donon ka lo point bilkul same hota hain aur yah candlestick ko find out karna hota hai aur iske mutabik apni interpretation karna hoti hai Jab aap market mein kamyabi hasil karne ke liye important aur familiar candlestick pattern ko study karte hain to yah aapke liye bahut hi achcha profit book karne mein helpful hote hean.
Trading at Matching Low Candlestick Pattern.
Agar matching Low candpetrol per trading karna chahte hain to uska sabse best tarika yah hai kay jub yeah candlestick pattern trading chart per appear ho to trader koi momentum base indicator bhi use karen kyon ke is pattern per simple trading karna Kafi difficult hota hai kyn kay pattern low price area stand Mein Banta Hai Jiski Pahli candle Se strong real body Mein banne wali bearing hoti hai dusre din ki candlestik same bearish hoti hain but yah candle pahli candle kay bhi log per ya close point per open hone ki bajay abhav se open hoti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим