what is hanging man candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is hanging man candle stick pattern
    what is hanging man candle stick pattern




    hanging man candle stick pattern aik kesam ke candle stick formation hote hey jo keh forex market mein majodah up trend ke highs or seller kundgan mein ezafay ko indicate karte hey yeh aam tor par forex market mein bohut say shorka kay zarey say paish ke jate hey trader es kay result kay tor par bulls ka wazan bear say zyada hota hey
    GBP/USD chart ka analysis keya ja choka hey jahan par forex market mein baray paimanay par selling pressure hota hey candle stick kay oper ke taraf trend oper hota dekhai dayta hey




    characteristic hanging man candle stick pattern



    oper ke taraf trend hanging man cadle stick pattern ko identify karta hey jab forex market mein oper ke taraf trend ban jay
    hanging man candle stick ya to green candle stick hote hey ya to red candle stick ho te hey or forex market mein majodah oper ke taraf barkarar raknay ke koshesh ke gay hey
    upper shadow aik chota sa upper shadow es bat ko indicate karta hey pound steriling forex market mein wazah kame ko indicate karta hey or forex market mein wazah tor par selling ko dekhaya geya hey es say pehlay bulls forex market mein dobara wapes aa jatay



    trade with hanging man candle stick pattern



    important view yeh hey keh hanging man candle stick ke formation kay bad forex market mein trend long trend mein indicate ho jata hey sab say best tareka yeh hey keh kai time frame analysis ka estamal karna chihay market ke direction ka analysis karnay kay ley weekly daily time frame ka estamal karna chihay es kay bad ap trade kay ley mesale entry point ka estamal kar saktay hein small time frame 4 ghantay ya 2 ghantay kay chart par analysis karna chihay Click image for larger version

Name:	trading-the-hanging-man-candlestick_body_GBPUSDDAILYPRICECHARTDOWNTREND.png
Views:	12
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12589940
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is hanging man candle stick pattern

    Hanging Man Candlestick

    Dear friends Hanging man dar asal hammer candles ki tarha hi nazar aty hey jo key uptrend se is ko find kia ja skta hy jo ky different trend ki taraf aik ishara hota hy.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-15T133239.230.png
Views:	1
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12449868

    Hanging Man Bearish Reversal

    Hanging man Bearish reversal samjhi jati hey magar is ki reliability shooting star aur evening star se bilkul be mazboot nahi hoti, red color key hanging man bullish trend jab key red color key hanging man market ky bearish trend ya sell pressure ka ishara dety hy.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-15T133207.509.png
Views:	47
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12449869

    Similarity with Hammer

    Hammer shape ki tarha es ki real body upside me small size me hoti hay ye red aur green mtlb bullish aur bearish dono hanging man bullish aur bearish trend ko identify kar sakty hey.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-15T133223.470.jpeg
Views:	16
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12449870

    Trend Indication with Hanging Man Candlestick

    Hanging man candlestick chart pattern ka type hay jo key market key open ya close aur high ya low price ko identify krta hay, Makhsoos time frame me hanging man market ki condition aur market trend reversal movement ko parakhny karny key leay istimaal kia jata hay. jaisy he ye Hanging Man Candlestick bany gi volume down show ho rha ho ga or next candle es ky oper ja kr close hogi is ka matlab hai market ab uptrend kry ge tu furan buy ke lot open ki ja skti Hy dein aur is jaga tk long wick ho ge hammer ke us sy nechy stop loss laga dein Jo aik mufeed trading strategy Hy.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-15T133217.378.jpeg
Views:	4
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12449871

    [B]Body Structure of Hanging Man Candlestick[*B]

    Hanging man ki body small hoti hay aur ye market key open aur close price ki wazahat karta hay, hanging man candle ki body red ho gi to es ka matlab ye ho key ye candle market key lower price me close howa hay aur body green ho gi to higher price me ye candle close hota hay, time frame key mutabeq hi hanging man key legs se open price aur close price ka anadaza hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2023-02-15T133212.425.png
Views:	3
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12449872

