ap ki feelings kia hun gi ager ap k sarey balance ka loss ho jay?????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Friends agar kbi mara tamam balance wash ho jaya to mainkafi sad hon ga lakn main apney hemat nhe haron ga or apnay loss key wajha ko zaror janon ga or is ko apneytradign say khatam karney key koshish karon ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      bhai loss hone per dukh ho ga he lekin again mehnat karon ga me or is me pori koshish karon ga me ke again mujh mo phir kabhi bhi losses ki waja se account khona na pare me is me hamesha mehnat ke sath he chalne ki koshish karon ga .
      • #873 Collapse

        bhai jab mara sara balance loss ho jata ha tu main bohat confuse ho jata hon or main sochta hon k mujhy ya loss q howa ha or kin mistake ki waja sa main na apna sara balance loss kar diya ha or main learn ki traf ziyada tawajah dena start kar deta hon.
        • #874 Collapse

          dear friend Khuda na kery k kabi aisa ho ager kabi ho jy to mujhy es ka bht afsos ho ga or dil tot jy ga mager mien pher b himmat ni haro ga or mehnat ker k earning kerny ki koshesh karo ga
           
          • #875 Collapse

            Is main jub kaam karaty hin to bohat he samjhdari say hi kaam lena chahey jnab,,i like this job very very much jnab...a good job
            • #876 Collapse

              in sha ALLAH asa nahi hoga kafi bar ho chuka hy pahlay assa but in sha ALLAH ab nahi hoga my dear frnd to me yeh kehna chahun ga k insan ko achi trha soch smjh k trade lagani chahiay
              • #877 Collapse

                ji mein yehi kahun ga yeh kam krny k liey agr mein yehi kahun ga es liey mein yehi kahun ga es kam sy mein kahun ga sahi hai
                • #878 Collapse

                  bhai sab ko itne loss per dukh e ho ga na aur mane to yah condition teen bar face ki hue hai iss leya mujhe to iss baat ka be experience hai so itne loss k bad hume dubara se mahnet kerni hoti hai aur tab tak forex trading k piche lage rahna hai jab tak k hume iss main profit nai hota :)
                  • #879 Collapse

                    Trading Safely and beneficial to me* More and more of the trading Lama We're bigger balancenya We have far more secure future Profits order more comfortable and trading We will be more profitable
                     
                    • #880 Collapse

                      G bhai jan yeh to puchny wali koi bat nhe zaheri c baat hai agar lose hota hai to gusa to ata hai phir dil karta hai forex ko chor dain par asa nhe krna chaye q k forex trading main agar humain lose hota hai to apni galti ki waja sa hota hai aur agar hum demo par kam karain gy aur forex main learning karain gy to humain lose both kam ho ga aur humain kbi b forex ko chorny ka nhe sochna chye humain es sa profit kamny ka sochna chye aur es py kam karna chaye.
                      • #881 Collapse

                        Every trader are afraid for losing money. In Forex market when a trader losses money then they need to take a rest. Need to find out his fault and analyze it. I think good money management knowledge to help us avoid big losses.
                        • #882 Collapse

                          my dear jub hum ko forex treading men loos hota ha to hum ko bout hi bura laghta ha jub loos hota ha to kugh bhi acha nhi laghta or sar men bhi bout pain shuru ho jata ha bout hi bura haal ho jata ha leken pher hosla kar ky apny ap ko relax karny ki koshesh karty ehn or dubara practice karty hen mary khayal men hum ko ase candeshan men bout zyada aram ki zaroorat hote ha hum ko kugh der aram sy so jan cheye ta ky humara brain fresh ho jay.
                          • #883 Collapse

                            ajeeb he hogi jab hmhra balance nil hota hai hmhen bahut he dukh hota aur ham forex ko bura bhala kehty hain wsy yeh galt bat hai hmhen forex ko bura bla ni kehna chaiye aur hmhen ziada se ziada apni forex ki training krni chaiye aur hmhen practice kar kay apna real acount ko run karna chaiye otherwize loss he hoga hmhen
                            • #884 Collapse

                              koi bat nai start mei aisay hi hota hai is ko lay kay apko koibi bat klo tension mei janay kiz art nai hot hai ius ko pako hir say join karna hoh ga kay jsis ay ap phir say is ko join karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                main yahan new hoo aur agar mere sath aisa ho kay mujjhe sara loss ho jay to main himat nahi harun ga main aur ziada mehnat karon ga dekhun ga mere se kaha kia galti hui but dukh to hoga jab loss hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X