forex trading k doran relaxation zruri ha g
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    bhai jan hum jo bhi buisnes ker rahay houn un main wo log kameyaab ho hi nahin saktay hain jo kay loss tempered hun so hamin trading main bhi apnay mind ko bohut zada fresh rakhnay ki zaroorat hoti hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      bilkul forex tarding kay darmian relaxsation zarori ha agarr ap begar rexlaxsation kay kam kro gay to apsay kam thk nai ho ga or apko loss bi ho sakta ha hamay forex kahat ha kay forex trading kay doran ap ak dafa lazmi relaxsation kro qk ak hi din kam krnay say diamag pay zorr ata ha or kamzor ho jata ha
      • #468 Collapse

        Forex Trading aik aesa business hai jis main insaan ka uthnay ko dil nhi karta insaan ka dil chahta hai k main hur waqat trading he karta rhu aur zyada say zyada paisa kma sku but this is wrong because rest is best for succees agr insaan rest nhi karay ga to trading main nakaamy ka samna karay ga so meray mutabik insaan ko sirf 24 ghanto main say 6 ghantay trading karni chahye aur wo b wo 6 ghanto main jin main market highly movement main ho , , ,
        • #469 Collapse

          gee forex par kam karte wakt ap ko apne mind ko relax karna parta hai kun ke agar aesa na kia jae to ap ka mind sahi decision nahi le sakta or is ki waja se ap ko loss ho sakta hai
          • #470 Collapse

            I think agar ap trading relax or fresh mind k sath karay gai tu ap ko kabhi loss ni hoga q k forex market 24 hours open rehti hai or kabhi bi is main trading kar saktay hain koi time limit nai...
             
            • #471 Collapse

              jee han. relaxation zaroori hai. and profesioanl traders k ya he asool hai k vu log har kam ko easy wy ma start karta hain. agar apko aik trade ma profit hva ya loss hva ap usa cloese kar k foran doosri na lgaiean. pehla apna mind refresh krain then next order pa jaiean.
              • #472 Collapse

                yes of course forex trading k doran apko relaxation buht zarori hai, jitna ap relax rehe ge utna hi ap acha profit hasil kare ge hum relax mind k sath acha amount hasil kar sakte hain forex se, forex ek intehai profitable business hai but risky bhi hai so forex ko samjhe phir trade lagaye
                 
                • #473 Collapse

                  Yes dear ma khud aysa he krta hun. MT4 to ma open rakhta hun or sath he market ko bhe timely visit krta rehta hun or jb bhe koi achi opportunity mlti hy ma foran apni trade lgata hun or sometime ma es ma profit earn krta hun or sometime mujhy loss bhe huta hy. but koi bat nhe ye tu huta he hy business ma mgr ma trading ko apny oper sawar nhe krta....
                  • #474 Collapse

                    Hmm I agree with you ... Pakistan Forex Forum k trader ko fresh rehna boht zada zaruri hai ... q k trader hi pay sab tikka hai ... so trader ko apna mind fresh rakhna boht zaruri hai ta k wo apna kam thek say or sahi say kar saky ...
                    • #475 Collapse

                      g bilkul q k ye kaam hai hi sara samart work es kam main aap ka mind ja tak relax nhi hoga tab tak shi decision nhi le skte ho q k tab aap ka dehaan kici doosri trf hota hai es liye jab tak ap ka mind fresh na ho ye kaam na karo
                      • #476 Collapse

                        haaan jee aap ko forex trading mein kaam kerty waqt bhttt relax hona chahye or cool mind ho key soch samajh key faisley kerny chahye ager aap mentally tired hn gy tou sai decision nai le sken gy
                        • #477 Collapse

                          han g bilkul ay bhopt zroori ahy akh hum si ami jab bhi km kern hum i mai full relaxation se kam karenku kah is trah hum is mai loss ni hota hay
                          • #478 Collapse

                            wese to forex ka busnas krne mai bohat maza ata hai or han mere khayal se is mai relaxment b zarori hai thori dear treding ka kaam karna rook dena chahe. sab ki apni apni capacity hai .
                            • #479 Collapse

                              g han relaxation kisi bhi field may zarori hay .... q k bar bar kam karnay say insan k brain par bht bojh bhar jata hay or usay rest ki zrorat hoti hay ... isi liye zori hay k hum apnay work k darmiyan lazmi rest karay takay hum physicaly tor par bemar na ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                g haan hum log insaan hen aor 24 hours work nahi kar saktay is liye hamen relax ki zaroorat hoti hai aor hamen relax karna bhi chaheye kyun kay agar relax nahi karen gen to sehat khraab ho jaye gi.
                                :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                                Thanks in Advance

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X