    Strategic Analysis of Hanging Man

    Hanging Man Candle bht importance rkti hai kyun ky ye hamary trend change hony k bary men btati hai jab bhi ye candle bnti hai is ka mtlb yelahi hota hai ky trend ab sell sy buy ki tarf jany wala hai aur ye banti hi tab hy jab market sell me ja rahi hoti hai ya jany wali ho phr sy yeh bn jaye iska mtlb yehi hai k ab phr market buy ki taraf e jay gi

    Confirmation

    Is candle ki confirmation krna zruri hai jab bhi ye ban jay to dekhien k agli candle agr buy ki tarf open hui hai aur band ho rahi haly ty confirm trade ab buy ki tarf e jay gi aur buy trade lagaany Kay leay yahi aik behtreen ishara Sabit ho skta hai.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: what is hanging man candle stick pattern

      Hanging man candlestick pattern

      Dear friends, aj hm apko Hanging man candlestick pattern k bary me btayen gy k ye bht achi candlestick pattern hy.Hanging man aik strong bearish reversal pattern ha jo kay up trend ke top par banta ha sath strong resistance par hanging man market me sell karne ka indication hota ha or traders hanging man ko identify karke sell ki trades open kartay hain jub aik up trend me aik hanging man ki tarah pin bar banti ha jaisa kay picture me dekh rahay hain or is ki wick is ki body se three time big ho or open price kay pass ho close price ho tu aik hanging man banta ha.mere doston aap logon ne bahut acche tarike se pictures ke sath demostration di hai ki ham mein kis tarah candlestick chart pattern ki study karni hai aapane bataya hai ki hanging man candlestick kaun si hai aur hammer pattern kaun sa hota hai aise hi aapko yah bhi maloom hona chahie ki candle ki different types kaun kaun si hai aur aapko trading market mein study karte hue kam karna hoga technical analysis ka istemal karna zaruri hai fundamental calender ko bhi aap study karen aur usne aapko maloom hona chahie ki news schedule kya hai agar aapko news ke accordingly training karne ki practice ho jayegi to aap isiliye market mein workout kar sakte ho aur apne account ko manage karte hue complete trading kar sakte ho trading members Forex forum mein aapke pass multiple choices honi chahie taki aap apni trade ko profit main close kar sako.

      Click image for larger version

Name:	hammer.jpg
Views:	6
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12449888

      Hanging man and Hammer candlestick pattern

      Hello dosto, Hanging man ke sath sath hammer b is ke hissy me ata hy hammer candlestick pattern ka b bht eham kirdar hota hy.Hammer aur hanging man se candlestick chart pattern market ki movement ka andaza kia jata hay, hammer candle bullish reversal trend ko identify karta hay ye candle support line par ban jaye to ye strong bullish trend ki wazahat karta hay aur agar resistance level par kahi ban jaye to hammer candle ban jany key bawajood traders es ko weak trend samjty hey aur es ko avoid karny ki koshish karty hey, hanging man bearish trend reversal ki wazahat karta hay ye trend resistance level par ban jany key bad strong bearish trend ka signal de sakta hay dono candlestick chart pattern achi technical analysis me help dety hey.hammer aik bullish reversal patteren ha jo ke down trend me banta ha or is me buy ki entry li jati ha jub aik trend continue down move kar raha hota ha tu waha par hammers patteren banta ha hammers candle tub banti ha jub down trend me pin bar jaisi aik candle bane or os ki body three time kam ho wick se or jaha se open ho wohi aas pass close hui hu jaisa ke ap nichay picture me dekh sakte hain aik down trend me hammer candle bani hui hai.

