What is Double Top chart pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Double Top chart pattern?
    Assalamu Alaikum dear forex member I hope aap sab khairiyat se honge aur Fark trading market Mein Apne daily task acche tarike se pure kar rahi honge forex trading Ek aisa business hota hai ki jismein aapko bahut soch samajh Kar apni planning aur decision making Karni hoti hai Kyunki tabhi aap Kisi bhi pattern ko samajh sakte hain aur uske mutabik apni working Karke market se acchi advantages available kar sakte hain aur yah form hamen yah facility provide karta hai ki ham Yahan Se achcha knowledge hasir Karke iske different candlesticks pattern ko samajh sakte hain aur unke mutabik market ko analysis kar sakte hain.

    What is Double Top chart Pattern?


    Dear forex members forex trading market mein double Top chart pattern ik technical reversal pattern hai jo ki Kisi assist ke continuously two times high price per jaany ke bad banta hai ismein do peaks ke darmiyan thodi si kami Hoti hai jab assist ki price below ya equal girti hai double top bear is technical reversal pattern hai isko find out karna itna aasan Nahin hota jitna Koi traders samajhti hai kyunki support ke niche break ke sath confirmation karna bahut jaruri hoti hai. Ke Ham is pattern ko acche tarike se identify karne mein kamyab hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	11
Size:	90.5 کلوبائٹ
ID:	12589920

    Explanation of Pattern:


    Dear forex members forex trading market mein double Top chart pattern ya btata hai ki prevailing trend reversal start hai ya long term hai bullish market ke and per mostly double Top chat pattern banta hai aur price formation do highest point ki Tarah lagati hai Jo ki ek dusre ke bad banti hai double Top chart pattern mein market ke andar do highest point bante Hain Jo aane wale Bearish reversal signal ky bare mein traders ko confirmation dete Hain aur iske sath donon highest point ke darmiyan neckline bhi banti hai jo price mein resistance ko show Karti hai pahli highest price ke Ek part ko again hasil karne ke bad market dobara pahle highest point ki ek hight ki taraf move karti hui najar aati hai isiliye market ki strength kam hoti Chali jaati hai aur iske sath slowly moving karte hue Ek aur si jaise oscillator per niche rahane wali pic ke jarie ki ja sakti hai lekin iski jyada jarurat Nahin Hoti.

    Click image for larger version

Name:	double-top-breakout.png
Views:	2
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12589919

    Trading with Double Top Pattern:

    Dear Forex members forex trading market mein double Top chart pattern forex trading ke liye yah chij bahut jaruri hoti hai ki trader is pattern ko pahle acche tarike se identify Karen aur jab price nek line ke pass aakar candle ke close neckline se niche aaye to isase break out ki confirmation ke bad hi vah apni trade open credit rated ko trade active karne ke liye price ka net line ko re test karna jaruri hota hai aur traders ko chahie ki vah net line ke re test hone tak vate Karen ki confirmation de to is per trader ko sel ki trade active Karni chahie Kisi bhi chart pattern per trade karne se pahle Ham yah dekh lena chahie ki iska stop loss kis point per lagaya jaaye aur take profit Kitna ho sakta hai yani hamen risk ko riward ratio ko manage rakhte hue aur apne account ki safety ko dekhte hue kam karne ki jarurat Hoti hai tabhi Ham successful ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	tradeup1.jpg
Views:	1
Size:	122.0 کلوبائٹ
ID:	12589918

اب آن لائن

Working...
X