Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading.aj ki post mein meta treader 4 key bary mein deeply knowledge share krun gi .
What is MT4:
Metatrader 4 aek esa application software hota hyy. Ju ap ko forex trading market mein connect kr skta hay. Mt4 app numa hota hay. jb hi hm es pr click krty hain tu hmein Koch pairs Nazar Aty hain . gold selver CL etc. Os key bad next hmein market mein candle Nazar Ati hain . ju musalsal uper nechy hoti Nazar Ati hain. yh un pairs key chart hoty hain hain . Jb ap market Mein enter Hona Chahty Hain. To sb sy phly ap ko ik broker ke joining krna hoti hay. yeah ik baht hi best broker ha jis par ap study kr k apni achi earning kr sakty Hain. or us k bd ap k pass ik Asa application software Hona chaheay jo ap ko Forex trading market Mein connect kr ly or es k sath sath us ki proper updates ap tk ponchty Rahy. Agr ap MT 4 key functions ko study krna chaty hain. to following information ap k liye helpful ho skti hain.
Bid Price and Ask Price:
Metatrader 4 key wja sy ap forex trading market mein apni joining kr skty hain. Aur jb tk ap k pass yeah application software available nai hota ap market mein Apni joining nai kr sakty hain.Metatrader 4 mein ap ko bid price ki Mukamal information share ki ja rhe hoti ha. Bid price aek ese price hoti ha. Jb ap market mein koi commodities ya koi currency pair sale Krty Hain. To minimum prices ap ko de jati hain.
History of MT4:
Dear members Metatrader 4 par Jb ap apni working kr rhy hoty hain . Tu es mein ap apni transaction ki history ko b find out kr sakty hain. Ap previous dates ki history es mein easily find out kr sakty hain. Aur apni transaction or apny account ko properly manage kr skty hain.Metatrader 4 pr ap ko different brokers different commodities, cryptocurrency , metals or currency pairs ki information provide ki ja rhe Hoti Hyla. Yeah list different brokers kis different metatrader force pr totally mukhtalif b ho skti hy or Is k naam b different ho sakty hain.
Entry Point:
Dear members Mt 4 pr ap ko trade open krny sy mukhtalif tools available hoty hain . jis mein ap apni trade according to requirements open kr sakty hain. Metatrader 4 pr Jb ap Koi trade open Krty Hain . To es mein ap lot size key selection kr sakty hain. Aur es mein ap apni required commodities Aurr Indices ko select kr skty hain.
Stop Loss & Take Profit:
Dear members Meta trader 4 ap ko stop loss aur take Profit ke limit set krny key liye aik platform provide kr rha hota hay. Es option ke help sy ap apny analysis key basis pr apni entry ly k others activities ko Carry on kr sakety hain.
Explain Pending Oder:
Dear members Jb ap market main successful trading krna chaty hain. to es mein ap ko metatrader 4 key mukhtalif tools to achi tarha smjhna hota ha. Aur es mein modification key option ko b achi Tra understand krna Hota ha.Metatrader 4 pr ap ko pending orders key information b available honi chaheay. Kun K Forex trading market Mein metatrader 4 pr ap pending orders ko b utilized kr sakety hain.Aurr bhot achi trading kr skty Hain.