      Click image for larger version

Name:	hang hamm.png
Views:	2
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12449889

      Trading with Hanging man and Hammer candlestick pattern

      Hi Dear traders,Aj hm apko hanging man aur hammer candlestick pattern ke sath trading karna seekhayen gy.ap ne agar ais market mai dekha ho to ap ko ais market mai candle stick pattern ka pata hona chaye jab ye candle resistance level par banati hai to aus time ye candle hanging man banati hai agar ap ais market mai support level par trade lagaty hai to aus time ye hammer wali candle banati hai ap agar ais market mai achi trade lagaty hai to ap ko ais mai candle stick patter par trade lagany ka ye faida ho jata hai k ais mai ap ki trade ka stop loss kam hota hai ap agar ais mai trade k sath stop loss use karty hai to aisi trade par ap ko risk reward k hisab se trades mil jati hai jin par ap ko acha profit ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai tab hi ap ko ais market mai zayda profit hota hai.Traders ko iss baat ka bohat khayaal rakhna chaiye kay kiss waqt konsa pattern bann raha hai kiyu kay traders ko iss say future ki movements ka pehlay say andaza hojata hai aur traders achi positions dhundh saktay hain. Traders ko patterns aur indicators ko seekhnay ka isi liye kaha Jata hai takay traders achi earning ker sakain. Demo trading account mai traders ko achi demo practice ker kay iss Tarah kay tools zarur seekhnay chaiye takay real trading mai madad mill sakain.

      Click image for larger version

Name:	hang ham2.png
Views:	3
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12449890
      • #4 Collapse

        Re: what is hanging man candle stick pattern

        INTRUDUCE OF HANGING MAN CANDLESTICKS PATTERN!!!





        Asslamoalaikum dear members I hope aap sab candlestick pattern man aik strong bearish reversal pattern ha jo kay up trend ke top par banta ha sath strong resistance par hanging man market me sell karne ka indication hota ha or traders hanging man ko identify karke sell ki trades open kartay hain jub aik up trend me aik hanging man ki tarah dekh rahay hain or is ki wick is ki body se three time big ho or open price kay pass ho close price ho tu aik hanging doston aap logon ne bahut acche tarike se pictures ke sath demostration di hai ki ham mein kis tarah candlestick chart pattern ki study karni hai aapane bataya hai ki hanging man candlestick kaun si hai aur hammer pattern kaun sa hota hai aise hi aapko yah bhi maloom hona chahie ki candle ki different types kaun kaun si hai aur aapko trading market mein study kaise karty hen.


        IMPORTANCE'S**&&&






        Dear members forex trading Marketing main Hangings man Candlictick hammer candlestick pattern ka b bht eham kirdar hota hanging man se candlestick chart pattern market ki movement ka andaza hammer candle bullish reversal trend ko identify karta hay ye candle support line par ban jaye to ye strong bullish trend ki wazahat karta hay aur agar resistance level par kahi ban jaye to hammer candle ban jany key bawajood traders es ko weak trend samjty hey aur es ko avoid hanging man bearish trend reversal ki wazahat karta hay ye trend resistance level par ban jany key bad strong bearish trend ka signal de sakta hay dono candlestick chart pattern achi technical analysis me help bullish reversal patteren ha jo ke down trend me banta ha or is me buy ki entry li jati ha jub aik trend continue down move kar raha hota Hai.


        TRADINGS STRATEGY'S**!!!






        Dear friends Forex exchanging Market Mei Hanging man candlestick pattern ky liye perfect timing ki zarort hotii Hei our Traders hazraat Tradings sekhaty Hei agar ais market mai dekha ho to ap ko ais market ka pata hona chaye jab ye candle resistance level par banati hai to aus time ye candle hanging man banati hai agar ap ais market trade lagaty hai to aus time ye hammer wali candle market mai achi trade lagaty hai to ap ko ais mai candle stick patter par trade lagany ka ye faida ho jata hai k ais mai ap ki trade ka stop loss kam hota hai ap agar ais mai trade k sath stop loss use karty hai risk reward k hisab se trades mil jati hai jin par ap ko acha profit ho jata hai ais market mai ap ki mehnat hoti hai tab hi ap ko ais market mai zayda profit hota kiss waqt konsa pattern bann raha hai kiyu kay traders analysis ko usd karna ka pata chaly gein.
        • #5 Collapse

          Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:what is hanging man candle stick pattern hanging mean candle stick patteren takneeki tajzia chart patteren ki aik qisam hai jo aam tor par maliyati mandiyon, jaisay stock aur forex mein dekha jata hai. usay aik bearish reversal patteren samjha jata hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke aik rujhan khatam ho raha hai aur neechay ki taraf rujhan shuru ho sakta hai. is mazmoon mein, hum hanging mean patteren ki khususiyaat, yeh kaisay bantaa hai, is ki tijarat kaisay ki jati hai, aur is ki hudood par baat karen ge . EXPLAINATION: hanging mean candle stick patteren aik wahid candle stuck patteren hai jis mein aik chhota sa asli jism, aik lamba nichala saya, aur thora sa oopri saya nahi hai. asli body aam tor par surkh ya siyah hoti hai aur tajzia kiye jane walay arsay ki ibtidayi qeemat aur ikhtitami qeemat ki numaindagi karti hai. agar asli jism safaid ya sabz hai, tab bhi usay hanging mean patteren samjha jata hai agar deegar khususiyaat ko poora kya jaye . lamba nichala saya tajzia kiye jane walay arsay ki kam aur ibtidayi qeemat ke darmiyan qeemat ki had ki numaindagi karta hai. oopri saaye ki kami is baat ki nishandahi karti hai ke market bulandi par jane ke liye jad-o-jehad kar rahi hai aur oonchai par numaya muzahmat ka saamna hai . patteren is waqt bantaa hai jab market aik oopri rujhaan mein hoti hai, aur ibtidayi qeemat pichlle din ki band qeemat se oopar hoti hai. khredar tijarti muddat ke douran qeemat ko ouncha dhkilte rehtay hain, lekin inhen oonchai par muzahmat ka saamna karna parta hai, aur baichnay walay control haasil karna shuru kar dete hain. trading ki muddat ke douran qeemat girty hai aur kam ke qareeb band ho jati hai, jis se lamba nichala saya aur chhota asli jism bantaa hai . market mein mumkina ulat phair ki nishandahi karne ke liye tajir hanging mean candle stick patteren ka istemaal karte hain. jab patteren taweel izafay ke baad bantaa hai, to yeh ishara karta hai ke taizi ki raftaar khatam ho rahi hai, aur mandi ka jazba qaim ho sakta hai . hanging mean patteren par tijarat karne ke liye, traders patteren form ke baad short positions par amal daraamad kar satke hain, jis mein patteren ki onche jagah par stap loss order hota hai. agar patteren ki tasdeeq ho jati hai to, traders is waqt tak position par Faiz reh satke hain jab tak ke qeemat hadaf ki qeemat ya pehlay se tay shuda stap losses ki satah tak nah pahonch jaye. taajiron ko aagah hona chahiye ke ghalat signals ka khatrah hai, aur patteren ki market ke halaat ki bunyaad par mukhtalif ho sakti hai . hanging mean patteren ki kuch hudood hain, aur taajiron ko is patteren ki bunyaad par tijarat karne se pehlay un se aagah hona chahiye. patteren bohat se takneeki tajzia tools mein se sirf aik hai aur usay tijarti faislay karne ke liye khusoosi tor par istemaal nahi kya jana chahiye. patteren ki bhi market ke halaat par munhasir hai, aur taajiron ko market ke jazbaat ka andaza laganay ke liye deegar iqtisadi asharion aur khabron ke waqeat ki nigrani karni chahiye . aakhir mein, hanging mean candle stick patteren taajiron ke liye market mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye aik mufeed tool hai. patteren is waqt bantaa hai jab market aik oopri rujhaan mein hoti hai lekin usay oonchai par muzahmat ka saamna karna parta hai, jis se aik lamba nichala saya aur chhota asli jism bantaa hai. tajir is patteren ko mukhtasir pozishnon par amal daraamad karne aur baad mein qeemat ki karwai aur hajam ki nigrani ke liye istemaal kar satke hain. taham, taajiron ko patteren ki hudood se aagah hona chahiye aur usay dosray takneeki tajzia ke alaat aur market ke isharay ke sath mil kar istemaal karna chahiye .
          • #6 Collapse

            Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:what is hanging man candle stick pattern market mein rujhanaat aur mumkina mourr ki nishandahi karne ke liye candle stick chart aam tor par takneeki tajzia mein istemaal hotay hain. Hanging man candle stick pattern candle stick charting mein sab se ziyada istemaal honay walay patteren mein se aik hai . Hanging man candle stick pattern aik bearish reversal pattern hai jo oopri rujhan ke oopar hota hai. is ki shanakht aik chhootey jism aur lambay nichale saaye se hoti hai. oopri saya aam tor par chhota ya ghair mojood hota hai . Hanging man candle stick pattern ki tashkeel hamein batati hai ke agarchay market din ki oonchai ke qareeb khuli aur band hui, baichnay walay tijarti din ke douran qeematon ko numaya tor par neechay laane mein kamyaab rahay. yeh lambay nichale saaye se zahir hota hai . EXPLAINATION: Hanging man ka chhota jism mom batii ki majmoi range ke oopri range ke qareeb waqay hona chahiye. yeh aik choti safaid ya siyah asli body honi chahiye aur is ki khuli aur qareebi qeemat mein koi khaas farq nahi hona chahiye . Hanging man candle stick pattern market ki simt mein mumkina tabdeeli ke liye aik intibahi alamat hai. is se pata chalta hai ke khredar raftaar kho rahay hain aur baichnay walay is par qabza karne ke liye tayyar ho satke hain . Hanging man patteren ki durustagi ki tasdeeq karne ke liye, yeh zaroori hai ke aglay din izafi bearish signals jaisay ke gape down ya lower close ko talaash karen . majmoi tor par, Hanging man patteren up trindz mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye aik mufeed tool saabit ho sakta hai. taham, signal ki durustagi ki tasdeeq ke liye usay hamesha deegar ahem takneeki isharay ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Hanging man candle stick pattern

              what is hanging man candle stick pattern Trading mein different candles ki formation Hoti hy ju specific currency etc ki prices ki indication hoty Hein. Isko smjhna bht zaroori hy. Bht candles banty Hein but yahan aik ki details Hein. Ap Baki bhi dekh skty Hein... Hanging man candle stick pattern aik kesam ke candle stick formation hote hey jo keh forex market mein majodah up trend ke highs or seller kundgan mein ezafay ko indicate karte hey yeh aam tor par forex market mein bohut say shorka kay zarey say paish ke jate hey trader es kay result kay tor par bulls ka wazan bear say zyada hota hey GBP/USD chart ka analysis keya ja choka hey jahan par forex market mein baray paimanay par selling pressure hota hey candle stick kay oper ke taraf trend oper hota dekhai dayta ha characteristic hanging man candle stick pattern oper ke taraf trend hanging man cadle stick pattern ko identify karta hey jab forex market mein oper ke taraf trend ban jay hanging man candle stick ya to green candle stick hote hey ya to red candle stick ho te hey or forex market mein majodah oper ke taraf barkarar raknay ke koshesh ke gay hey upper shadow aik chota sa upper shadow es bat ko indicate karta hey pound steriling forex market mein wazah kame ko indicate karta hey or forex market mein wazah tor par selling ko dekhaya geya hey es say pehlay bulls forex market mein dobara wapes aa jatay trade with hanging man candle stick pattern important view yeh hey keh hanging man candle stick ke formation kay bad forex market mein trend long trend mein indicate ho jata hey sab say best tareka yeh hey keh kai time frame analysis ka estamal karna chihay market ke direction ka analysis karnay kay ley weekly daily time frame ka estamal karna chihay es kay bad ap trade kay ley mesale entry point ka estamal kar saktay hein small time frame 4 ghantay ya 2 ghantay kay chart par analysis karna chihay

              اب آن لائن

              Working...
              X